Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sahii Maqam ka tayuiin..!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

    Originally posted by nomi sialkoti View Post
    hmmmmm.. theak kaha app na ma seakh to raha hoon balkay ab to asa ha ka ma kesi ko koi bat karu to pahlay yah sochta hoon ka kahi es sa usay ko takleef to nahi hoge ..
    lakin jab ma kesi aur ko dakhta hoon ka wo bagar sochay koi bat kar data ha to sochta hoon ka kasah ma esay yah samja sakta jasay ka app jo mahsoos karti haan samja na sahi lakin bata to sakti haan aga parnay wala ke marzi jasa wo samjay.....rose
    ho sakta ha ka her insan ma yah salaheyat ho lakin faida to us ko ha jo esay istamal karna janta ha jasa ka app baki agar istamal na ayata ho to kaya faida .....rose
    kuch salahiyatoo ka istemal bus main nahi hotaa..ager main bayaan kr saktii hoo tu kahi na kahi mujh main bhi koi kamzoori hogi shayed main aml na kr pati hoo khud hii....rahi baat faida ya nuqsan ki tu sub sey pehely tu koi baat ager app ki zaat ko hi sirf faida dey dain tu kafi hai kunk yeh inferadi faida majmooi tur pr kahi samney ajaata hai...app khud hi koshsih jari rakhyeajald hi sekhney k saath sikhaney bhi lagain geyy

    Comment

    • #32
      Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

      Originally posted by aquari View Post

      hmmmm.....
      aja tak kabi es batay ma socha he nahi ka apna khaylat ko aik tahreri shakal doon.....
      alfaz he sath nahi data kabi
      sigpic

      Comment

      • #33
        Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

        Originally posted by nomi sialkoti View Post
        hmmmm.....
        aja tak kabi es batay ma socha he nahi ka apna khaylat ko aik tahreri shakal doon.....
        alfaz he sath nahi data kabi
        tu abb sooch lain...
        lafz saath na bhi dey tu koi baat nahi ahista ahista sub saath deney lagain geyy

        Comment

        • #34
          Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

          bat darsal yah ha ka ma sirf es bat sa darta hoon ka koi asa replay na kar da jis sa dil ko taklef ho.....
          aur agar asa ho gaya to shayad jo omeed ha dil ma wo be khatam ho jaya ge aur ma wo omeed khatam nahi karna chata....
          yani ma choti se bat ko be serious lata hoon app na gupshup ma be dakha ho ga....
          kayu ka mazaq to shayad ab mari life ma nahi ha balkay karna ke himat he nahi ha...
          sigpic

          Comment

          • #35

            app is bheer main tanha nahi jiisey dekhoo gey woh zakhm khye hi betha haii...a tehreer likhney pr zaroori nahi k hr koi app sey agree kareyy ok app apny lya hi likho na share karooo kis sey ..
            mazaq..! gupshup main bhi abb akr seekh gai hoo krna kunk kuch dost aisey mil gaye jin k saath maza ata haii or woh mujhey or main unhain janti hoo baqi zahir hai koi baat kr raha hoo tu acha tu nahi lagtaa k ignore kya jayee isi lya waha jaisi bat hoti hai usi hissab sey reply krti hoo
            apni apni nature haii....:) himmatain krney sey hoti haii khud sey nahi ajatii

            Comment

            • #36

              suna tha ka koi be zakham ho waqat ka marham usay bar data ha lakin hakekut to yah ha ka kush zakham asay hotay haan jin ko shayad waqat be na bar paya jo her din aik naya dard aur naya dukh la ka ayta haan
              sigpic

              Comment

              • #37
                Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                Originally posted by nomi sialkoti View Post
                suna tha ka koi be zakham ho waqat ka marham usay bar data ha lakin hakekut to yah ha ka kush zakham asay hotay haan jin ko shayad waqat be na bar paya jo her din aik naya dard aur naya dukh la ka ayta haan
                merey mutabiq kuch zakhmoo k naseeb main bharnaa hota hi nahi
                woh lagtey hi is lya hain k ta'hayat hum main mojoud rahain geyy
                unhi k saath jenna ka hunr seekh lena chahyeaa

                Comment

                • #38
                  Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                  Originally posted by aquari View Post
                  merey mutabiq kuch zakhmoo k naseeb main bharnaa hota hi nahi
                  woh lagtey hi is lya hain k ta'hayat hum main mojoud rahain geyy
                  unhi k saath jenna ka hunr seekh lena chahyeaa
                  hmmmm. thesak kaha app na magar kaya yah hamari keismat ha.....?
                  agar ha to keyu yah hamari he kismat ma keyu ha.....?
                  sigpic

                  Comment

                  • #39
                    Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                    Originally posted by nomi sialkoti View Post
                    hmmmm. thesak kaha app na magar kaya yah hamari keismat ha.....?
                    agar ha to keyu yah hamari he kismat ma keyu ha.....?
                    haa kunk yeh zindagi haii or mera mana haii k sub kuch nahi miltaa woh zindagi hi kya jis main mahroomi na hoo,qismat sey gila na hoo

                    Comment

                    • #40
                      Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                      Originally posted by aquari View Post
                      haa kunk yeh zindagi haii or mera mana haii k sub kuch nahi miltaa woh zindagi hi kya jis main mahroomi na hoo,qismat sey gila na hoo
                      :thmbup::thmbup:
                      yahan per asa kahu ga ka insan ko wo sab kush to mil jata ha jis ke usay zayada zaroort nahi hote lekin jis ke zayada zaroort hote ha wo nahi milta...
                      sigpic

                      Comment

                      • #41
                        Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                        Originally posted by nomi sialkoti View Post
                        :thmbup::thmbup:
                        yahan per asa kahu ga ka insan ko wo sab kush to mil jata ha jis ke usay zayada zaroort nahi hote lekin jis ke zayada zaroort hote ha wo nahi milta...
                        haa or yehi zindagi haii

                        Comment

                        • #42
                          Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                          esleya loge kahtay haan ka zindgi bahot mushkil ha..
                          zindgi aik panga ha...
                          jo mar gaya wohe changa ha...
                          sigpic

                          Comment

                          • #43
                            Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                            Originally posted by nomi sialkoti View Post
                            esleya loge kahtay haan ka zindgi bahot mushkil ha..
                            zindgi aik panga ha...
                            jo mar gaya wohe changa ha...

                            :khi:

                            Comment

                            • #44
                              Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                              hasnay wali bat nahi sochna wali bat ha.....
                              sigpic

                              Comment

                              • #45
                                Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                                Originally posted by nomi sialkoti View Post
                                hasnay wali bat nahi sochna wali bat ha.....

                                kabhi kabhi kuch baatoo pr sooch rk bhi hansii ajati hai

                                Comment

                                Working...
                                X