Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
*~~Pachhtawa~~*
Collapse
X
-
Re: *~~Pachhtawa~~*
Assalamo-Alekam
Yeh hue na asal baat sir, bilkul zindagi bewafa aur khud-garz logon ki wajh say barbaad karnay ki shay nahi hai.
Agar hum kise ke liye mar saktey hein, rou saktey hein, tou apno ke liye khud ko khush bhi rakh saktey hein aur un ke liye jee bhi saktey hein.
Bohat sabaq-amouz tehreer raqam ki hai aap nay.
Jazak ALLAH for sharing!
Comment
-
Re: *~~Pachhtawa~~*
Originally posted by *Hijab* View PostAssalamo-Alekam
Yeh hue na asal baat sir, bilkul zindagi bewafa aur khud-garz logon ki wajh say barbaad karnay ki shay nahi hai.
Agar hum kise ke liye mar saktey hein, rou saktey hein, tou apno ke liye khud ko khush bhi rakh saktey hein aur un ke liye jee bhi saktey hein.
Bohat sabaq-amouz tehreer raqam ki hai aap nay.
Jazak ALLAH for sharing!
bahoot bahoot shukriya Hijab:rose
ye story mene bahoot pehlay likhi thi
pehlay isi type ki story likha karta tha......lekin ab nahi likhi jati
shayed ab meri sochoon ka rukh badal gaya hai :)sigpic
Comment
-
Re: *~~Pachhtawa~~*
Originally posted by WASI ANJUM View PostWalekum Asslam
bahoot bahoot shukriya Hijab:rose
ye story mene bahoot pehlay likhi thi
pehlay isi type ki story likha karta tha......lekin ab nahi likhi jati
shayed ab meri sochoon ka rukh badal gaya hai :)
Ji haan hota hai aisa.....woh phir yeh he keh lijeay kay insan us jagh khara ho jaata hai jahan khud tou woh andehray mein hota hai magar dosron ko roshni day raha hota hai.
Halaat kay saath saath insan kay khiylaat aur jazbaat badaltey rehtey hein, kuch changes positive bhi hotay hein lekin koshish honi chaiye kay negative changes ko avoid kiya jayey.
Well, aap ab bhi acha likhtey hein, bus ab aap ki kahani ka mouzo badal gaya hai, which is fine:)
Keep writing!
Comment
-
Re: *~~Pachhtawa~~*
Originally posted by *Hijab* View PostAssalamo-Alekam!
Ji haan hota hai aisa.....woh phir yeh he keh lijeay kay insan us jagh khara ho jaata hai jahan khud tou woh andehray mein hota hai magar dosron ko roshni day raha hota hai.
Halaat kay saath saath insan kay khiylaat aur jazbaat badaltey rehtey hein, kuch changes positive bhi hotay hein lekin koshish honi chaiye kay negative changes ko avoid kiya jayey.
Well, aap ab bhi acha likhtey hein, bus ab aap ki kahani ka mouzo badal gaya hai, which is fine:)
Keep writing!
waqat k saath saath insaan ki sochen badal jati hain
thanx again:rosesigpic
Comment
-
Re: *~~Pachhtawa~~*
wah bahut hii sabaq aamoz tehreer thi...abhi aapki 2 kahaniyaan parhin aur dono se ek baat to zaahir hui ke aap ki tehreer mein rawaani aur tasalsul barqarar rehta hai aur aap ek aam roz marra ke alfaaz istimaal karte hain isliye aur mazaa aata hai paRhne ka...aakhir mein jo aap ne likha woh to dil ko chuu gaya khaaskar woh maan ke qadmon tale jannat waali baat..bahut khoob..dheron daad pesh hai is qadar umda likhne par!
Comment
-
Re: *~~Pachhtawa~~*
Originally posted by shummu View Postwah bahut hii sabaq aamoz tehreer thi...abhi aapki 2 kahaniyaan parhin aur dono se ek baat to zaahir hui ke aap ki tehreer mein rawaani aur tasalsul barqarar rehta hai aur aap ek aam roz marra ke alfaaz istimaal karte hain isliye aur mazaa aata hai paRhne ka...aakhir mein jo aap ne likha woh to dil ko chuu gaya khaaskar woh maan ke qadmon tale jannat waali baat..bahut khoob..dheron daad pesh hai is qadar umda likhne par!sigpic
Comment
Comment