Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa

    :salam:
    Attached Files

  • #2
    Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa

    no doubt bohat khubsoorat likha hai hameshi ki tarha :thmbup:
    :rose Refreshing_breeze :rose

    Comment


    • #3
      Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa

      Thankyou RB

      Comment


      • #4
        Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa

        thori perhi hia, abhi baki perhoon ga sukoon se:comfort:

        Comment


        • #5
          Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa

          Originally posted by musaddaq View Post
          thori perhi hia, abhi baki perhoon ga sukoon se:comfort:

          yeh tabiyat thek hai app ki :comfort:..k is sec main poora jumla likh dya haii

          Comment


          • #6
            Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa

            ji bilkul aquari ji yaaden tho bus yaaden hoti hain jin ko dil k sandooq ma mehfooz rakhh kar ghum ya khushi k lumhaat may iss say mehfooz hona chaahiye,bohot khoobsoorat tehreer hai aquari ji ,likhhti rahain aur humarey saathh share karti rahin ,khush rahain aur ramazan mubarak hothmbup:

            Comment


            • #7
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa

                Zabar dast.

                Comment


                • #9
                  Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa

                  Originally posted by baqarkashmiri View Post
                  Zabar dast.
                  shukriyaa
                  Shukriyaa xenya
                  ji bilkul...wohi baat k maazi ko kamzoori nahi apnii assas baan kr chala jayee :)
                  Originally posted by Mujahid Khan View Post
                  ji bilkul aquari ji yaaden tho bus yaaden hoti hain jin ko dil k sandooq ma mehfooz rakhh kar ghum ya khushi k lumhaat may iss say mehfooz hona chaahiye,bohot khoobsoorat tehreer hai aquari ji ,likhhti rahain aur humarey saathh share karti rahin ,khush rahain aur ramazan mubarak hothmbup:
                  Bauht shukriyaa app ka mujahid :salam:
                  Ramzan mubarak
                  ji bilkul yaad tu yaad hi haii na phr :)

                  Comment


                  • #10
                    Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa

                    Originally posted by aquari View Post
                    shukriyaa


                    Shukriyaa xenya
                    ji bilkul...wohi baat k maazi ko kamzoori nahi apnii assas baan kr chala jayee :)


                    Bauht shukriyaa app ka mujahid :salam:
                    Ramzan mubarak
                    ji bilkul yaad tu yaad hi haii na phr :)

                    You are welcome..

                    Aap ko bhi mubarak ho bohat bohat

                    Comment


                    • #11
                      Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa

                      Asslamo-Alekam, as usual bohat acha likha hai aap ne, aur yaddon ko aik naye rang-o-roup mein yaad karne ka jo mashwara diya hai aap ne woh to lajwab hai, aur sachi baat yeh hai ke hamare bus mein bohat kuch hota hai, lekin shyad hum apne dil aur demag ko is baat per razi he nahi karna chatey. excellent work, aap ke articles perh ke bohat acha lagta hai, thank you so very much for sharing with us your great work, khush rahiye and keep writing.

                      Comment


                      • #12
                        Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa

                        Originally posted by desiprincess View Post
                        Asslamo-Alekam, as usual bohat acha likha hai aap ne, aur yaddon ko aik naye rang-o-roup mein yaad karne ka jo mashwara diya hai aap ne woh to lajwab hai, aur sachi baat yeh hai ke hamare bus mein bohat kuch hota hai, lekin shyad hum apne dil aur demag ko is baat per razi he nahi karna chatey. excellent work, aap ke articles perh ke bohat acha lagta hai, thank you so very much for sharing with us your great work, khush rahiye and keep writing.
                        W salam
                        sub sey pehely tuu app ka bauht shukriya dear k app meri tarz-e-tehreer or sooch ko pasand krti hain ,or merey mashwaroo ko acha samjhta hain
                        app ney bilkul thek kaha k bauht kuch humarey bus main hota hai mager hum khud hi aisaa nahi krety ,main bhi manti hoo k insan kuch jaghoo pr bebus zaroor hai mager itna bhi bebus nahi jitna woh apney app ko samjhta hai ..bus thora soochney ki baat hai :)

                        Comment


                        • #13
                          Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa

                          haw hi
                          yahan to ye haal hay
                          yaad e mazi azab hay yarab
                          cheen lay mujh say hafza mera

                          nice sharing aq :ff:
                          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                          Comment


                          • #14
                            Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa

                            Assalam-0-Alaikom:rose
                            achi suggestions hain.......acha tajziya bhi hai.....kuch chora hi nahin...sabhi pehlo apni tehreer mein samait liye hain...
                            For New Designers
                            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                            Comment


                            • #15
                              Re: Usi ko Yaad Rakhaa hia jissey bhool jana thaa

                              Asalamoalikum Aquari!hamesha ki tarha bht acha likha hai.....aur jahan tak baat hai yaad kar k ansoo bahne ki tu jo log is duniya se chale jate hai un ki yaad mein ankhein tu nam ho hi jati hai....lakin sahi baat hai hamein apni yaad ko hans kar hi jena chahiye kyun k ye hamari zindagi ka hissa hai aur zindagi hass kar b guzarni hai aur roo kar b tu hanse kar guzar lena zayada acha hai.....gud wrk keep it up:phool:
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X