:embarasse
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!
Collapse
X
-
-
Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!
Assalaam-0-Alaikom:rose
acha likha hai hamesha ki tarah:phool:
baat sochnay wali hai.....lakin samajh nahin aata aius kiun hota hai....
Comment
-
Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!
Originally posted by *Rida* View PostAssalaam-0-Alaikom:rose
acha likha hai hamesha ki tarah:phool:
baat sochnay wali hai.....lakin samajh nahin aata aius kiun hota hai....
W salam
Thankyou..
ager is ku ka jawab hoo tu zindagi la hasil safar hi na raheyy !
Comment
-
Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!
As salam o alaikum
bikhri hui soochoon ko boht khoobsoorti say mujtama kiya hay aap nay
parh kar yun laga jaysay koi saamnay baytha hay aur apni baat bayaan kar raha hay.
hamien zindgi mien aksar aysa lagta hay k jaysay qurbaani raigaan gai ya safar lahaasil hay to is ki sirf yeh wajah hoti hay k hum parday k peechhay ka manzar nhi daykh paaty .warna hamaray har amal ka ik haasil hay jo hamien jald ya badayr milna hay.kiun k hamaara insaaf Allah k paas hay kisi banday k haath mien nhi.
khush rahiay hamaysha
Allah paaak sab k liay aasaaniyaan payda farmaaay..ameen
aur yun hee likhti rahiay
Comment
-
Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!
Originally posted by Dil_E_Veran View Postzindagi her qadam pay samjhota he to mangti hay
kiye jaain
kabhi kahen kisi mour pay zindagi ham say bhi samjhota karay gi shayed
khush rahiye likhtay rahiye
maryam fatima .
thankyou for liking :phool:
Comment
-
Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!
Originally posted by *Duaa* View PostAs salam o alaikum
bikhri hui soochoon ko boht khoobsoorti say mujtama kiya hay aap nay
parh kar yun laga jaysay koi saamnay baytha hay aur apni baat bayaan kar raha hay.
hamien zindgi mien aksar aysa lagta hay k jaysay qurbaani raigaan gai ya safar lahaasil hay to is ki sirf yeh wajah hoti hay k hum parday k peechhay ka manzar nhi daykh paaty .warna hamaray har amal ka ik haasil hay jo hamien jald ya badayr milna hay.kiun k hamaara insaaf Allah k paas hay kisi banday k haath mien nhi.
khush rahiay hamaysha
Allah paaak sab k liay aasaaniyaan payda farmaaay..ameen
aur yun hee likhti rahiay
tarz-etehreer ko pasnd krney ka shukriya..
haa sahi kaha ager Allah k haath insaf na hoo tu najaney kya hoo.
raigaa'n kuch nahi jata mager kabhi kabhi phal ki talb barh jati haii :(
duwaoo k lyaa shukriya..
Comment
-
Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!
Originally posted by bloo View Postshayad kabhi kabhi ham bohot impatient ho jatey hien...her cheez hasil kerney key liye.....
likhti rahein :rose
Comment
-
Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!
Originally posted by refreshing_breeze View Postvery nice written aquari jaani :thmbup:
lagta hai sab ko ek jaise masail ka saamna hai :mm:
yes dear masail tu ek jaisey hi hain bus hallat different hainn or kuch un ko face krney ka andaz..!:)
Comment
Comment