Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Designing Poetry "Aap ki farmaish"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Khalil......demand

    assalamalikum

    khalil ki yeh demand yeh poetry hai (jo kay aik song hai :wk :shh: )
    aap loog isay design kejey ab :D:
    bas thori si lambi hai :lol

    Originally posted by ~Khalil~
    plz anchal Can u do this....in Urdu



    kese btaon mere liye tum kon ho
    kese btaon kese btaon
    kese btaon main tumhe
    tum dharkno ka geet ho
    jeewan ka tum sangeet ho
    tum zindgi
    tum bandgi
    tum roshni
    tum tazgi
    tum har khushi
    tum pyaar ho
    tum preet ho
    tum manmeet ho
    ankhon main tum
    yaadon main tum
    sanson main tum
    ahon main tum
    neendon main tum
    khuabon main tum
    tum ho meri har bat main
    tum ho mere din raat main
    tum sobha main tum sham main
    tum soch main tum kam main
    mere liye pana b tum mere liye khona b tum
    mere hansns b tum mere liye rona b tum
    mere liye jagna b tum sona b tum
    jaon kahen dekhen kahen kahen
    tum ho wahan tum ho wahi
    kese btaon tum bin to main kuch b nahi
    kese btain main tumhe mere liye tum kon ho
    ye jo tumhara rop hai ye zindgi ki dhop hai
    chehre se trsha hai badan behki hoi jime kadan
    ye shohian ye mastian tum ko hawaon se milen
    zolfen ghataon se milen
    honto main kalian se khil gaen
    ankhon ki jhelen mil gaen
    main tere chandni aawaz main hai ragni
    sheshe k jesa aij hai pholon k jesa rang hai
    nadion k jesi chal hai kia khusan hai kia haal hai
    ye jism ki rangnian jese hazaro titlian
    baho ki ye golian anchal ki ye parchaian
    ye nagrian hain khuab ki
    kese btain main tumhe halak dile betab hon
    tum hi to mera arman ho
    takta hon main jise tum hi to wo taswer ho
    tum hi taqder ho tum hi sitara ho '
    meratum hi nazara ho mera
    jise jaan main mere ho tum jise mujhe ghere ho tum
    soraj main tum mashrik main tum magrib main tum
    sare mere jiwan main tum har pal main tum hal jhil main tum
    mere liye rasta b tum mere liye manzil b tum
    mere liye sagar b tum mere liye sahil b tum
    main dekhta bas tum ko hon main sochta bas tum ko hon
    main janta bas tum ko hon main manta bas tum ko hon
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #62
      Re: Khalil......demand

      khalil main nay aik or jaga bhi deekhi hai yeh ab aap bataye koon si theek hai :)

      Kaise bataaoon main tumhe
      Mere liye tum kaun ho, kaise bataaoon
      Kaise bataaoon main tumhe
      Tum dhadkanon ka geet ho
      Jeevan ka tum sangeet ho
      Tum zindagi tum bandagi
      Tum roshni tum taazgi
      Tum har khushi tum pyaar ho
      Tum preet ho manmeet ho
      Aankhon mein tum yaadon mein tum
      Saanson mein tum aahon mein tum
      Neendon mein tum khwaabon mein tum
      Tum ho meri har baat mein
      Tum ho mere din raat mein
      Tum subaah mein tum shyaam mein
      Tum soch mein tum kaam mein
      Mere liye paana bhi tum
      Mere liye khona bhi tum
      Mere liye hasna bhi tum
      Mere liye rona bhi tum
      Aur jaagna sona bhi tum
      Jaaoon kahin dekhoon kahin
      Tum ho vahan, tum ho vahin
      Kaise bataaoon main tumhe
      Tum bin to main kuch bhi nahin
      Kaise bataaoon main tumhe
      Mere liye tum kaun ho
      Yeh jo tumhaara roop hai
      Yeh zindagi ki dhoop hai
      Chandan se tarsha hai badan
      Behti hai jis mein ek agan
      Yeh shokhiyaan yeh mastiyaan
      Tumko hawaaon se mili
      Zulfein ghataaon se mili
      Honton mein kaliyaan khil gayi
      Aankhon ko jheele mil gayi
      Chehre mein simti chaandni
      Aawaaz mein hai raagini
      Sheeshe ke jaisa ang hai
      Phoolon ke jaisa rang hai
      Nadiyon ke jaisi chaal hai
      Kya husn hai kya haal hai
      Yeh jism ki rangeeniyaan
      Jaise hazaaron titliyaan
      Baahon ki yeh golaaiyaan
      Aanchal mein yeh parchhaaiyaan
      Yeh nagriyaan hai khwaab ki
      Kaise bataaoon main tumhe
      Haalat dil-e-betaab ki
      Kaise bataaoon main tumhe
      Mere liye tum kaun ho
      Kaise bataaoon, kaise bataaoon
      Kaise bataaoon main tumhe
      Mere liye tum dharam ho
      Mere liye imaan ho
      Tum hi ibaadat ho meri
      Tum hi to chaahat ho meri
      Tum hi mera armaan ho
      Takta hoon main har pal jisse
      Tum hi to voh tasveer ho
      Tum hi meri taqdeer ho
      Tum hi sitaara ho mera
      Tum hi nazaara ho mera
      Yudhyaan mein mere ho tum
      Jaise mujhe ghere ho tum
      Purab mein tum pachhim mein tum
      Utar mein tum dakshin mein tum
      Saare mere jeevan mein tum
      Har pal mein tum har chir mein tum
      Mere liye rasta bhi tum
      Mere liye manzil bhi tum
      Mere liye saagar bhi tum
      Mere liye saahil bhi tum
      Main dekhta bas tumko hoon
      Main sochta bas tumko hoon
      Main jaanta bas tumko hoon
      Main maanta bas tumko hoon
      Tum hi meri pehchaan ho
      Kaise bataaoon main tumhe
      Devi ho tum mere liye
      Mere liye bhagwaan ho
      Kaise bataaoon main tumhe
      Mere liye tum kaun ho
      Kaise
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #63
        Re: Khalil......demand

