:rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam
Collapse
X
-
Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam
Jee zaroor karian gay :rose
-
Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam
Originally posted by Saima ShaheenWatan ke barey mei kya likhoon.... kal GEO per 50 minute progam dekha.... dekh ker rooh kanp outhi... kya ho raha hai humarey watan mei aur kiu ??? :(tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Kesi Aazadi??Kesa Jashan?
hmmmm sahi kaha Shy tum nay aaj janey hamari Qoam tabahi kay kin rashto'n par ja rahi hai jahaan say wapis shayeed mumkin bhi nahin
Allah Talah hamray Mulk aur hamaray logo'n ko appney Hifz-e-Amaan main rakhay Ameen :roseZindagi Thak Gaye ..!!
Comment
-
Re: Kesi Aazadi??Kesa Jashan?
AOA,
Aap ki tahreer parri dil khush hua aap pakistan ko whan daikhna chahte hain jahan Quaid daikhna chahte the 14 AUG jab b ata hai to dil aj b utna hi machalta hai jitna uss raat ko un logon ka machla ho ga jo uss azeem garre ko uss aik aik lamhe ko daikh rahye the mahsoos kar rahye the mahsoos kar rahye the aap nain irshad farmaya k koch saal se aap ka dil iss pakistan ko daikh k dil bardashta ho choka hai. baat koch saloon ki nain hai aap ki soch main sanjigi aur pokhtagi a chuki hai aap ka dil apne ghar pakistan k liye fikar rakhta hai sochna to hamain ye chahye k kitne baorgoon nain apni janoon k nazrane paish kiye aur wo koch hua un k ghar waloon k sath k rooh b shar ma jaye kis liye wo mara laga tha ban k rahye ga pakistan bat k rahye ga hindutan iss liye k hum issi noch khain iss liye k hum issi ghair muslamoon k age joka dain pakistan zmeen ka tokrra nain pakistan aap ki rooh k andar hai pakistan har pakistani k andar darrakta hai ye hai mera pakistan aj b pakistan aap k dil mai hai mere dil main hai har uss dil main hai jo pakistan ka dil hai pahle hum manate the aj b hum manayain ge sab mil k ayain mere sath dunya ko bata dain hum aik hain hum pakistani hain aur ye hai mera pakistan:)
Sohail Abbasi.Apna haq ada karo.
Comment
-
Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam
Shy antoi app nay bohat zabaer dast tehreer likhi hay perh ker maza aya :rose
Comment
-
Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam
Gul aap k qalam mein dard hi nhi haqeeqat aur sachai ka aks bhi hey aur umeed ki roshni bhi madham nhi parri.
Mein zayada kuch nhi kahoon gi han aap ko mubarakbad zaroor doon gi.
Mein sochti hoon meray watan ka har aik shehri aisi hi soch kiyun nhi rakhta?
(Kuch swalon k jwab humein kabhi nhi miltay na!)
Allah meray qayed k khwab ki tabeer ko humesha salamat rakhna.Ameen
Comment
-
Comment
-
Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam
"jeet hamari ho gi ' haarein gey andhyarey--aik din poorey hon gey saarey kha'b hamarey"
inshAllah...:thmbup:
Yahi Umeed to hamein kuch kerney ka hosla deyti hai" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
Comment