Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sahii Maqam ka tayuiin..!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

    itni cute tehreer .... :D

    khush raho larki :rose
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #17
      Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

      Originally posted by bloo View Post
      itni cute tehreer .... :D

      khush raho larki :rose

      haa ji itniiiii cute tehreer:blush:

      thankyou

      Comment

      • #18
        Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

        As salam o alaikum Aquari:)
        kahani ki soorat mien apki tehreer pasand aai.
        magar jaysa k zmufti sahiba nay kaha kahani k end say mien mutfiq nhi hoon.
        tanqeed writer ki salahiyatoon ko nikhaarti hay so ummid hay k aap mind nhi karien gien:rose
        kahani mien aakhri baat say yeh mehsoos hota hay k banda boht 'mean' hay jo sirf apni manwaana jaanta hay....aur yaktarfa fayslay karta hay.
        jab'k baaqi saari tehreer say wohi banda boht caring feel hua jo k apni wife ki har achhai say waqif hay aur saraahta hay.......so yahan par kuchh tazaad mehsoos hua.
        laykin boht achhi koshish hay apki.overall story bhi khoob hay aur main idea bhi.
        khush rahiay aur likhti rahiay.

        Comment

        • #19
          Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

          Originally posted by *Duaa* View Post

          W salam:salam:
          pasand krney k liya thankyou :phool:
          tanqeed ka kya bura mana dear :)
          app mutafiq nahi yaqeenan app kia pni sooch hai pr shayed mainey markizi kirdar yani is bande ki sooch k zariya apni zaati sooch ki akasi krni chahii hia k aurat ka sahi roop us ka sahi maqam gher hi haii woh kitni bhi amlii zindagi guzar leyy pr us ka sahi mansab gher hi haii woh inhi rishtoo k rang main dhalii hoi achi lagti haii :blush:aisi meri sooch hai or maieny isi baat ko wazih krny ki koshish kii haii !or jaisi mujehy meri sooch qabil-e-ahteram lagti hai aisi hi app or zmuffti or baqii sub ki bhi merey lya utni hi mohatram haii ,saari baat nazariya ki hia dear .
          isi trha parhti rahyeaa or apni soochhoo ko mujh sey share krti raheyeaa..

          Comment

          • #20
            Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

            Salam alaik
            phir apnay aik aam say comment k saath...
            bohat naseehat aamoz kahaani hay, markaz ki taraf lauTnay ki baat hay aur bohat saadaa alfaz maiN hay... koi ghair zaroori tamheed nahi hay.. bohat umda keep it up...
            maiN to bohat khush hooN aur bohat hi achi story hay.. aurat ka sahi roop hay aur mard ka sahi faisla hay... kya aurat apnay gharr ko apnay bachoN ko ahsaas e apnaaeyat diay baghair kaamyaab kehlaa sakti hay? meri raaey maiN kabhi nahi aur iss k liay uss ka kull waqti maaN, bivi aur bahu ban k rehna zaroori hay... aur agar kisi nay apnay liay apnay gharr pay tarjeeh daitay huay kisi job ko ya kisi business ko ahmiat daini hay to wo aik achi professional zaroor ho gi magar.......... wo maaN jis k qadmoN k neechay jannat hay, shayed wo maaN na ban sakay.
            Baykamal

            kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

            Comment

            • #21
              Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

              Originally posted by baykamal View Post

              W salam
              Shukriya....
              ha billkul mainey bauht aam or sada sey lafzoo main yehi bayan krna chaha hai k aurat kitni bhi professional career maina gey hojaye ,kitni bhi practical hoo mager us ka sahi roop jo hai woh gher k ander hii haii..kai loog is baat sey mutafiq nahi pr jaisey meri sooch hai aisey main bhi sub ki sooch ka ahteram krti hoo ..rahi app ki yeh baat k woh shayed wiasi maa na ban paye tu is baat pr yahan ki khawateen bura bhi man sakti hai :hehe:...baykamal sb yeh sirf sooch ki baat hai aurat baik waqt kai kaam kr sakti hai yeh us ki salhiyat pr delend krta hai mager sath hi mera belief yehi hai k aurat gher main inhi tamam roop main jachti haii...!

              Comment

              • #22
                Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                Salam alaikum
                hehehe aquari g wo bura maan chuki haiN........ zmufti saahiba nay bohat bura mana hay aur maiN nay b apni si koshish ki hay... aagay jo ALLAH ki marzi...
                laikin maiN harr giz kisi ko naraaz nahi karna chahta na hi kisi say personal hona hay.. bass apna nuqta e nazar paish karna hay... wo kar raha hooN..
                Baykamal

                kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

                Comment

                • #23
                  Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                  Originally posted by baykamal View Post
                  Salam alaikum
                  hehehe aquari g wo bura maan chuki haiN........ zmufti saahiba nay bohat bura mana hay aur maiN nay b apni si koshish ki hay... aagay jo ALLAH ki marzi...
                  laikin maiN harr giz kisi ko naraaz nahi karna chahta na hi kisi say personal hona hay.. bass apna nuqta e nazar paish karna hay... wo kar raha hooN..
                  Baykamal

                  W salam..ji bilkul bus hr ek ka nuqat-e-nazar hota hai or is main bura maney ki koi baat nahi honi chhayea....or humari sooch k peechey bhi kuch awamil hotye hai jin ki base pr hum apna point of view banatey hian !

