:eye:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy
Collapse
X
-
Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy
Assalaam-0-Alaikom:rose
pichlay kuch arasay aisay halaat hoye keh mujhay bhi yeh baat buht shidat say mehsaoos hoi......
buht acha likha hai dear...her lihaaz say ......:phool:
aur bloo nay bhi bilkul sahih kaha,,......main bhi isi baat ki qaaail hoon keh kisi bhi lihaaz say kisi bi reishtay / insaaan ko kabhi bhi aazmana nahin chahiye....kiun keh humaray rawiye haalat ko reflect kartay hain...jaisay halaat hongay waisay hi behave karain gay....aur ho sakta hai aazmanay walay ki khwahish kay mutabiq nahin ho woh rawiya....
anyways..:).....welldone :thmbup:
Comment
-
Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy
Originally posted by *Rida* View PostAssalaam-0-Alaikom:rose
pichlay kuch arasay aisay halaat hoye keh mujhay bhi yeh baat buht shidat say mehsaoos hoi......
buht acha likha hai dear...her lihaaz say ......:phool:
aur bloo nay bhi bilkul sahih kaha,,......main bhi isi baat ki qaaail hoon keh kisi bhi lihaaz say kisi bi reishtay / insaaan ko kabhi bhi aazmana nahin chahiye....kiun keh humaray rawiye haalat ko reflect kartay hain...jaisay halaat hongay waisay hi behave karain gay....aur ho sakta hai aazmanay walay ki khwahish kay mutabiq nahin ho woh rawiya....
anyways..:).....welldone :thmbup:
haa dear main bhi kafi arsey sey observe kr rahi thi ,k loog rishta tu bauht ahd-o-paiman k saath banatey hai mager phr kis waaj sey wohi rishtey darddekr khatumhojatey haii or i think un ki sub sey bari waja hi yehi hotii hia k hum un ki bareeki ko samjhey bina hii un ko agey leyjatey haii or phr achnak hi hum uktaney lagtey hainn..hum un k taqazey nahi nibhateyy ..
thankyou so much meri tehreer ko pasand krney kaa
Comment
-
Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy
bilkul sahi likha hai :rose......har rishtay bohot anmol hotay hai aur rishtoo ko nibhana itna asaan nahi hotaa....ristoo ko nibhana dono fareek per farz hota hai....kahe koi kotahi ya kami paishi say bohot nuksaan hota hai aur bohot had tak dukh uthana parhta hai...........bohto acha likha, parh kar maza aa gaya......aise he achi achi sharing hamaray saath karti raho....:phool:sigpic
Comment
-
Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy
ha ap ney thek kaha..in rishtoo ko kabhi bhi azmana nahi chayeaa kunk waqt khud hi unhain azma kr humarey lya muntakhib krta haii ,or ager azamay ajaye bhi tu siwaye dukh k kuch haath nahi ata bulk hum unhain bhi khoo detey hai
pasand krney k lyaa shukriyaa..:phool:
Comment
-
Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy
Originally posted by Mujahid Khan View Postbohot achchey andaaz may rishton ki baareekiun ko saadah alfaaz may dhaal kar unn ki utaar chardao aur zarooraton ki kumi baishi ko ujaagar kia hai,bohot khoob aquari ji:thmbup:, likhhti rahain aur humarey saathh share karti rahainthmbup:
bauht shukriyaa meri tehreer ko pasand krney kaa
Originally posted by Wafa View Postbilkul sahi likha hai :rose......har rishtay bohot anmol hotay hai aur rishtoo ko nibhana itna asaan nahi hotaa....ristoo ko nibhana dono fareek per farz hota hai....kahe koi kotahi ya kami paishi say bohot nuksaan hota hai aur bohot had tak dukh uthana parhta hai...........bohto acha likha, parh kar maza aa gaya......aise he achi achi sharing hamaray saath karti raho....:phool:
haa dear ager yeh rishtey na hoo tu hum kitney akeley hojayain
Comment
-
Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy
very well written aquari jaani :thmbup:
aise relation jo bohat jald bantey hai aur usse bhi jaldi tut jaatey hai wo shaid ek waqti attraction ka natija hotey hai dono mein se kissi ek fard ki taraf se.
keep writing and sharing :rose:rose Refreshing_breeze :rose
Comment
-
Re: Un sey ulfat k taqazey nahi nbihaye jateyy
Originally posted by refreshing_breeze View Postvery well written aquari jaani :thmbup:
aise relation jo bohat jald bantey hai aur usse bhi jaldi tut jaatey hai wo shaid ek waqti attraction ka natija hotey hai dono mein se kissi ek fard ki taraf se.
keep writing and sharing :rose
yes u r right dear
Comment
Comment