Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khud Mukhtari Tak ka Safar !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khud Mukhtari Tak ka Safar !

    :salam:
    Attached Files

  • #2
    Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

    :thmbup: :phool:

    Comment


    • #3
      Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

      Originally posted by musaddaq View Post
      :thmbup: :phool:

      Comment


      • #4
        Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

        boht acha artical aap nai likha hia Aquari :) as usual ......... keep sharing

        Comment


        • #5
          Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

          Originally posted by Shaheeen View Post
          boht acha artical aap nai likha hia Aquari :) as usual ......... keep sharing

          thx

          Comment


          • #6
            Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

            very well written hamesha ki tarha
            :thmbup:
            aap ki yeh tehrir read kar ke kuch der ke liye udaas ho gayi thi ke mujhe kuch yaad aa gaya tha.
            par ab theek hai

            kuch safar bohat jald teh ho jaatey hai aur khushgawaar ya na khushgawar yaadey chor jaatey hai
            iss zindagi ke safar ko tou kaatna hi hai jaise taise aur bohat saarey tajurbaat se bhi guzarna hai par himmat aur hosley ke saath
            samajh gayi ho?

            keep sharing
            :rose
            :rose Refreshing_breeze :rose

            Comment


            • #7
              Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

              buht acha lekha hai hamesh ki taraha...... :thmbup:
              as Saba jani said.... pher kar hum be kuch ghum sum sy hogi.... app ki tahreer mein....
              well going dear... keep it up
              be happy:rose

              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

              :pr:

              Comment


              • #8
                Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                Assalaam-0-Alaikom:rose
                yehi zindgi hai dear:hug:
                hamesha khush raho aur aisi hi likhti raho....:phool:
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment


                • #9
                  Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                  Originally posted by refreshing_breeze View Post
                  very well written hamesha ki tarha
                  :thmbup:
                  aap ki yeh tehrir read kar ke kuch der ke liye udaas ho gayi thi ke mujhe kuch yaad aa gaya tha.
                  par ab theek hai

                  kuch safar bohat jald teh ho jaatey hai aur khushgawaar ya na khushgawar yaadey chor jaatey hai
                  iss zindagi ke safar ko tou kaatna hi hai jaise taise aur bohat saarey tajurbaat se bhi guzarna hai par himmat aur hosley ke saath
                  samajh gayi ho?

                  keep sharing
                  :rose
                  Hamesha ki trha shukriyaa...:blush:
                  mainey kuch yaad kr k hi likha tha...kitna acha hota hai na yeh befkri ka daur..phir jub zimdari ajye or akley hojayainn tu wapis sey usi taraf janey ko ji krta haii
                  yes dear hum tu samjh hi gaye hain hope so k baqi sub bhi samjh jayainn:wk

                  Comment


                  • #10
                    Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                    Originally posted by Aabgina View Post
                    Assalaam-0-Alaikom:rose
                    yehi zindgi hai dear:hug:
                    hamesha khush raho aur aisi hi likhti raho....:phool:

                    W salam...yes dear yehi tu zindagi haii :blush:

                    thank you

                    Comment


                    • #11
                      Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                      Originally posted by *Hala* View Post
                      buht acha lekha hai hamesh ki taraha...... :thmbup:
                      as Saba jani said.... pher kar hum be kuch ghum sum sy hogi.... app ki tahreer mein....
                      well going dear... keep it up
                      be happy:rose
                      Thank you....
                      hmm..likhtey howy meri bhi yehi kafiyat thi....ankhian bheeg gai thii :blush:
                      khair ..encouragment k liyaa bauht shukriyaa

                      Comment


                      • #12
                        Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                        acha bolti hain aap :ff: pata nahi ye aap ki raaye hai ya tajurba ya mushahida .. ya just artical . mgr aik baat jo is tehreer sai zahir hoti hai wo insaani nafsiyaat k qareeb tareen hai . wo yeh k . wo kabhi apni mujoda halat pai shakir nahi rehta
                        agar khudmukhtari mil jaye to wo dour yaad karta hai jis main wo kisi k dast e nagar tha . or jab kisi k dast e nagar hota tha to khud mukhtari k liye sarkashi karta tha
                        beher haan . :ff: achay lafzon ka intekhaab kia hai .
                        keep writing :ff:
                        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                        Comment


                        • #13
                          Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                          bht avha hai aquari...... ..... abhi tu mein befiqari ki zindagi guzar rahi hon aur mujhe har waqat apni family ka saath chahiye har decision mein......aur mein ne kabhi nhn socha k mein kabhji apne aur apne se related logon k bare mein decision lon gi kabhi aisa waqat b aye ga but ab ye parh kar socha tu waqi bht lonely feel kia...........ap ka article hamesha mujhe bht kuch sochne per majboor kar deta hai..............thanx alot 4 sharing dat superb thoughts vth us.....................keep it up
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                            Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                            acha bolti hain aap :ff: pata nahi ye aap ki raaye hai ya tajurba ya mushahida .. ya just artical . mgr aik baat jo is tehreer sai zahir hoti hai wo insaani nafsiyaat k qareeb tareen hai . wo yeh k . wo kabhi apni mujoda halat pai shakir nahi rehta
                            agar khudmukhtari mil jaye to wo dour yaad karta hai jis main wo kisi k dast e nagar tha . or jab kisi k dast e nagar hota tha to khud mukhtari k liye sarkashi karta tha
                            beher haan . :ff: achay lafzon ka intekhaab kia hai .
                            keep writing :ff:

                            Tareef k liya shukriya...i think meri yeh pehlii tehrrer hai jis main app k commants dekh rahi hoo ...i dont know k app ney merio peechli tehreerain parhi hain k nahi....rahi bat k yeh just article hai..no dear, yeh article bhi hai un k liya jo parhna chahtey hain,tajurba hia un k liya ajo seekhna chahtey hain ,mushahida hia kunk inhi baatoo sey main kuch seekhti hoo ,rayye bhi hai kunk in cheezoo ko ird gord hotey howey dekhti hoon :blush:
                            haa insani fitrat hai k woh kisi haal main khush nahii...kya krain miti hi shayed aisi hia humarii.......
                            lafzoo ka intekhab ki pasandeedgi k liya thx

                            Comment


                            • #15
                              Re: Khud Mukhtari Tak ka Safar !

                              Originally posted by Raniya Asif View Post
                              bht avha hai aquari...... ..... abhi tu mein befiqari ki zindagi guzar rahi hon aur mujhe har waqat apni family ka saath chahiye har decision mein......aur mein ne kabhi nhn socha k mein kabhji apne aur apne se related logon k bare mein decision lon gi kabhi aisa waqat b aye ga but ab ye parh kar socha tu waqi bht lonely feel kia...........ap ka article hamesha mujhe bht kuch sochne per majboor kar deta hai..............thanx alot 4 sharing dat superb thoughts vth us.....................keep it up
                              Thank you dear tareef k liyaa

                              dil sey keh rahi hoo bauht khush qismat hoo jo yeh befikri ka daur guzar rahi hoo,or meri dua haii k Allah tumharey baroo ka saya hamesha tum pr salamat rakhey mager yeh bhi fact hai k kabhi tum ney bhi independent hona haii ..ager is ko parh kr tum kuch sooch rahi hoo tu acha hai magher zayda acha tub hogaa jub tum apni sooch sey kuch seekh bhi sakoo
                              khush rahoo ...:phool:

                              Comment

                              Working...
                              X