Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

    :eye:
    Attached Files

  • #2
    Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

    :mm:

    Comment


    • #3
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

        bohot achchey andaaz may rishton ki baareekiun ko saadah alfaaz may dhaal kar unn ki utaar chardao aur zarooraton ki kumi baishi ko ujaagar kia hai,bohot khoob aquari ji:thmbup:, likhhti rahain aur humarey saathh share karti rahainthmbup:

        Comment


        • #5
          Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

          Assalaam-0-Alaikom:rose
          pichlay kuch arasay aisay halaat hoye keh mujhay bhi yeh baat buht shidat say mehsaoos hoi......
          buht acha likha hai dear...her lihaaz say ......:phool:
          aur bloo nay bhi bilkul sahih kaha,,......main bhi isi baat ki qaaail hoon keh kisi bhi lihaaz say kisi bi reishtay / insaaan ko kabhi bhi aazmana nahin chahiye....kiun keh humaray rawiye haalat ko reflect kartay hain...jaisay halaat hongay waisay hi behave karain gay....aur ho sakta hai aazmanay walay ki khwahish kay mutabiq nahin ho woh rawiya....

          anyways..:).....welldone :thmbup:


          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #6
            Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

            Originally posted by *Rida* View Post
            Assalaam-0-Alaikom:rose
            pichlay kuch arasay aisay halaat hoye keh mujhay bhi yeh baat buht shidat say mehsaoos hoi......
            buht acha likha hai dear...her lihaaz say ......:phool:
            aur bloo nay bhi bilkul sahih kaha,,......main bhi isi baat ki qaaail hoon keh kisi bhi lihaaz say kisi bi reishtay / insaaan ko kabhi bhi aazmana nahin chahiye....kiun keh humaray rawiye haalat ko reflect kartay hain...jaisay halaat hongay waisay hi behave karain gay....aur ho sakta hai aazmanay walay ki khwahish kay mutabiq nahin ho woh rawiya....

            anyways..:).....welldone :thmbup:

            W salam
            haa dear main bhi kafi arsey sey observe kr rahi thi ,k loog rishta tu bauht ahd-o-paiman k saath banatey hai mager phr kis waaj sey wohi rishtey darddekr khatumhojatey haii or i think un ki sub sey bari waja hi yehi hotii hia k hum un ki bareeki ko samjhey bina hii un ko agey leyjatey haii or phr achnak hi hum uktaney lagtey hainn..hum un k taqazey nahi nibhateyy ..
            thankyou so much meri tehreer ko pasand krney kaa

            Comment


            • #7
              Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

              bilkul sahi likha hai :rose......har rishtay bohot anmol hotay hai aur rishtoo ko nibhana itna asaan nahi hotaa....ristoo ko nibhana dono fareek per farz hota hai....kahe koi kotahi ya kami paishi say bohot nuksaan hota hai aur bohot had tak dukh uthana parhta hai...........bohto acha likha, parh kar maza aa gaya......aise he achi achi sharing hamaray saath karti raho....:phool:
              sigpic


              Comment


              • #8
                Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

                hmmm...acha likha, soochnay wali baat he :p
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

                  ha ap ney thek kaha..in rishtoo ko kabhi bhi azmana nahi chayeaa kunk waqt khud hi unhain azma kr humarey lya muntakhib krta haii ,or ager azamay ajaye bhi tu siwaye dukh k kuch haath nahi ata bulk hum unhain bhi khoo detey hai
                  pasand krney k lyaa shukriyaa..:phool:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    hmmm...acha likha, soochnay wali baat he :p
                    thx
                    tu sooochyeaa ..:eye:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

                      Originally posted by Mujahid Khan View Post
                      bohot achchey andaaz may rishton ki baareekiun ko saadah alfaaz may dhaal kar unn ki utaar chardao aur zarooraton ki kumi baishi ko ujaagar kia hai,bohot khoob aquari ji:thmbup:, likhhti rahain aur humarey saathh share karti rahainthmbup:
                      baat ager safey lafzoo main bhi samjh ajyee tu apna haq ada kr leti haii :)
                      bauht shukriyaa meri tehreer ko pasand krney kaa

                      Originally posted by Wafa View Post
                      bilkul sahi likha hai :rose......har rishtay bohot anmol hotay hai aur rishtoo ko nibhana itna asaan nahi hotaa....ristoo ko nibhana dono fareek per farz hota hai....kahe koi kotahi ya kami paishi say bohot nuksaan hota hai aur bohot had tak dukh uthana parhta hai...........bohto acha likha, parh kar maza aa gaya......aise he achi achi sharing hamaray saath karti raho....:phool:
                      thx dear.....
                      haa dear ager yeh rishtey na hoo tu hum kitney akeley hojayain

                      Comment


                      • #12
                        Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

                        very well written aquari jaani :thmbup:

                        aise relation jo bohat jald bantey hai aur usse bhi jaldi tut jaatey hai wo shaid ek waqti attraction ka natija hotey hai dono mein se kissi ek fard ki taraf se.

                        keep writing and sharing :rose
                        :rose Refreshing_breeze :rose

                        Comment


                        • #13
                          Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

                          Originally posted by refreshing_breeze View Post
                          very well written aquari jaani :thmbup:

                          aise relation jo bohat jald bantey hai aur usse bhi jaldi tut jaatey hai wo shaid ek waqti attraction ka natija hotey hai dono mein se kissi ek fard ki taraf se.

                          keep writing and sharing :rose
                          thankyou ...
                          yes u r right dear

                          Comment


                          • #14
                            Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

                            buhat acha likha hai aap nay risthy nbihana assan nahi..........:thmbup:
                            keep it up.........:)



                            Comment


                            • #15
                              Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy

                              shurkriyaa

                              Comment

                              Working...
                              X