Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Designing Poetry "Aap ki farmaish"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

    Originally posted by Ameen Asim View Post
    Assalam o Alaikum

    mujay apnay aik dost ki kitaab ka title banwana hay,,, kia koi design kar de ga? meN dili mamnoon hooN ga.

    kitaab ka naam: Neend meN chalti hawa..

    poet name: Najam ul Asghar Shahia


    khial kuch yooN hay ke ooper kisi shehr(city) ki pic ho aur us ky neechay ,, regastaan ho.... aur rait ke lehreN bhi wazeh nazar aati hooN

    Wassalam
    Ameen Asim
    aap ko thora wait karna ho ga, mein aap ko yeh design kar dun ga
    lekin abhi yahan kuch PHADDA chal raha hai, adim ka, yeh zara solve ho jaye.
    to aaram se aap ko design kar ke dein gay.


    Comment


    • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

      Originally posted by shakeeel View Post
      aap ko thora wait karna ho ga, mein aap ko yeh design kar dun ga
      lekin abhi yahan kuch PHADDA chal raha hai, adim ka, yeh zara solve ho jaye.
      to aaram se aap ko design kar ke dein gay.
      Assalam o Alaikum

      Mohtaram Shakeel sahib
      meN aap ka dili mamnooN hooN ga,,, kindly page ka size 8"-1/2* 5"-1/2 rakhiay ga...

      mujay intizaar rahay ga...
      ho sakay to us ke aik copy mujay email bhi kar dijiyay ga....
      ameenasim@gmail.com

      Wassalam
      Ameen Asim

      Comment


      • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

        Originally posted by Ameen Asim View Post
        Assalam o Alaikum

        Mohtaram Shakeel sahib
        meN aap ka dili mamnooN hooN ga,,, kindly page ka size 8"-1/2* 5"-1/2 rakhiay ga...

        mujay intizaar rahay ga...
        ho sakay to us ke aik copy mujay email bhi kar dijiyay ga....
        ameenasim@gmail.com

        Wassalam
        Ameen Asim
        Insha-ALLAH bohat jald


        Comment


        • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

          very nice aaj yeh thread parha ..acha ha jald send karon ga.

          Comment


          • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

            can anyone designe it
            Attached Files

            Comment


            • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

              agar shakeel bro ki ijazaat ho ... tu asif ji mein be iss ghazal ko try karti ho :)
              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

              :pr:

              Comment


              • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                Originally posted by *Hala* View Post
                agar shakeel bro ki ijazaat ho ... tu asif ji mein be iss ghazal ko try karti ho :)
                is mein ijazat ki kay abaat hai. mujh ko khushi ho gi , aur is tarah se meri designing bhi aur behter ho gi....GO AHEAD.......


                Comment


                • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                  Nice,,,
                  Attached Files
                  sigpic:SubhanAllhaa:

                  Comment


                  • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                    aslam-o-alkium

                    can any one designe my shair
                    Attached Files

                    Comment


                    • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                      aslam-o-alikum
                      can anyone designe it
                      Attached Files

                      Comment


                      • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                        Originally posted by asif shahzad View Post
                        aslam-o-alikum
                        can anyone designe it
                        aap ki farmaesh posted


                        Comment


                        • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                          Assalam o Alaikum

                          meN ne aik dost ki kitaab '' Neend meN chalti hawa' k Title ki farmaaish ki thee magar afsoos kisi ne bhi ta'awun nahiN kia,,,
                          shakeel bhai ne jald mo'awnat ka kaha tha ,,, hanooz intizaar meN hooN,,,

                          Wassalam
                          Ameen Asim

                          Comment


                          • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                            Assalam o Alaikum

                            aik shehr darj hay pls koi design kar de ga.

                            muj ko hairat se sabhi log yahaN dekhtay heN
                            meN wo darya hooN keh sahraa se nikal aaya hooN
                            (Ameen Asim)

                            Wassalam
                            Ameen Asim

                            Comment


                            • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                              Assalam o Alaikum

                              yahaN pegham.com meN wafa ka post kia hooa aik shehr paRa,,
                              ab bhi ojhal hay nigaahooN se nishaan-e-manzil
                              zindagi to hi bata kitna safar baaqi hay..

                              wafa jee ne khoobsoorat urdu font meN disgin kia hay,, mujay ye font baut achha laga ,, wafa jee aap ne ye urdu font kahaN se lia... aur is font ko INPAGE Men lana ho to kiasay la sakta hooN aap ka dili mamnoon hooN ga, yaa koi aur member rahnumaai farma de.
                              Wassalam
                              Mukhlic
                              Ameen Asim

                              Comment


                              • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                                Originally posted by Ameen Asim View Post
                                Assalam o Alaikum

                                meN ne aik dost ki kitaab '' Neend meN chalti hawa' k Title ki farmaaish ki thee magar afsoos kisi ne bhi ta'awun nahiN kia,,,
                                shakeel bhai ne jald mo'awnat ka kaha tha ,,, hanooz intizaar meN hooN,,,

                                Wassalam
                                Ameen Asim
                                W-Salaam,

                                aap ne jo farmaesh ki thi wo mujh ko yaad hai lekin very sorry k time ki kammi ki wajah se design na kar saka.

                                mein koshish karun ga k jitna jald mumkin ho aap ki farmaesh poori kar di jaye,

                                filhaal aap ka sher mein design kiye deta hun.

                                (aap ne wafa se jis font ka poocha hai, wo inpage mein nahin hai, balkey ek aur software hai "KEKL"

                                aap ko pg par hi us ka link mil jaye ga, tutorial section mein, aap is ko download kar lijiye aur is ko use karney ka tareeka bhi wahan se hi mil jaye ga.

                                Khush rahiye.


                                Comment

                                Working...
                                X