:salam:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa
Collapse
X
-
Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa
ji bilkul aquari ji yaaden tho bus yaaden hoti hain jin ko dil k sandooq ma mehfooz rakhh kar ghum ya khushi k lumhaat may iss say mehfooz hona chaahiye,bohot khoobsoorat tehreer hai aquari ji ,likhhti rahain aur humarey saathh share karti rahin ,khush rahain aur ramazan mubarak hothmbup:
Comment
-
Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa
Originally posted by baqarkashmiri View PostZabar dast.
Shukriyaa xenya
ji bilkul...wohi baat k maazi ko kamzoori nahi apnii assas baan kr chala jayee :)
Originally posted by Mujahid Khan View Postji bilkul aquari ji yaaden tho bus yaaden hoti hain jin ko dil k sandooq ma mehfooz rakhh kar ghum ya khushi k lumhaat may iss say mehfooz hona chaahiye,bohot khoobsoorat tehreer hai aquari ji ,likhhti rahain aur humarey saathh share karti rahin ,khush rahain aur ramazan mubarak hothmbup:
Ramzan mubarak
ji bilkul yaad tu yaad hi haii na phr :)
Comment
-
Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa
Originally posted by aquari View Postshukriyaa
Shukriyaa xenya
ji bilkul...wohi baat k maazi ko kamzoori nahi apnii assas baan kr chala jayee :)
Bauht shukriyaa app ka mujahid :salam:
Ramzan mubarak
ji bilkul yaad tu yaad hi haii na phr :)
You are welcome..
Aap ko bhi mubarak ho bohat bohat
Comment
-
Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa
Asslamo-Alekam, as usual bohat acha likha hai aap ne, aur yaddon ko aik naye rang-o-roup mein yaad karne ka jo mashwara diya hai aap ne woh to lajwab hai, aur sachi baat yeh hai ke hamare bus mein bohat kuch hota hai, lekin shyad hum apne dil aur demag ko is baat per razi he nahi karna chatey. excellent work, aap ke articles perh ke bohat acha lagta hai, thank you so very much for sharing with us your great work, khush rahiye and keep writing.
Comment
-
Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa
Originally posted by desiprincess View PostAsslamo-Alekam, as usual bohat acha likha hai aap ne, aur yaddon ko aik naye rang-o-roup mein yaad karne ka jo mashwara diya hai aap ne woh to lajwab hai, aur sachi baat yeh hai ke hamare bus mein bohat kuch hota hai, lekin shyad hum apne dil aur demag ko is baat per razi he nahi karna chatey. excellent work, aap ke articles perh ke bohat acha lagta hai, thank you so very much for sharing with us your great work, khush rahiye and keep writing.
sub sey pehely tuu app ka bauht shukriya dear k app meri tarz-e-tehreer or sooch ko pasand krti hain ,or merey mashwaroo ko acha samjhta hain
app ney bilkul thek kaha k bauht kuch humarey bus main hota hai mager hum khud hi aisaa nahi krety ,main bhi manti hoo k insan kuch jaghoo pr bebus zaroor hai mager itna bhi bebus nahi jitna woh apney app ko samjhta hai ..bus thora soochney ki baat hai :)
Comment
-
Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa
Assalam-0-Alaikom:rose
achi suggestions hain.......acha tajziya bhi hai.....kuch chora hi nahin...sabhi pehlo apni tehreer mein samait liye hain...
Comment
-
Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa
Asalamoalikum Aquari!hamesha ki tarha bht acha likha hai.....aur jahan tak baat hai yaad kar k ansoo bahne ki tu jo log is duniya se chale jate hai un ki yaad mein ankhein tu nam ho hi jati hai....lakin sahi baat hai hamein apni yaad ko hans kar hi jena chahiye kyun k ye hamari zindagi ka hissa hai aur zindagi hass kar b guzarni hai aur roo kar b tu hanse kar guzar lena zayada acha hai.....gud wrk keep it up:phool:sigpic
Comment
Comment