Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kash!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kash!

    :blush:
    Attached Files

  • #2
    Re: Kash!

    Kash......
    Bohot he achay andaaz mai tehreer likhe :thmbup:......Kash ka word akser takleef he deta hai..jab nakaami ho ya kisi cheez ke umeed khatam ho rahi hoo tab ye lafz akser zubaan per aa jata hai :)....thanks dear...keep sharing.....
    .:rose
    sigpic


    Comment


    • #3
      Re: Kash!

      :thmbup: Bohat Khoobsoorat andaaz or ilfaaz main Kash ko paish kiya hia,

      Comment


      • #4
        Re: Kash!

        aquari jaani aap ney hamesha ki tarha bohat hi acha likha hai :thmbup: :rose
        :rose Refreshing_breeze :rose

        Comment


        • #5
          Re: Kash!

          Originally posted by Wafa View Post
          Kash......
          Bohot he achay andaaz mai tehreer likhe :thmbup:......Kash ka word akser takleef he deta hai..jab nakaami ho ya kisi cheez ke umeed khatam ho rahi hoo tab ye lafz akser zubaan per aa jata hai :)....thanks dear...keep sharing......:rose
          Bauht shukriya Wafa pasand knrey ka....
          kohish poori ki thi or lagta hai k kamyab bhi hogia hoo

          Originally posted by musaddaq View Post
          :thmbup: Bohat Khoobsoorat andaaz or ilfaaz main Kash ko paish kiya hia,
          Thankyou..
          Kash ko paish krney k ilawa ek sawal bhi kya tha k ager yeh kash bhi na hoo tu ?

          Originally posted by refreshing_breeze View Post
          aquari jaani aap ney hamesha ki tarha bohat hi acha likha hai :thmbup: :rose
          Thankyou dear :hug:
          is main mojoud karb ko feel kya hoo tu bataoo k jub kash bhi na hoo tu hum kya karain ?

          Comment


          • #6
            Re: Kash!

            :) aap to Mashallah behar se behtareen ki taraf ja rahi hein...good going :)
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: Kash!

              Thankyou dear :hug:

              is main mojoud karb ko feel kya hoo tu bataoo k jub kash bhi na hoo tu hum kya karain ?
              [/quote]

              aquari jaani loogo ki itni behissi dekhney aur feel karney ke baad lagta hai ke meine ab feel karna hi chor diya hai
              bas ek hi soch aati hai ke jo hua hai ya hota hai achey ke liye hi hota hai. ab agar kaash ka moqa bhi na aaye tou bhi koi masla nahi hai.
              :rose Refreshing_breeze :rose

              Comment


              • #8
                Re: Kash!

                As salam o alaikum

                kaaash...!

                Boht achha likhti ho aquari

                aur
                ap k sawaal ka jawaab hamaray paas nhi hay....kiun k aysi baatien experience ya observation k taabay hoti hien..hamaray pass dono hee nhi hien....magar ik baaat

                yaraa har cheeez ka koi na koi achha pehlu zaroor hota hay......haan yeh zaroor hay k kaash ko mitaanay k liay hum waapas maazi mien nhi jaa sakty.

                khush rahoo aur sada yunhee apni sooch ko achhay andaaz mien bayaan karti rahooo....Allah paak ap ki sooch ko aur achha karay,...qalam mien taaqat aur rawaani day,....aur sooch mien tanqeedi salahiyatien ujaagar karay...ameen

                Comment


                • #9
                  Re: Kash!

                  :em:very nice dear bohat acha likha hay app nay
                  or bohat km main bhi bohat ziyada likha hay app nay
                  keep it up
                  b happy

                  Comment


                  • #10
                    Re: Kash!

                    Assalaam-0-Alaikom:rose
                    main nay apni ksi tehreer mein kaha thaa...
                    jo shakhs ALLAH TALAA ki raza mein raazi na ho tu us ki zindgi faqat aik "kash" ban kar reh jati hai......

                    :clap: khush rehian.....auryoon hilikhti rahin :phool:
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment


                    • #11
                      Re: Kash!

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      :) aap to Mashallah behar se behtareen ki taraf ja rahi hein...good going :)

                      Thankyou
                      achi taraf qadm barhana hi chahyea naa :eye:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Kash!

                        Originally posted by Aabgina View Post
                        Assalaam-0-Alaikom:rose
                        main nay apni ksi tehreer mein kaha thaa...
                        jo shakhs ALLAH TALAA ki raza mein raazi na ho tu us ki zindgi faqat aik "kash" ban kar reh jati hai......

                        :clap: khush rehian.....auryoon hilikhti rahin :phool:

                        W salam
                        bilkul sahi kaha tha..:em:
                        ha ji bus koshish haii k likhti rahoon:)

                        Comment


                        • #13
                          Re: Kash!

                          Originally posted by jia View Post
                          :em:very nice dear bohat acha likha hay app nay
                          or bohat km main bhi bohat ziyada likha hay app nay
                          keep it up
                          b happy
                          Wsalam
                          Thankyou..
                          tehreer ki khoobsoorti yehi hai k kum lafzoo main baat bayan hojayee..or parhney waley ki samjh ajaye..:)

                          Originally posted by *Duaa* View Post
                          As salam o alaikum

                          kaaash...!

                          Boht achha likhti ho aquari

                          aur
                          ap k sawaal ka jawaab hamaray paas nhi hay....kiun k aysi baatien experience ya observation k taabay hoti hien..hamaray pass dono hee nhi hien....magar ik baaat

                          yaraa har cheeez ka koi na koi achha pehlu zaroor hota hay......haan yeh zaroor hay k kaash ko mitaanay k liay hum waapas maazi mien nhi jaa sakty.

                          khush rahoo aur sada yunhee apni sooch ko achhay andaaz mien bayaan karti rahooo....Allah paak ap ki sooch ko aur achha karay,...qalam mien taaqat aur rawaani day,....aur sooch mien tanqeedi salahiyatien ujaagar karay...ameen
                          w salam
                          pasand krney ka shukriya..
                          in sub baatoo ki koshish krti hoo bus Allah kamyab kareyy

                          Comment


                          • #14
                            Re: Kash!

                            bht hi acha lakin hai ap ne i have no words 4 this article seriously:phool: waqi hamari zindagi mein kuch aisi cheezien b hoti hain jo bazahir tu humein achi nhn lagti lakin wo hameri zindagi k liye zarori hoti hain...........bht acha likha:thmbup:
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: Kash!

                              Originally posted by Raniya Asif View Post
                              bht hi acha lakin hai ap ne i have no words 4 this article seriously:phool: waqi hamari zindagi mein kuch aisi cheezien b hoti hain jo bazahir tu humein achi nhn lagti lakin wo hameri zindagi k liye zarori hoti hain...........bht acha likha:thmbup:

                              Thnakyou soo much raniya

                              Comment

                              Working...