Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

    agreed
    aisi he kuch galatiyan kabhi kabhi ham or aap b kar bethtay hain
    ye baat samjh leni chahye k jo hamara haq hay wo dosray ka faraz .. to jo dosray ka haq hay wo bhi hamara faraz hay
    sirf laina he zindagi ka maqsad nahi
    kuch denay ka hosla bhi rakhen dil bara rakhen to rishtay paidaar or zindgi khusgawar ho jati hay
    warna to bas aik kanch ka ghar hay
    totnay main dair he kitni lagti hay

    acha likha hay hameysha ki tarah :ff: keep writing
    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

    Comment

    • #17
      Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

      Originally posted by Dil_E_Veran View Post
      agreed
      aisi he kuch galatiyan kabhi kabhi ham or aap b kar bethtay hain
      ye baat samjh leni chahye k jo hamara haq hay wo dosray ka faraz .. to jo dosray ka haq hay wo bhi hamara faraz hay
      sirf laina he zindagi ka maqsad nahi
      kuch denay ka hosla bhi rakhen dil bara rakhen to rishtay paidaar or zindgi khusgawar ho jati hay
      warna to bas aik kanch ka ghar hay
      totnay main dair he kitni lagti hay

      acha likha hay hameysha ki tarah :ff: keep writing
      ji ha bilkul sahi kaha..hum saari ummedain doosrey sey hi laga letey hain k wohi kareyy mager apney hissa ka krna bhool bethtey hain..or isi trha ek waqt ata hai jub yeh yaktarfaa rishtey khatum hojatey hainn..rishtey chal hi tab skatey hain jub k dono tarf sey taqazoo ko nibhaya jaye..!
      Thankyou :phool:

      Comment

      • #18
        Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

        hmmm
        very nice aquari ge
        ap ke lost wali bat ka baray me kush kahu ga ka jab hum kesi sa mobahat ka rishta banata haan to yah nahi socha jata ka hum es rishtay ko kahan tak mahdood rakhay ga balkay yah hud he dil ma aik asi gaha bana lata ha ka hum na cha ke be esa dil sa nahi nekal saktay...
        aur agar hum yah kahaan ka hum mahdood rakhsaktay haan to maraykhayal ma wo mobahat ka rishta nahi ha
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

          Originally posted by nomi sialkoti View Post

          thankyou
          ha chahat k jazbey la'mehdood nahi hosaktey mager in munh zor jazboo ko hikmat ki lagam pehna denaa thori aql mandi hoti haii..Rishtey dil sey bantey hain mager nibhayee dimagh sey or jiyeaa is zindagi main jatey hain or zindagi guzarney k lya dil or dimagyh dono ki zaroorat hai ..ap ek rishta dil sey qayim tu kr letey hain mager un k taqazey yani k kahan us rishta ka kon sa huq dena hai or kaha apna huq lena hai yeh sub bhi krna parta hai ,mainey is tehreer main unhi logo ki taraf nishandhi ki haii k jo rishtey bana tu letey hian mager nibhaney ka fan nahi janteyy isi lyaa kisi bhi relation ko agey lekr chalney sey pehely thori aql istemal krleney main koi burai nahi..us waqt thori takleef zindagi bhr ki aziyat sey bacha leti haii..I hope u got my point.

          Comment

          • #20
            Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

            Originally posted by aquari View Post

            ge belkul ma manta hoon app ke bat belkul daroust ha.....yah kahu ga ka app ke tarha ke soch wohe rakhtay haan jo es duneya ko samajta haan yah kosish kartay haan....aur asa loge wak he asa kartay haan jasa app na lekha ha aur hakekat be asi haan agar app sari zindagi ke takleef sa bachna chata haan...

            aur maray khayal ma asa bahot kam log sochtay haan aur wo he sochtay haan jin ko thokar lagti ha aur wak he samaj be tokar lagna ka ad he ayte ha wasay app kesi ko jetna marzi kahaan koi faraq nahi parta jab tak ka wo us halat sa guzar nahi jata.:rose
            sigpic

            Comment

            • #21

              haa insan thookar kha kr hi sekhtaa hai ..mager kabhi kabhi kuch loog observations sey bhi bauht kuch seekh jatey hain..apney ouper depend krta haii

              Comment

              • #22
                Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

                Originally posted by aquari View Post
                haa insan thookar kha kr hi sekhtaa hai ..mager kabhi kabhi kuch loog observations sey bhi bauht kuch seekh jatey hain..apney ouper depend krta haii
                hmmm
                ge belkul ak ha bahot loge haan jo observations sa bhi bahot kush jatay haan lakin agar app ya kahaan ka koi dil ka momla ma paray bager us ka hul seek la to maray khayal ma shayad namumkin ha keyu ka mana kabi asa nahi suna ...hamaray eard gerd bahot sa asay dil ka wakayaat hotay haan jin ka baray ma hum janta haan lakin pher be log takrebun us gulti ko dohratay haan...
                yah janta huya be ka esma kush hasil nahi ho ga..
                wo he bat jo khata ho wo pachtata ha aur nahi khata wo be achtata ha....
                esleya shayad log kha ka pachtana pasand kartay haan:rose
                Last edited by shahid_naman; 28 September 2007, 07:09.
                sigpic

                Comment

                Working...
                X