Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

    :embarasse
    Attached Files

  • #2
    Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

    goodie good :) keep writting...may be mein bhi aap se inspiration haasil ker loon :blush:
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      goodie good :) keep writting...may be mein bhi aap se inspiration haasil ker loon :blush:
      thankyou
      tu phr mujhey bhi app sey koi inspiration leni parey gii :blush:

      Comment


      • #4
        Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

        Assalaam-0-Alaikom:rose
        acha likha hai hamesha ki tarah:phool:
        baat sochnay wali hai.....lakin samajh nahin aata aius kiun hota hai....

        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment


        • #5
          Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

          Originally posted by *Rida* View Post
          Assalaam-0-Alaikom:rose
          acha likha hai hamesha ki tarah:phool:
          baat sochnay wali hai.....lakin samajh nahin aata aius kiun hota hai....

          W salam
          Thankyou..
          ager is ku ka jawab hoo tu zindagi la hasil safar hi na raheyy !

          Comment


          • #6
            Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

            As salam o alaikum
            bikhri hui soochoon ko boht khoobsoorti say mujtama kiya hay aap nay
            parh kar yun laga jaysay koi saamnay baytha hay aur apni baat bayaan kar raha hay.
            hamien zindgi mien aksar aysa lagta hay k jaysay qurbaani raigaan gai ya safar lahaasil hay to is ki sirf yeh wajah hoti hay k hum parday k peechhay ka manzar nhi daykh paaty .warna hamaray har amal ka ik haasil hay jo hamien jald ya badayr milna hay.kiun k hamaara insaaf Allah k paas hay kisi banday k haath mien nhi.
            khush rahiay hamaysha
            Allah paaak sab k liay aasaaniyaan payda farmaaay..ameen

            aur yun hee likhti rahiay

            Comment


            • #7
              Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

              zindagi her qadam pay samjhota he to mangti hay

              kiye jaain

              kabhi kahen kisi mour pay zindagi ham say bhi samjhota karay gi shayed



              khush rahiye likhtay rahiye


              maryam fatima .
              Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

              Comment


              • #8
                Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

                Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                zindagi her qadam pay samjhota he to mangti hay

                kiye jaain

                kabhi kahen kisi mour pay zindagi ham say bhi samjhota karay gi shayed



                khush rahiye likhtay rahiye


                maryam fatima .
                haa thek kaha app ney..kr hi tu rahain hain samjhoota mager ek bar tu yeh zindagi bhi kr lain..sirf 1 bar
                thankyou for liking :phool:

                Comment


                • #9
                  Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

                  Originally posted by *Duaa* View Post
                  As salam o alaikum
                  bikhri hui soochoon ko boht khoobsoorti say mujtama kiya hay aap nay
                  parh kar yun laga jaysay koi saamnay baytha hay aur apni baat bayaan kar raha hay.
                  hamien zindgi mien aksar aysa lagta hay k jaysay qurbaani raigaan gai ya safar lahaasil hay to is ki sirf yeh wajah hoti hay k hum parday k peechhay ka manzar nhi daykh paaty .warna hamaray har amal ka ik haasil hay jo hamien jald ya badayr milna hay.kiun k hamaara insaaf Allah k paas hay kisi banday k haath mien nhi.
                  khush rahiay hamaysha
                  Allah paaak sab k liay aasaaniyaan payda farmaaay..ameen

                  aur yun hee likhti rahiay
                  W salam:salam:
                  tarz-etehreer ko pasnd krney ka shukriya..
                  haa sahi kaha ager Allah k haath insaf na hoo tu najaney kya hoo.
                  raigaa'n kuch nahi jata mager kabhi kabhi phal ki talb barh jati haii :(
                  duwaoo k lyaa shukriya..

                  Comment


                  • #10
                    Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

                    shayad kabhi kabhi ham bohot impatient ho jatey hien...her cheez hasil kerney key liye.....

                    likhti rahein :rose
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #11
                      Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

                      Originally posted by bloo View Post
                      shayad kabhi kabhi ham bohot impatient ho jatey hien...her cheez hasil kerney key liye.....

                      likhti rahein :rose
                      hum sabar krtey bhi tu phal ki lalach main hi hain...pr ek lahasil mudat tak bhi krney k bad kuch haath na ayee tuu phr sabar ka daman chout hi jata haii :)

                      Comment


                      • #12
                        Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

                        very nice written aquari jaani :thmbup:

                        lagta hai sab ko ek jaise masail ka saamna hai :mm:
                        :rose Refreshing_breeze :rose

                        Comment


                        • #13
                          Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

                          achaa likha hai ...!

                          very nice.

                          Comment


                          • #14
                            Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

                            Originally posted by refreshing_breeze View Post
                            very nice written aquari jaani :thmbup:

                            lagta hai sab ko ek jaise masail ka saamna hai :mm:
                            thankyou Dear..
                            yes dear masail tu ek jaisey hi hain bus hallat different hainn or kuch un ko face krney ka andaz..!:)

                            Comment


                            • #15
                              Re: Na justujoo ka sila mila ,na safar ka haq ada howa!

                              Originally posted by sher ali View Post
                              achaa likha hai ...!

                              very nice.
                              thankyou

                              Comment

                              Working...
                              X