Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bauht Masroof Zindagi haii !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Bauht Masroof Zindagi haii !

    Originally posted by Raniya Asif View Post
    ap ne itna acha likha hai k kya batao.....hum log success k matalb nhn samjhte,we think k paisa ho tu insan successful hota hai jab k kamyab insan wo hota hai (jaisa k ap ki tehreer se pata chalta hai k)jo sab riston ko nibhe aur sath hi apna aim b hasil karte rahe............bhtttttttttttttttt acha likha hai aquari :phool: khush rahe.....

    bata doo :wk ...
    haa hum logo k lya kamyabi sirf dunyawi cheezoo k lya haii pr yeh ghalat hai....rishtoo k bina yeh sub be-maini haii.
    Thankyou sooooooo much dear

    Comment

    • #17
      Re: Bauht Masroof Zindagi haii !

      As salam o alaikum Aquari

      aaj k door mien jo dolat haasil karnay ki race chal rahi hay us say boht munasibat rakhti hui apki yeh tehreer hamien boht pasand aai.....

      yeh kaash ka lafz insaan k liay shayad uski kotahiyon ki saza hota hay.....jis k saath usay umr bhar rehna hota hay...

      hum jin ko khushi daynay k liay dolat ikathi kar rahay hoty hien ..agar kabhi 2 pal tehr kar un say maloom kar lien k un k liay kya ehm hay, dolat ya saath aur chhoti chhoti khushiyaan, to boht kuchh galat honay say bachh jaay
      boht haqeeqat pasand sooch:)
      khush rahiay aur likhti rahiay:thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: Bauht Masroof Zindagi haii !

        Originally posted by *Duaa* View Post

        W Salam Dua:phool:
        Haa yehi tu baat hoti hai k jis k lya itna kuch kr rahyehotey hain hum kabhi us sey bhi poochoo k usseykya chahyeaa..kash!is sey bari koi saza nahi hoti ager zindagi k kiisi mamley pr kash ka lafz ajayee.
        Soochain haqeeqat pr pabni hi thek hai wrnaa soochain nahi fantacy ya just na poorey honey waley khuwab lagtey hian.
        Pasand krney k lyaa shukriyaa

        Comment

        • #19
          Re: Bauht Masroof Zindagi haii !

          :thmbup:
          waqae bohut masroof zindagi ho gayi hai yahan tak k apne ghar walon k liye bhi time nikalna mushkil ho jata hai ya aap ko aagay berhne ki itni dhun sawaar hoti hai k aap sab ko ignore kerne lagte hain
          :(
          bohut acha likha hai
          :phool:

          Comment

          • #20
            Re: Bauht Masroof Zindagi haii !

            Originally posted by Madiha kanwal View Post
            :thmbup:
            waqae bohut masroof zindagi ho gayi hai yahan tak k apne ghar walon k liye bhi time nikalna mushkil ho jata hai ya aap ko aagay berhne ki itni dhun sawaar hoti hai k aap sab ko ignore kerne lagte hain
            :(
            bohut acha likha hai
            :phool:
            ha dear aaj kal jissey dekhoo woh waqt na honey ka roona rota howa nazar ata haii ,aaj kal apnoo k lya waqt nahi or ghairoo k lya loog nikal letey hain....jaisey yahan woh apni thi tu waqt nahi thaa woh kaam tu ghair hi thaa naa mager us k liya waqt thaaa:embarasse
            Thankyou pasand krney kaa...

            Comment

            • #21
              Re: Bauht Masroof Zindagi haii !

              its awesome dear
              im speachless kuch nahi keh sakti
              agar ye real story hay to bohat talkh hay
              agar ye sirf aik kahani hay to bohat hee muttasir kunn hay
              :ff:
              Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

              Comment

              • #22
                Re: Bauht Masroof Zindagi haii !

                :)Dear app bhi speechless hogaye kuch tu keh deteyy :eye:
                Kahaniaa bhi tu haqeeqatoo pr hi banti hainn :blush:

                Thankyou...

                Comment

                • #23
                  Re: Bauht Masroof Zindagi haii !

                  aquari ge........
                  ap ke yah post per ka be bahot acha lekha waka he app bahot acha lekhty haan
                  very nice
                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: Bauht Masroof Zindagi haii !

                    Originally posted by nomi sialkoti View Post
                    aquari ge........
                    ap ke yah post per ka be bahot acha lekha waka he app bahot acha lekhty haan
                    very nice

                    thankyou..

                    Comment

                    • #25
                      Re: Bauht Masroof Zindagi haii !

                      agar ma app ko aik kahani batayu to kay app usay apnay lafzoo ma likhna pasand karay gee...?
                      sigpic

                      Comment

                      • #26
                        Re: Bauht Masroof Zindagi haii !

                        Originally posted by nomi sialkoti View Post
                        agar ma app ko aik kahani batayu to kay app usay apnay lafzoo ma likhna pasand karay gee...?

                        ya sure why not

                        Comment

                        • #27
                          Re: Bauht Masroof Zindagi haii !

                          hmmmm....
                          agar wo kahani kesi larki ka baray ma ho jo ka aik ghalat nazreya rakhtee ho
                          es ka elava ma app sa rabeta kasay karu ga..?
                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: Bauht Masroof Zindagi haii !

                            Originally posted by nomi sialkoti View Post
                            hmmmm....
                            agar wo kahani kesi larki ka baray ma ho jo ka aik ghalat nazreya rakhtee ho
                            es ka elava ma app sa rabeta kasay karu ga..?
                            is kahani ko lafzoo ka roop deney ki waja?
                            khair jub tak main poori na sun loo kuch keh nahi saktii ..or wasey bhi kuch tabdeeli tu ki hi jati haii
                            app mujhey PM kr lejyea gaa

                            Comment

                            • #29
                              Re: Bauht Masroof Zindagi haii !

                              abi to pm karnayka tareka samaj nahi aya raha..
                              kaya app asa karsakti haan ka mujay aik pm karay to shayad pher maray leya asani ho message karnay ke
                              sigpic

                              Comment

                              • #30
                                Re: Bauht Masroof Zindagi haii !

                                Originally posted by nomi sialkoti View Post
                                abi to pm karnayka tareka samaj nahi aya raha..
                                kaya app asa karsakti haan ka mujay aik pm karay to shayad pher maray leya asani ho message karnay ke

                                :mm: mainey abhi try kyaa pr PM nahi horaha..
                                app thjora wait karain main is ko check krwati hoo

                                Comment

                                Working...
                                X