Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Kash Pochoo K Mudha Kia Hai
Collapse
X
-
Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai
Assalaam-0-Alaikom:rose
:welcome: in designed section.....buht khushi hoi itna piyaara image dekh kar
a complete image...with ...beautifulll border....composing.....:phool:
lakin aap nay sher change kar diyaaa:)
:
-
Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai
Originally posted by Rida View PostAssalaam-0-Alaikom:rose
:welcome: in designed section.....buht khushi hoi itna piyaara image dekh kar
a complete image...with ...beautifulll border....composing.....:phool:
lakin aap nay sher change kar diyaaa:)
:
Shukria aap ne passand kia
shair k change karne se aap ka kia matlab hai ???
Comment
-
Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai
Originally posted by cute_charming786 View PostOk Mr. Shahkeel
lekin main ne jis kitab se lia hia uss main aisa hi likha hia
koi baaat nahin sayed galti ho gai
thanks for locating my error
Comment
-
Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai
Originally posted by shakeeel View PostYeh ghalib ki bohat mashoor ghazal hai. sorry mein ne bhi ghalat likh diya tha. ab poori ghazal post kar raha hun.
Great shairing
acha iss ka matlab hai main ne sahi likha tha
bas rakhta ki jaga rakhti ki
aur wo main ne jan bojh kar ki thi
great mr. shkeel aap to bohat taiz ho
nice to meet u
Comment
-
Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai
Bohat khushi ho rahi hai aap ki designing dekh ker aur hamein aap sey bohat kuchh seekhney ko mila ga ... Shair - jaisey keh Shakeel bhai ney kaha - drust nahin.
Main ney bhi aisi bohat sari kitabein dekhi hain jin mein NAAM NEHAAD (zabardasti key shoraa) ney jaaney pehchaney shoraa key kalaam ko tabdeel kar key apney naam sey shaya karwaya hai - main aisi kitabon ki tasdeeq per shak rakhta hoon. Hamein aisey logon ki hosla'shikni karni chahiye jo ustadon key kalaam ko apney naam sey shaya karwatey hain...
Ghalib ka shair:
Main bhi munh mein zubaan rakhta hoon
kaash poocho keh mudda kya haitumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai
Originally posted by Masood View PostBohat khushi ho rahi hai aap ki designing dekh ker aur hamein aap sey bohat kuchh seekhney ko mila ga ... Shair - jaisey keh Shakeel bhai ney kaha - drust nahin.
Main ney bhi aisi bohat sari kitabein dekhi hain jin mein NAAM NEHAAD (zabardasti key shoraa) ney jaaney pehchaney shoraa key kalaam ko tabdeel kar key apney naam sey shaya karwaya hai - main aisi kitabon ki tasdeeq per shak rakhta hoon. Hamein aisey logon ki hosla'shikni karni chahiye jo ustadon key kalaam ko apney naam sey shaya karwatey hain...
Ghalib ka shair:
Main bhi munh mein zubaan rakhta hoon
kaash poocho keh mudda kya hai
aisay shora ko saza deni chaye...aur pakistan art concil ko
ye ikdam karna chaye k kissi bhi book ko register hone se pehlay tasdeeq
aur register karwana chaye agar to wo book local satah par ho rahi hai
bhi locally art concil ko apna kirdar ada karna chaye
lekin agar wo book mulki sath par ho rahi hai to phir uss ko register aur
proof reading zaroor hone chaye
aur mere kia main aisa ho sakta hia kion k abhi pakistan main
daily itni taddad main book nahin shaea ho rahi k un ki proof reading na ki ja sake
bohat achi baaat ki Masood bahi aap ne
aur bohat acha point out kia hai aap ne khushi hoi
Comment
-
Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai
Originally posted by cute_charming786 View PostMasood bahi ne bilkul sahi kaha
aisay shora ko saza deni chaye...aur pakistan art concil ko
ye ikdam karna chaye k kissi bhi book ko register hone se pehlay tasdeeq
aur register karwana chaye agar to wo book local satah par ho rahi hai
bhi locally art concil ko apna kirdar ada karna chaye
lekin agar wo book mulki sath par ho rahi hai to phir uss ko register aur
proof reading zaroor hone chaye
aur mere kia main aisa ho sakta hia kion k abhi pakistan main
daily itni taddad main book nahin shaea ho rahi k un ki proof reading na ki ja sake
bohat achi baaat ki Masood bahi aap ne
aur bohat acha point out kia hai aap ne khushi hoitumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
Comment