Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khud Mukhtari Tak ka Safar !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

    Sorry i m late/////

    Aquair main to pehly he ap sy buhat mutasir hun..........aur aj jo ap ka yeh artical dekha hay ...es sy wakee himat paida huti hay apny aap ko khudmukhtar banany kee..
    Thanks for sharing
    aisy hee likhti rao............
    Lagta hay ap ko apni ustani bana loon...
    ab ejazat chahti hun ALLAH HAFIZ

    Comment


    • #17
      Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

      Originally posted by refreshing_breeze View Post
      very well written hamesha ki tarha
      :thmbup:
      aap ki yeh tehrir read kar ke kuch der ke liye udaas ho gayi thi ke mujhe kuch yaad aa gaya tha.
      par ab theek hai

      kuch safar bohat jald teh ho jaatey hai aur khushgawaar ya na khushgawar yaadey chor jaatey hai
      iss zindagi ke safar ko tou kaatna hi hai jaise taise aur bohat saarey tajurbaat se bhi guzarna hai par himmat aur hosley ke saath
      samajh gayi ho?

      keep sharing
      :rose
      ahan bareez udas na huwa karian........
      yeh safar hee to zindgi hay...

      Comment


      • #18
        Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

        larki...sach much, hamaysha ki tarha, positive thinking k saath, haqeeqat par mabni sooch paysh ki hay.......:rose
        yeh woh sooch hay jo hamien hamaysha prayshaan kar dayti hay.....

        Allah hamaray baroon ka saaya hum par qayam rakhay...aamin

        khush rahoo hamaysha:)
        aur khush ho jaoo ustaani ji :wk :phool:

        Comment


        • #19
          Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

          Originally posted by Zindgi View Post
          Sorry i m late/////

          Aquair main to pehly he ap sy buhat mutasir hun..........aur aj jo ap ka yeh artical dekha hay ...es sy wakee himat paida huti hay apny aap ko khudmukhtar banany kee..
          Thanks for sharing
          aisy hee likhti rao............
          Lagta hay ap ko apni ustani bana loon...
          ab ejazat chahti hun ALLAH HAFIZ
          no need to sorrry dear
          dair aao durst aao :wk
          Ahan mutasir hoo mujh sey really :blush: ?
          aisi hi himat barahney k liya likhti hoonn tak woh loog jo bauht sey aisey chotey chotey issues pr nahi soochteyy woh bhi lamha-e-fikr lain
          TU bana rahi hoo mujhey apni ustani main bhi aisi hi shagird ki talash main hoo waisey tu kafi shagird hai merey pr tumhain bana kr dili khushi hogii :wk
          ok dear
          Allah hafiz

          Comment


          • #20
            Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

            Originally posted by sumera View Post
            larki...sach much, hamaysha ki tarha, positive thinking k saath, haqeeqat par mabni sooch paysh ki hay.......:rose
            yeh woh sooch hay jo hamien hamaysha prayshaan kar dayti hay.....

            Allah hamaray baroon ka saaya hum par qayam rakhay...aamin

            khush rahoo hamaysha:)
            aur khush ho jaoo ustaani ji :wk :phool:
            :blush: kahi meri tehrrerain yaksaniyat ka shikar na hojayainn
            haqeeqat aisi hi haii bus jitni khanda paishnai sey is ka samna karoo utni hi achi lagti hai baqii kuch halat nahi badl skatey samjhoota kr lena hi behter haii
            Ameen :dua
            Tum kub aii meri shagirdi mainn :eye: ?

            Comment


            • #21
              Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

              true jab tak faislay barhey kertey hein tab tak No tension ....jab ye kaam hamein khud kerna perhta hai to lag pata jata hai :khi:

              likhti raho aur khush rahien:rose
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #22
                Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                Originally posted by yellowsky View Post
                true jab tak faislay barhey kertey hein tab tak No tension ....jab ye kaam hamein khud kerna perhta hai to lag pata jata hai :khi:

                likhti raho aur khush rahien:rose

                shukriyaa

                Comment


                • #23
                  Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                  :clap::clap::clap::clap::clap:
                  u are quite realistic in approaching life and that makes ur writing a unique one. keep on writing and sharing plz :):thmbup:
                  "All I have learned from Life is that I know nothing."




