Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

    MASHALLAH,
    Aik sai barh kar aik ..!! Asslam O Alaikum,
    kasey hain aap sab khoob likha aur bohat likha hai aap tenoon nai umda ..sharings ..!! Shy nai ankhein kholein Gul nai jhinjhor kai rakh deya aur Masood nai tamacha maar kai gaal hee laal ker deya ..!! Teenon nai bohat khoobsura tehreerein likhi hain ..!! Itna acha likhney per mubarak baad qabool kejiye jeetey rahyeh khush rahyeh sada abad rahyeh
    Waslam

    Comment


    • #17
      Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

      Gul buhat acha likha hai aap nay aur pehli bar Qalam uthaney par aur buhat acha likhney Mubarak Baad Wasool kijyeah :)


      aur Masood aik talkh haqeeqat dekhayee aap nay maghar Umeed ka Diya bhi Roshan rakha buhat khoob buhat hi Umdaah likha hai aap nay :)


      buhat sara khush rahyeah dono :rose
      Zindagi Thak Gaye ..!!

      Comment


      • #18
        Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

        bohat khoob barg-e-gul or masood aap dono ne mashallah bohat zaberdast likha he,Allah hamare piyare Pakistan me se ye sari burayan khatam kar den jin ki aap ne nishan dehi ki.

        Comment


        • #19
          Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

          Allah

          Comment


          • #20
            Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

            bohat khoob yaaram aap ne mashallah bohat acha likha he,welldone :) :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

              Shukryaaaaaaaaaaaa Shy............Thanx :)
              Allah

              Comment


              • #22
                Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

                :insha:
                aur bohot shukriya Yaaram :thmbup:
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #23
                  Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

                  Masood Aur Yaaram aap dono ki tahaareer apni misaal aap hein, Masood saahb aap ne to kamal hi kar diya hey, ae kash k meray watan ki sabqa ya mojooda qyadat mein aisay log hotay jo qayed ki rooh ko mayoosi se bacha letay.
                  Be shakk Azaadi hasil karna aik kathan amal hey, mugar ussay sambhalna uss se bhi zayada mushkil. pata nhi hum iss qabil hi nhi hein k apnay aap ko pakistan k sath munslik samjhein kiyun k hum apnay frayez se aankhein band kiye bethay hein. hum ne azaadi ka haq hi ada nhi kiya hey yehi wajah hey k aaj hum duniya k nishanay ki zad mein hein.
                  Rabb e kareem meray watan aur ahelyan e watan ko apni hifz o amaan mein rakhay, ameen

                  Comment


                  • #24
                    Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

                    rose :rose :rose :salam: :rose :rose :rose :rose
                    Attached Files

                    Comment


                    • #25
                      Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

                      page 2...HUM AZAD HEIN!!!!!
                      Attached Files

                      Comment


                      • #26
                        Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

                        Muskaaan aap ka tehreeh karda Mazmoon parha yakeen janye aik ajeeb si kefyat mahsoos kar raha hoon ...................Bohat pu asar sehar angez aur Jamia Tehreer likhi hai aapne.............Bohat khoob isi khushi main :rose
                        Allah

                        Comment


                        • #27
                          Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

                          bohot shukriya Muskan :thmbup:
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #28
                            Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

                            Originally posted by YAARAM
                            Muskaaan aap ka tehreeh karda Mazmoon parha yakeen janye aik ajeeb si kefyat mahsoos kar raha hoon ...................Bohat pu asar sehar angez aur Jamia Tehreer likhi hai aapne.............Bohat khoob isi khushi main :rose



                            Yaaram aap ka boht shukriya.:rose


                            Gul aap ka bhi boht shukriya.:phool:

                            Comment


                            • #29
                              Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

                              Assalam o Alaikum

                              muskaan buhut khoob, ham loog 14 august jhandiaan laga ker , qaumi taranay chala ker, prade dekh ker aur halla gulla ker kay guzar detay hein halankeh yeh din hota hay apnay mazi ka jaeeza lenay , mustaqbil ka rah mutayyaan kernay , ham nay her moqay ko us kay muqarraah din tak mehdood ker deya hay ,

                              aap nay buhut accha mazmoon likha hay , kash ham sab k isoch aisee ho jaye

                              shukria aur mubarak ho is terah kay fikri mazameen likhnay per

                              waqar masood
                              Rabb e Zidni Elmaa"

                              Comment


                              • #30
                                Re: 14. August (Yom-e-Aazadi) - Watan Key Naam

                                Originally posted by Masood
                                Lijiye dosto main bhi apni tehreer pesh kiye deta hoon :)
                                ]

                                Assalam o Alaikum

                                buhut khoob janab, talkh haqaaayeq say bharpoor ik pur fikr tehreer , jis kay zaryee hamain apnay garebaan mein jhanknay ka moqa milta hay , yehan musannif kay qalam ki daad to deni chahyee lekin us say barh ker mussannif kay qalam nay jo paigham deya hay usay apnanay ki koshish kerni chahyee,,

                                masood bhai dua aur dawa donoon per koshish jaree hay, khud ko akelay mat sajheyee ga

                                aap nay is 14 august per apna pakistani honay ka haq nibha daya

                                waqar masood
                                Rabb e Zidni Elmaa"

                                Comment

                                Working...
                                X