Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naiki ka wajood

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Naiki ka wajood

    :salam:
    Attached Files

  • #2
    Re: Naiki ka wajood

    jee Alhumdulillah :rose

    iss dunya mey beyhiss logoN key sath sath ahsaas rakhney waley log bhi maujood hein.
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: Naiki ka wajood

      Originally posted by bloo View Post
      jee Alhumdulillah :rose

      iss dunya mey beyhiss logoN key sath sath ahsaas rakhney waley log bhi maujood hein.
      :alhamd: yes dear app ney thek kaha...bus thora ghour krney ki baat hai :)

      Comment


      • #4
        Re: Naiki ka wajood

        bohot achchah likkha hai aap nay aquari,Aap ko shaayad maaloom na ho k aap nay yeh likhh kar agar merey dil may naiki karnay ka jazbah paidah kar lia hai tho aisey kitnay log isay pardh kar naiki k jazbay say humkinaar ho saktay hain,aap nay unn sub say bardh kar naiki ka kaam kia hai,khudaa aap k likhhnay ki taaqat ko mazeed wasaat day aur iss naiki k kaam ka ajr-i-azeem ataa kareythmbup:

        Comment


        • #5
          Re: Naiki ka wajood

          Originally posted by Mujahid Khan View Post
          bohot achchah likkha hai aap nay aquari,Aap ko shaayad maaloom na ho k aap nay yeh likhh kar agar merey dil may naiki karnay ka jazbah paidah kar lia hai tho aisey kitnay log isay pardh kar naiki k jazbay say humkinaar ho saktay hain,aap nay unn sub say bardh kar naiki ka kaam kia hai,khudaa aap k likhhnay ki taaqat ko mazeed wasaat day aur iss naiki k kaam ka ajr-i-azeem ataa kareythmbup:
          Tareef k lya bauht shukriya..
          or tareef sey zayda mujheyis baat ki khushi haii k meri is chooti si observation ko parh kr app k dil main naiki krna ka khayal hi agaya..mainey suna hai kager hum koi naik aml krney ki neyat bhi krtey hain tu Allah humain us ka ajr dey deta haii!..tu yaqeenan app apni is neyat ko poora bhi karain gain shayed us sawab main kahi koi hisa merey lya bhi hoo ya na bhi hoo tu itna hi bauht hai k us aml sye kisi ko faidapoohnch jaye ga:blush:...meri khud ki dua hia k is ko parh kr koi 1 chooti si bhi naiki kr leyy tu woh waqai merey lya bauht hogaa :)

          Comment


          • #6
            Re: Naiki ka wajood

            bilkul jee ..buhat sachi baat ki hai.app nay...
            agar pehla qatra hi nai barsay ga to baarish kaisay ho gi...!
            hummain khud naiki ki taraf jaana ,hmmm..bulkay lapakna ho ga...!


            buhat nice shrng..!jazaakAllah

            Comment


            • #7
              Re: Naiki ka wajood

              Originally posted by sher ali View Post
              bilkul jee ..buhat sachi baat ki hai.app nay...
              agar pehla qatra hi nai barsay ga to baarish kaisay ho gi...!
              hummain khud naiki ki taraf jaana ,hmmm..bulkay lapakna ho ga...!


              buhat nice shrng..!jazaakAllah
              shukriya..bus sirf soochna nahi chahyea aml kr guzarna chahyeaa:)

              Comment


              • #8
                Re: Naiki ka wajood

                jaanaaba ..soch to ammal say pehlay ka step hoti hai...thora sa soch bhi lain to koi harj nai..!

                Comment


                • #9
                  Re: Naiki ka wajood

                  Originally posted by sher ali View Post
                  jaanaaba ..soch to ammal say pehlay ka step hoti hai...thora sa soch bhi lain to koi harj nai..!
                  harj soochney main nahi...pr sooch ki sirf sooch tak mehdod kr deney main haii

                  Comment


                  • #10
                    Re: Naiki ka wajood

                    naiki ka wajood hameesha kaim rahay ga dear
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Naiki ka wajood

                      soch ko sirf soch tak mehdood kerna waqaiy hi zydti hai..!
                      """"u got good words""""

                      Comment


                      • #12
                        Re: Naiki ka wajood

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        naiki ka wajood hameesha kaim rahay ga dear
                        pr kahi na kahi isko qayim rakhney main kuch hissa humara bhi tu hona chahyea na :)

                        Comment


                        • #13
                          Re: Naiki ka wajood

                          Originally posted by sher ali View Post
                          soch ko sirf soch tak mehdood kerna waqaiy hi zydti hai..!
                          """"u got good words""""
                          bus yeh ziadti honey nahi deni chahyea..
                          thankyou

                          Comment


                          • #14
                            Re: Naiki ka wajood

                            acha jee theak hai..

                            Comment


                            • #15
                              Re: Naiki ka wajood

                              yes dear app bilkul theek keh rahi hain k just kehny ki batain hain k naiki ka zmana nahi rha jab k naikian to hum khud he nahi krty to zamana kahan say nzar ay ga...........or yeh humara molak bhi shayed isi liay qayam-o-dayem hay or Allah talla is ko isi trhaan qayem-o-dayem rakhain (Ameen):rose
                              app nay bohat he achi tehrer likhi hay
                              kaheen na kahen hum sab ko parh kr bhi ahsaas hota hay k hum log apni zindagi main kia kr rahy hain ro humain kia krna chahiay :)
                              very nice sharing:clap:
                              keep it up:thmbup:
                              b happy:rose

                              Comment

                              Working...
                              X