                  Comment


                  • #24
                    Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                    Originally posted by aquari View Post
                    Tareef k liya shukriya...i think meri yeh pehlii tehrrer hai jis main app k commants dekh rahi hoo ...i dont know k app ney merio peechli tehreerain parhi hain k nahi....rahi bat k yeh just article hai..no dear, yeh article bhi hai un k liya jo parhna chahtey hain,tajurba hia un k liya ajo seekhna chahtey hain ,mushahida hia kunk inhi baatoo sey main kuch seekhti hoo ,rayye bhi hai kunk in cheezoo ko ird gord hotey howey dekhti hoon :blush:
                    haa insani fitrat hai k woh kisi haal main khush nahii...kya krain miti hi shayed aisi hia humarii.......
                    lafzoo ka intekhab ki pasandeedgi k liya thx

                    hmmmm gooya k aap apni zati raaye bhi rakhti hain :blush:
                    ye hi muaashray k jetay jagtay afraad ki nishani hay
                    warna to log dead cells ban k jenay lagay hain

                    haan pehli baar aap ko parha :blush:
                    dair say aai idher .. is ka afsos rahay ga :embarasse
                    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                    Comment


                    • #25
                      Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                      Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                      hmmmm gooya k aap apni zati raaye bhi rakhti hain :blush:
                      ye hi muaashray k jetay jagtay afraad ki nishani hay
                      warna to log dead cells ban k jenay lagay hain

                      haan pehli baar aap ko parha :blush:
                      dair say aai idher .. is ka afsos rahay ga :embarasse
                      ji bilkul hum zaati raye bhi rakhtey hain..us ko share bhi krtey hain un logo sey jo us ko ahmiyat detey hain or ager koi ikhtelaf krta hia tu hum hr giz ussey qayil krney ki jasarat nahi krtey kunk meri nazar main hr ek ki raye ki utni hi importance hai jitni k meri apni or phir raye tu inferdai tajurba ki bina pr banti haii soo qabar ka haal tu murda hi janta hai naa :blush:
                      hmm tu afsoos na kejyeaa is section main meri baqi tehreerain bhi mojoud hian ager na moley tu PM krdejeyea ga main links send kerdoongii :wk

                      Comment


                      • #26
                        Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                        Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                        :clap::clap::clap::clap::clap:
                        u are quite realistic in approaching life and that makes ur writing a unique one. keep on writing and sharing plz :):thmbup:


                        yes dear realiostic honey main hoi behtri hai..khuwaboo ki duniya bhi basa rakhii hai ..us ki sair ko chali jati hoo jub zindagi ki haqeeqatain sehtey howey thak jati hoo phir thori hi dair main taza dum hokr laout bhi ati hoon:)
                        yes i will no need to say plzz :phool:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                          Originally posted by aquari View Post
                          :salam:
                          AS SALAM_O_ALIKUM,:lpop:

                          bohat khoob likha hy app ny....

                          bohat si batein waqat hamein samjhata say......ussay pehlay hum ko pata bhe hoo unka ..tab bhe hum samjh nhi patay.....:)

                          good one dearooo....:phool:
                          khush rahooo..:lpop:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                            Originally posted by miss sng View Post
                            AS SALAM_O_ALIKUM,:lpop:

                            bohat khoob likha hy app ny....

                            bohat si batein waqat hamein samjhata say......ussay pehlay hum ko pata bhe hoo unka ..tab bhe hum samjh nhi patay.....:)

                            good one dearooo....:phool:
                            khush rahooo..:lpop:

                            W salam:salam:
                            Shukriya...yes dear bauht kuch jan kr bhi anajn hi baney rehtey hainn....samney aney wali haqeeqatoo sey ankh nahi band krni chahyea mager zaroorrat sey zayda unhain sir pr sawar bhi nahi krna chahyeaa bulk waqt k taqazey ko samjhtey howey un k aney sey pehley khud ko tayar krlenaa main hi behtri haii ....

                            Comment


                            • #29
                              Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                              very nice aquari.mayray sath to ey beeti hay api ki shadi say pahlay humara her kam her faysla wo laytin thi.chahay to kahin jana ho ya phir kutch pahna ho.jub un ki shadi hoi to laga hum kutch bhi nahi ker saktay.jub main or mayri younger sis maya first time bazar gay to bahoat ajeab laga .samjh nahi aa rahi thi kia kerain.but guzerta waqt sub kutch sikha dayta hay.pahlay jo fasla laytay waqt jhijhak hoti thi.ab khatem ho gai hay.kunkay her koi aap kay sath humaysha nahi rahta.

                              Comment


                              • #30
                                Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                                Originally posted by neha_ahmad View Post
                                very nice aquari.mayray sath to ey beeti hay api ki shadi say pahlay humara her kam her faysla wo laytin thi.chahay to kahin jana ho ya phir kutch pahna ho.jub un ki shadi hoi to laga hum kutch bhi nahi ker saktay.jub main or mayri younger sis maya first time bazar gay to bahoat ajeab laga .samjh nahi aa rahi thi kia kerain.but guzerta waqt sub kutch sikha dayta hay.pahlay jo fasla laytay waqt jhijhak hoti thi.ab khatem ho gai hay.kunkay her koi aap kay sath humaysha nahi rahta.

                                ha dear sub k sath kuch na kuch aisa hojata haii..or start main bauht mushkil hoti haii us waqt humain hosla krna chahyeaa..or apney app tayar krlena chahyea kuch waqt sekhata hai kuch hum seekhtey hian..
                                thx for liking dear :)

                                Comment

                                Working...