Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Barish ki khushboo

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Barish ki khushboo

    Assalam o alaikum wr wb
    Attached Files


    میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


    میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

  • #2
    Re: Barish ki khushboo

    Barish ki ye khushboo hamesha mujhe tumhari qurbat ka ahsaas dilaigi .........
    k tum mere qareeb ho........bahot qareeb

    waah zabardast bahot khoobsurat tehreer
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Barish ki khushboo

      gr8 ..............

      Comment


      • #4
        Re: Barish ki khushboo

        acha likha hai mehwish (Y)
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: Barish ki khushboo

          Assalam o alaikum wr wb..

          Pasand karnay ka bohat shukria..


          میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


          میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

          Comment


          • #6
            Re: Barish ki khushboo

            Originally posted by mehwish afsar View Post
            Assalam o alaikum wr wb..

            Pasand karnay ka bohat shukria..
            walaikum salam :-)
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #7
              Re: Barish ki khushboo

              Walaikum Assalaam WRWB

              Barish ki khushboo..iss nazm ka unwaan bazaat-e-khudh apnay andar samandar see gehrayi rakhta hay aur uss kay saath saath aap ka andaaz-e-khudh kalaami aur lafzoon kay intikhaab nay poori nazm main char chaand laga diye, bohat hi khoobsurat tehreer hay aur har uss shaksh kay dil ko choo sakti hay jissay BAARISH say mohabbat ho, Parveen shaakir ki ek bohat choti si nazm hay baarish ki munasibit per, paish karnay ki jasaarat kar raha hoon....

              Baarish ka ek qatra
              Meri Ankhoon kay rastay
              Meray dil main
              Kahin gum ho gaya!

              Issi tarhan likhti rahain aur humain apni khoobsurat tehreer say mustafeed karti rahain.

              ALLAH HAFIZ
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: Barish ki khushboo

                Assalam o alaikum wr wb the fire ji..

                Pasand karnay ka bohat shukria..
                Shukria kay aap ne parveen shakir ka itna khbsorat kalam share kiya...
                Bohat bohat shukria :)


                میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                Comment


                • #9
                  Re: Barish ki khushboo

                  buht acha likha hai .....:rose.....
                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment

                  Working...
                  X