Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Bauht Masroof Zindagi haii !
Collapse
X
-
Re: Bauht Masroof Zindagi haii !
alfaz nahi hein tareef ke liye...kitna acha likhti hien aap :masha bohat pur-asar tareer hai...bohat umdgi se aap ne isy likha hai..very nice
aur yeh baat bilkul such kahe aap ne ke hum kuch pane ke liye bohat kuch kho dete hein...apna sab se kemti sarmaya hum apni he laparwahi se kho bathe hein
aur phir siwaye regret ke aur kuch nahi kar sakte
bohat acha likha aap na
khush rahiye and hansti muskarti rahiye :)
-
Re: Bauht Masroof Zindagi haii !
Originally posted by desiprincess View Postalfaz nahi hein tareef ke liye...kitna acha likhti hien aap :masha bohat pur-asar tareer hai...bohat umdgi se aap ne isy likha hai..very nice
aur yeh baat bilkul such kahe aap ne ke hum kuch pane ke liye bohat kuch kho dete hein...apna sab se kemti sarmaya hum apni he laparwahi se kho bathe hein
aur phir siwaye regret ke aur kuch nahi kar sakte
bohat acha likha aap na
khush rahiye and hansti muskarti rahiye :)
haa dear sahi kaha ..yehi hotaa hai huma ksar kucha aisa paney ki talash main kuch bauht important khoo detey hainn or jub ahsas hota hai tub sirf pachtawa hota haii
Duwaoo or pazeerai ka shukriyaa
Comment
-
Re: Bauht Masroof Zindagi haii !
:)
bohat khoobsurat tehreer likhi hay app nay...:)
hum bohat agay kay shoq mein bohat kuch pechay he choor dyty hein..
balky bohat kuch ganwa dyty hein...
aur jab tak jalti ka ahsaas hota hay.tab bohat daer ho choki hoti hay..:(
khush rahiy aur likhti rahiy
Comment
-
Re: Bauht Masroof Zindagi haii !
Assalaam-0-Alaikom:rose
aap haqeeqat bayan karti hain naa..isi liye.buht achi lagti hainaapki tehreerain.....
baat kuch aisi hi hoti hai......jab kuch hasil hota hai to na qadri kar jatay hain ...aur jab kho baith tay hain tu yaadain satati hain...:)
Comment
-
Re: Bauht Masroof Zindagi haii !
:blush:Originally posted by miss sng View Post:)
bohat khoobsurat tehreer likhi hay app nay...:)
hum bohat agay kay shoq mein bohat kuch pechay he choor dyty hein..
balky bohat kuch ganwa dyty hein...
aur jab tak jalti ka ahsaas hota hay.tab bohat daer ho choki hoti hay..:(
khush rahiy aur likhti rahiy
haa dear naQadri kisi bhi chez ki ghalat baat hai or woh bhi pur khuloos pyar ki tu phr nuqsan bhi aisa hi hota haii jo kabhi nahi bhar pata :blush:
Originally posted by Aabgina View PostAssalaam-0-Alaikom:rose
aap haqeeqat bayan karti hain naa..isi liye.buht achi lagti hainaapki tehreerain.....
baat kuch aisi hi hoti hai......jab kuch hasil hota hai to na qadri kar jatay hain ...aur jab kho baith tay hain tu yaadain satati hain...:)
Zindagi haqeeqat hi tu haii dear khuwaboo main rakha bhi kya haii :wk
pasand krney k liyaa shukriyaa :phool:
haa kuch paney k liya "kuch" khona tu thek hai pr woh nahi khona chahyea jo "sub kuch" hoo
Comment
-
Re: Bauht Masroof Zindagi haii !
wah aquari jaani
bohat hi khubsoorat likha hai
waise aap ki iss tehrir ke liye khubsoorat lafz suitable nahi hai
something like outstanding will be perfect.
anyways ab jab time aap ke haath se nikal gaya hai tou kya faida khud ko kosney ka
aise insaan ke saath issey bhi burra hona chahiye.
sach hai mohabbat karney walo ki kaddar koi koi karna jaanta hai.
insaan ye kyu bhul jaata hai ke wo sab araam , doulat etc. wo jiss ke liye ikatha karney jaa rah hai agar wohi insaan na raha tou uss sab ka kya faida
par aisi soch waqt pe aati hi kaha hai
bohat hi acha aur effective likha hai aap ney
keep sharing :rose:rose Refreshing_breeze :rose
Comment
-
Re: Bauht Masroof Zindagi haii !
ap ne itna acha likha hai k kya batao.....hum log success k matalb nhn samjhte,we think k paisa ho tu insan successful hota hai jab k kamyab insan wo hota hai (jaisa k ap ki tehreer se pata chalta hai k)jo sab riston ko nibhe aur sath hi apna aim b hasil karte rahe............bhtttttttttttttttt acha likha hai aquari :phool: khush rahe.....sigpic
Comment
-
Re: Bauht Masroof Zindagi haii !
Originally posted by refreshing_breeze View Postwah aquari jaani
bohat hi khubsoorat likha hai
waise aap ki iss tehrir ke liye khubsoorat lafz suitable nahi hai
something like outstanding will be perfect.
anyways ab jab time aap ke haath se nikal gaya hai tou kya faida khud ko kosney ka
aise insaan ke saath issey bhi burra hona chahiye.
sach hai mohabbat karney walo ki kaddar koi koi karna jaanta hai.
insaan ye kyu bhul jaata hai ke wo sab araam , doulat etc. wo jiss ke liye ikatha karney jaa rah hai agar wohi insaan na raha tou uss sab ka kya faida
par aisi soch waqt pe aati hi kaha hai
bohat hi acha aur effective likha hai aap ney
keep sharing :rose
itney achey words use krney k liyaa :phool:
haa hum itni mehnart krtey hain mager kuch ghaltiya aisi kr jatey hain jo umain ghaltiyaa nahi lagtii or phr sirf pachtawa reh jata haii waqt kabhi lout k nahi ata
Keep reading dear :wk
Comment
Comment