Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kash!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Kash!

    buhat khoob
    Aquari saheba
    aap ki tehreer hamesha ki tarah "thought provoking" hai
    har insaan ki zindagi meN kaamyaabi ya naakaami aati hai
    magar kaamyaab vohi hai jo kaash ke bhanwar meN dhansne ki bajaye naye raaste per chal paRe
    regards
    zmufti

    Comment


    • #17
      Re: Kash!

      mien phir haazir ho gai yeh kehnay k aap ki tehreeroon mien jo variety hay woh hamien bore nhi honay dayti :) :lpop: :lpop:
      :lpop::lpop: hamaaray saath mil kar lolypop khaaiay aur yunhee likhti rahiay:D

      Comment


      • #18
        Re: Kash!

        Originally posted by zmufti View Post
        buhat khoob
        Aquari saheba
        aap ki tehreer hamesha ki tarah "thought provoking" hai
        har insaan ki zindagi meN kaamyaabi ya naakaami aati hai
        magar kaamyaab vohi hai jo kaash ke bhanwar meN dhansne ki bajaye naye raaste per chal paRe
        regards
        zmufti

        bauht shukriya..
        haa is kash ko leker chalney main siwayee hasratoo k kuch nahi milta
        tu munasib bhi yehi hota haii k kash k bajayee rasta talsh kr k is k imkan ko khatum kr dya jayee .

        Comment


        • #19
          Re: Kash!

          Originally posted by *Duaa* View Post
          mien phir haazir ho gai yeh kehnay k aap ki tehreeroon mien jo variety hay woh hamien bore nhi honay dayti :) :lpop: :lpop:
          :lpop::lpop: hamaaray saath mil kar lolypop khaaiay aur yunhee likhti rahiay:D

          bauht naik kaam kya dobara aker
          variety..:hehe: mujhey tu ek jaisi hi lagti hai
          hr tehreer wohi muntashir soochoo sey start hokr ..rastoo ki taraf palt janey pr khatum horahi haii!:blush:
          ager tum ko bore nahi honey detii tu is sey achi tu phr baat hi koi nahi :hug:
          lollypop khaoongii tu likhoo gi kaiseyy ..mujhey likhneyy doo tum khati jaoo pr parh parh kr sweet sweet si tareef krti rahoo :D

          Comment


          • #20
            Re: Kash!

            waooo jitna bhi likha hai bohat acha likha hai ap ney,,nice
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: Kash!

              Originally posted by altima_1991 View Post
              waooo jitna bhi likha hai bohat acha likha hai ap ney,,nice

              Thankyou

              Comment


              • #22
                Re: Kash!

                Salam
                wow g first of all to bohat changa likha hay aap nay uss k baad kaash istemaal karnay waloN k liay kaash ki sazaa hi bohat hoti hay iss k ilawa kisi saza k mutahammil nahi ho saktay.....
                aap likhti rahaiN aik baat keh
                dooN k aap a'araab ka istemaal bohat zyada karti haiN urdu maiN a'araab hotay hi nahi haiN agar istemaal hotay b haiN to aik jaisay do alfaz k makhraj ko wazeh karnay k liay hotay haiN... yai aik aam si raaey hay.. aur mera tajzia b naa cheez hay..
                Baykamal
                Last edited by baykamal; 19 July 2007, 05:10.

                kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

                Comment


                • #23
                  Re: Kash!

                  bohat dukh deta hay na ye lafz ?

                  mujhe bhii


                  nice article
                  Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                  Comment


                  • #24
                    Re: Kash!

                    Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                    bohat dukh deta hay na ye lafz ?

                    mujhe bhii


                    nice article
                    haa be-had...ya shayed yeh be-had la lafz bhi kum haii
                    thankyou..

                    Comment


                    • #25
                      Re: Kash!

                      Originally posted by baykamal View Post
                      Salam
                      wow g first of all to bohat changa likha hay aap nay uss k baad kaash istemaal karnay waloN k liay kaash ki sazaa hi bohat hoti hay iss k ilawa kisi saza k mutahammil nahi ho saktay.....
                      aap likhti rahaiN aik baat keh
                      dooN k aap a'araab ka istemaal bohat zyada karti haiN urdu maiN a'araab hotay hi nahi haiN agar istemaal hotay b haiN to aik jaisay do alfaz k makhraj ko wazeh karnay k liay hotay haiN... yai aik aam si raaey hay.. aur mera tajzia b naa cheez hay..
                      Baykamal
                      W Salam
                      Thankyou for ur appreciation..
                      app ka point mainey note kr lya hai or zaroor kisi senior sey pooch kr is ki taraf tawajah doongii.
                      kash........la mehdood saza hai yeh kash huamri zaat k lyaa

                      Comment


                      • #26
                        Re: Kash!

                        waka he app na bahot acha lekha ha

                        very nice
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: Kash!

                          Originally posted by nomi sialkoti View Post
                          waka he app na bahot acha lekha ha

                          very nice
                          bauht shukriyaa

                          Comment


                          • #28
                            Re: Kash!

                            bus yuhe likhtey raheya(ameen)
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Kash!

                              Originally posted by nomi sialkoti View Post
                              bus yuhe likhtey raheya(ameen)

                              ji bilkul likh tu rahi hoo..app visit krtey rahya ga jald hi mazeed tehreerain bhi parhney ko milain gii

                              Comment


                              • #30
                                Re: Kash!

                                hmmmmm.
                                mujay intazar rahay ga
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X