Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

    Aaa sab ny bohat bohat bohat achaa likha hai :rose
    Attached Files

    Comment


    • #32
      Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

      larki mujhey itni khushi hui tumhari tehreer perh ker ...:rose
      geo larki ....:thmbup:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #33
        Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

        Aazadi key asal mafhoom ko kitni khoobsurati sey aap ney paish kiya hai aik lerki, aap apni tehreer per bohat zabardast mubarakbaad ki mustahiq hain. Aur aap ney intihaee sheerein andaaz mein aik haqeeqat ko biyaan kar key rakh diya hai. Waqiye hamarey mulk mein aisa hi huwa hai jaisa aap ki tehreer mein tha. Aap key qalam sey nikli hui tehreer bohat khoobsrat hai. Mubarak qabool kijiye :rose
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #34
          Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

          1larki aap ne bilkul haqeeqat byan ki hey, azaadi ka sahee istemaal hi humein taraqqi k rastay per le kar ja sakta hey, shakhsi mufad ki bajaye mulki mufad ko samnay rakha jaye to koi shakk nhi k pakistan aik azzad mulk ki hasiyat se apnay paon per kharra ho sakta hey.Phir hum pakistani bhi fakhr kar saktay hein k hum azaad qaum hein lein filhaal to.................,


          bujhtay diye umeedon k khoon e jiger k talabgaar hein

          Comment


          • #35
            Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

            Originally posted by barg.e.gul
            larki mujhey itni khushi hui tumhari tehreer perh ker ...:rose
            geo larki ....:thmbup:
            Thankx Gul :eye:

            Comment


            • #36
              Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

              Originally posted by Masood
              Aazadi key asal mafhoom ko kitni khoobsurati sey aap ney paish kiya hai aik lerki, aap apni tehreer per bohat zabardast mubarakbaad ki mustahiq hain. Aur aap ney intihaee sheerein andaaz mein aik haqeeqat ko biyaan kar key rakh diya hai. Waqiye hamarey mulk mein aisa hi huwa hai jaisa aap ki tehreer mein tha. Aap key qalam sey nikli hui tehreer bohat khoobsrat hai. Mubarak qabool kijiye :rose
              Suhkeriya Masood :eye:

              Comment


              • #37
                Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

                Originally posted by Muskan
                1larki aap ne bilkul haqeeqat byan ki hey, azaadi ka sahee istemaal hi humein taraqqi k rastay per le kar ja sakta hey, shakhsi mufad ki bajaye mulki mufad ko samnay rakha jaye to koi shakk nhi k pakistan aik azzad mulk ki hasiyat se apnay paon per kharra ho sakta hey.Phir hum pakistani bhi fakhr kar saktay hein k hum azaad qaum hein lein filhaal to.................,


                bujhtay diye umeedon k khoon e jiger k talabgaar hein
                Thankx Muskan :)
                ager hum sab kohish keray gay apni apni tour per to phir aisa zaroor hoga:insha: :)

                Comment


                • #38
                  Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

                  1 Larki aap ki tehreer bohat achi hai aur jandar hai mazeed likhti raha karein......likhne se zihan khulta hhai .......Shukrya:)
                  Allah

                  Comment


                  • #39
                    Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

                    Thankx Yaaram:)

                    Comment

                    Working...
                    X