:salam:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Naiki ka wajood
Collapse
X
-
Re: Naiki ka wajood
bohot achchah likkha hai aap nay aquari,Aap ko shaayad maaloom na ho k aap nay yeh likhh kar agar merey dil may naiki karnay ka jazbah paidah kar lia hai tho aisey kitnay log isay pardh kar naiki k jazbay say humkinaar ho saktay hain,aap nay unn sub say bardh kar naiki ka kaam kia hai,khudaa aap k likhhnay ki taaqat ko mazeed wasaat day aur iss naiki k kaam ka ajr-i-azeem ataa kareythmbup:
Comment
-
Re: Naiki ka wajood
Originally posted by Mujahid Khan View Postbohot achchah likkha hai aap nay aquari,Aap ko shaayad maaloom na ho k aap nay yeh likhh kar agar merey dil may naiki karnay ka jazbah paidah kar lia hai tho aisey kitnay log isay pardh kar naiki k jazbay say humkinaar ho saktay hain,aap nay unn sub say bardh kar naiki ka kaam kia hai,khudaa aap k likhhnay ki taaqat ko mazeed wasaat day aur iss naiki k kaam ka ajr-i-azeem ataa kareythmbup:
or tareef sey zayda mujheyis baat ki khushi haii k meri is chooti si observation ko parh kr app k dil main naiki krna ka khayal hi agaya..mainey suna hai kager hum koi naik aml krney ki neyat bhi krtey hain tu Allah humain us ka ajr dey deta haii!..tu yaqeenan app apni is neyat ko poora bhi karain gain shayed us sawab main kahi koi hisa merey lya bhi hoo ya na bhi hoo tu itna hi bauht hai k us aml sye kisi ko faidapoohnch jaye ga:blush:...meri khud ki dua hia k is ko parh kr koi 1 chooti si bhi naiki kr leyy tu woh waqai merey lya bauht hogaa :)
Comment
-
Re: Naiki ka wajood
Originally posted by sher ali View Postbilkul jee ..buhat sachi baat ki hai.app nay...
agar pehla qatra hi nai barsay ga to baarish kaisay ho gi...!
hummain khud naiki ki taraf jaana ,hmmm..bulkay lapakna ho ga...!
buhat nice shrng..!jazaakAllah
Comment
-
Re: Naiki ka wajood
yes dear app bilkul theek keh rahi hain k just kehny ki batain hain k naiki ka zmana nahi rha jab k naikian to hum khud he nahi krty to zamana kahan say nzar ay ga...........or yeh humara molak bhi shayed isi liay qayam-o-dayem hay or Allah talla is ko isi trhaan qayem-o-dayem rakhain (Ameen):rose
app nay bohat he achi tehrer likhi hay
kaheen na kahen hum sab ko parh kr bhi ahsaas hota hay k hum log apni zindagi main kia kr rahy hain ro humain kia krna chahiay :)
very nice sharing:clap:
keep it up:thmbup:
b happy:rose
Comment
Comment