                  Comment

                  • #24
                    Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                    salam aquari ge
                    app na bahot acha lekha ha.....very good
                    sigpic

                    Comment

                    • #25
                      Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                      Originally posted by nomi sialkoti View Post
                      salam aquari ge
                      app na bahot acha lekha ha.....very good
                      W salam
                      thankyou

                      Comment

                      • #26
                        Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                        wasay ma app sa aik bat puchna chata hoon....
                        kaya app yah hud likhty haan ya kahi sa parti haan
                        sigpic

                        Comment

                        • #27
                          Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                          Originally posted by nomi sialkoti View Post
                          wasay ma app sa aik bat puchna chata hoon....
                          kaya app yah hud likhty haan ya kahi sa parti haan
                          :)...yeh meri 100% meri apni tehreerain hain yeh section hai hi unlogo k lyaa jo khud likhtey hai ,writer bana chahtey hain ya shouqia likhtey hain baqii kahi sey parhi hoi ko yahan nahi mashoor writers k section main share kya jata haii.

                          abb tak jitna kuch bhi app ney merey sections main parha yeh meri soochain,observations or zaati tajurba hain jihhnain main lafzoo main dhal deti hoo..:blush:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                            hmmmm.very nice.....
                            waka he Allah ge na bahot kam logo ko yah selaheyat de hote ha jo wo dakhtay haan usay apnay alfaz ma bayan kar sakay.....kush aur log be haan jo bayan kartay haan lakin jis tarha app bayan karti haan wasay to bahot kam loge hoon ga.....kush hum jayay be haan jo moyasharay ma bahot kush dakhtay haan lakin bayan karnay ka leya aik lagz be nahi ha....
                            sigpic

                            Comment

                            • #29

                              hr ek ko Allah ney koi na koi salahiyat tu di hi hoti haii yaqeenanmerey pass kuch aisa nahi hogaa jo kii doosrey k pass hoo.
                              rahi baat bayaan ki tu ha aisa krney sey kuch self satisfaction hoti hai or shayed kahi koi humari sooch sey kuch seekh bhi jata hai,main khud sirf soochney waloo main sy thi bus is forum pr aker apni ek dost k push krney pr kuch muntashir sooochoo ko likhney lagii...!mera andaz-e-bayan shayed isi lya pasand aya k yeh sub haqeeqat hai in main ab tak koi fantacy nahi bus jo observe kyaa paish krdyaa:)
                              app ager bauht kuch dekhtey hain or ussey likh nahi saktey tu koi baat nahi itna hi bauht hia k app mehsoos krk un sub sey kuch seekh rahey hain

                              Comment

                              • #30
                                Re: Sahii Maqam ka tayuiin..!

                                Originally posted by aquari View Post
                                hr ek ko Allah ney koi na koi salahiyat tu di hi hoti haii yaqeenanmerey pass kuch aisa nahi hogaa jo kii doosrey k pass hoo.
                                rahi baat bayaan ki tu ha aisa krney sey kuch self satisfaction hoti hai or shayed kahi koi humari sooch sey kuch seekh bhi jata hai,main khud sirf soochney waloo main sy thi bus is forum pr aker apni ek dost k push krney pr kuch muntashir sooochoo ko likhney lagii...!mera andaz-e-bayan shayed isi lya pasand aya k yeh sub haqeeqat hai in main ab tak koi fantacy nahi bus jo observe kyaa paish krdyaa:)
                                app ager bauht kuch dekhtey hain or ussey likh nahi saktey tu koi baat nahi itna hi bauht hia k app mehsoos krk un sub sey kuch seekh rahey hain
                                hmmmmm.. theak kaha app na ma seakh to raha hoon balkay ab to asa ha ka ma kesi ko koi bat karu to pahlay yah sochta hoon ka kahi es sa usay ko takleef to nahi hoge ..
                                lakin jab ma kesi aur ko dakhta hoon ka wo bagar sochay koi bat kar data ha to sochta hoon ka kasah ma esay yah samja sakta jasay ka app jo mahsoos karti haan samja na sahi lakin bata to sakti haan aga parnay wala ke marzi jasa wo samjay.....rose
                                ho sakta ha ka her insan ma yah salaheyat ho lakin faida to us ko ha jo esay istamal karna janta ha jasa ka app baki agar istamal na ayata ho to kaya faida .....rose
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X