        Har pal mein tum har chir mein tum


        yeh chir kia hota hai ?:tauba
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #64
          Re: Khalil......demand

          Attached Files
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #65
            Re: Khalil......demand

            :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :rose :rose :rose :rose :masha :masha :jazak:
            Thnks Anchal
            Buhat hee khobsurat compose kai hay aap ny

            Comment


            • #66
              Re: Khalil......demand

              Originally posted by Aanchal
              Har pal mein tum har chir mein tum


              yeh chir kia hota hai ?:tauba
              ALLAH hee jany kia hay:cc:

              Comment


              • #67
                Re: *Kainat* Demand

                :masha Buhat hee zabardast designing ki hai aap sub nai :thmbup: thanks lotssssssssssssss for every1 :phool: :phool:

                Comment


                • #68
                  Re: Khalil......demand

                  again thnks anchal

                  Comment


                  • #69
                    Re: Khalil......demand

                    wow... really beautiful.......... :rose
                    Visit My Early PS Work
                    You Are Welcome To Comment

                    Comment


                    • #70
                      Re: Khalil......demand

                      Assalam-o-Alikum WR WB

                      Bhot umda Aanchal aur Khalil u ki choice bhi achi hy

                      FeaamnAllah
                      Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                      Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                      Comment


                      • #71
                        Re: Designing Poetry On Demand

                        Salam plz meri is nazm ko design kar dien..shukriya:rose


                        *KISS*

                        na aawaaz de kar
                        na jhinjhoR kar..
                        jagaataa tha mujh ko
                        hameshaa hi woh...
                        miree band aankhoN
                        ko bas choom kar


                        --by shumaila

                        Comment


                        • #72
                          Re: Designing Poetry On Demand

                          Originally posted by shummu
                          Salam plz meri is nazm ko design kar dien..shukriya:rose


                          *KISS*

                          na aawaaz de kar
                          na jhinjhoR kar..
                          jagaataa tha mujh ko
                          hameshaa hi woh...
                          miree band aankhoN
                          ko bas choom kar


                          --by shumaila
                          ok :salam:
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • #73
                            Re: Designing Poetry On Demand

                            plz anchel muje ye share chahiye

                            issko kisi bhi urdu font main kisi bhi lerki walay back ground kay uper
                            koi bhi acha colour se kerdo

                            ye share hai

                            Dar lugta hai muje raat ke uss paher se jiya
                            Utertin hain jab dill ke angan main us ki yaddein



                            aur aik bhi plzzzzzzzz
                            apni merzi ke back ground per kisi bhi colour ke font per
                            Dil ko jab dusnay lagin wehshat bhari tanhaiyan
                            Hum teri yaadon ki mehfil saja ke roye

                            Mujhe choo kar jo guzri aj bad-e-saba
                            Hum tere aanchal ki khushboo yaad kar ke roye

                            Ab na sunayein gay kisi ko dastan-e-hijran
                            Meri kahani sun nay walay bhi dil khol ke roye

                            Sunai jo meri dastan kal shab chand ne sitaron ko
                            Woh bhi meri bebasi pe mun chupa ke roye

                            Koi to bata de yeh Asif ko aa ke
                            Kia kabhi woh mujh ko yaad kar ke roye



                            aur neeche from jiya to asif bhiya
                            zaroor likhye ga
                            thanx



                            Comment


                            • #74
                              Re: Designing Poetry On Demand

                              Originally posted by jiya ali
                              plz anchel muje ye share chahiye

                              issko kisi bhi urdu font main kisi bhi lerki walay back ground kay uper
                              koi bhi acha colour se kerdo

                              ye share hai

                              Dar lugta hai muje raat ke uss paher se jiya
                              Utertin hain jab dill ke angan main us ki yaddein



                              aur aik bhi plzzzzzzzz
                              apni merzi ke back ground per kisi bhi colour ke font per
                              Dil ko jab dusnay lagin wehshat bhari tanhaiyan
                              Hum teri yaadon ki mehfil saja ke roye

                              Mujhe choo kar jo guzri aj bad-e-saba
                              Hum tere aanchal ki khushboo yaad kar ke roye

                              Ab na sunayein gay kisi ko dastan-e-hijran
                              Meri kahani sun nay walay bhi dil khol ke roye

                              Sunai jo meri dastan kal shab chand ne sitaron ko
                              Woh bhi meri bebasi pe mun chupa ke roye

                              Koi to bata de yeh Asif ko aa ke
                              Kia kabhi woh mujh ko yaad kar ke roye



                              aur neeche from jiya to asif bhiya
                              zaroor likhye ga
                              thanx


                              ji zaror aap ki bari anay pay aak ka shair compose kia jaye ga :phool:
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment


                              • #75
                                shummu........ demand

                                assalamalikum

                                aaj designing poetry on demand main shummu ki aik romantic poem design kejeye :D
                                (image jo rules kay kheelaf hoo woh mat use kejey ga :rose )


                                Originally posted by shummu
                                Salam plz meri is nazm ko design kar dien..shukriya:rose


                                *KISS*

                                na aawaaz de kar
                                na jhinjhoR kar..
                                jagaataa tha mujh ko
                                hameshaa hi woh...
                                miree band aankhoN
                                ko bas choom kar


                                --by shumaila
                                Last edited by .; 3 March 2006, 23:18.
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X