Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tukroo main Batt Zindagi !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Tukroo main Batt Zindagi !

    Originally posted by sccorpion81 View Post
    hmmm bhot achi tahreer hai aquari...haqoooq main balance hona chahiey

    thankyou so much..
    sarii baat hi mezaan ki hai jis ney is main aitedal qayim kr lyaa samjhoo us ney duniya or akhrat dono sanwar lii :dua

    Comment


    • #17
      Re: Tukroo main Batt Zindagi !

      Originally posted by musaddaq View Post
      :thmbup: :phool: nice writing

      Thankyou..

      Comment


      • #18
        Re: Tukroo main Batt Zindagi !

        @ topic!

        Issi forum per aik larki hoti hien un ka kehna hai key :khi:

        "kamyaab insaan wo hota hai jo sab kuch manage kerna jaanta ho" :D
        likhti raho aur khush raho :rose




        Originally posted by Aabgina View Post
        Assalaam-0-Alaikom:rose

        main nay kahin perha tha dunya mka mushkil tareen kaam hota hai apni zaat say apnay ird gord tamam loagooN ko khush rakhna......jo keh loag aksar nahin karpatay....
        kahin na kahin kuch gar bar rehti hai...
        lakin haan yeh sach kaha jo hissa khaliq kay liye hai woh usi kay liye rehay ga...aur rehna chahiye...
        likhti raho....khush rahoo:phool:
        walaikum salam Rida!

        mey ney aik jaga perha tha key insaan kabhi bhi doosrey Insaano ko khush nahi kr sakta hai

        jab Allah T'ala hum sey khush hotey hein to wo farishtoN sey kehtey hein key mey apney bandey sey razi hun leyhaza tum bhi iss sey raazi ho jao aur phir wo farishtey zameen pey ye baat pheyla deytey hein key iss bandey sey Allah T'ala aur us key farishtey razi hien iss liye aey insaano tum bhi us sey razi ho jao

        (exact words ye nahi hein magar mafoom hai)
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #19
          Re: Tukroo main Batt Zindagi !

          theak kaha aap nain ji.insan sari zindagi dosron kay mutabiq hi jeeta hay.kabhi koi ferz kabhi koi ferz.ferz ada kertay kertay haqoq to yad hi nahi rahtay.nice aap bohat acha likhti ho.keep it up.

          Comment


          • #20
            Re: Tukroo main Batt Zindagi !

            larki boht achha likha hay tum nay :thmbup:

            hamaray ird gird k loog aur hamaray rishty hamara imtihaan hien is duniya par hamaray liay......

            sach hay k aap sab ko kabhi khush nhi rakh sakty...kiun k har shakhs ki khawahishaat poori ki ja sakti hien aur nah hee un ki tawaqoaat par poora utra ja sakta hay....

            to jab hum loogoon ko kabhi khush nhi kar sakty to kiun nah apnay maalik ki razaa mien raazi ho jaien

            to jaysay Yellowsky nay kaha k rabb raazi to sabb raazi

            khush raho
            aur likhti rahoo:)

            Comment


            • #21
              Re: Tukroo main Batt Zindagi !

              Originally posted by neha_ahmad View Post
              theak kaha aap nain ji.insan sari zindagi dosron kay mutabiq hi jeeta hay.kabhi koi ferz kabhi koi ferz.ferz ada kertay kertay haqoq to yad hi nahi rahtay.nice aap bohat acha likhti ho.keep it up.

              Neha tareef k liy abauht shukriya.....

              bus kuch doosroo k lya jeetey hain ,prmerey mutabiq yeh dosroo k liya jeney main bhi kahi na kahi hum apney kya hi jii rahey hotey hainn..bus inhi haqooq or wajibat ko ada krney ka naam shayed zindagi haii

              Comment


              • #22
                Re: Tukroo main Batt Zindagi !

                Originally posted by yellowsky View Post
                @ topic!

                Issi forum per aik larki hoti hien un ka kehna hai key :khi:

                "kamyaab insaan wo hota hai jo sab kuch manage kerna jaanta ho" :D
                likhti raho aur khush raho :rose




                Thankyou yellowsky
                haa bilkul main bhi isi ko follow krk ek kamyab insan baney ki koshih krti hoon

                Comment


                • #23
                  Re: Tukroo main Batt Zindagi !

                  Originally posted by sumera View Post
                  larki boht achha likha hay tum nay :thmbup:

                  hamaray ird gird k loog aur hamaray rishty hamara imtihaan hien is duniya par hamaray liay......

                  sach hay k aap sab ko kabhi khush nhi rakh sakty...kiun k har shakhs ki khawahishaat poori ki ja sakti hien aur nah hee un ki tawaqoaat par poora utra ja sakta hay....

                  to jab hum loogoon ko kabhi khush nhi kar sakty to kiun nah apnay maalik ki razaa mien raazi ho jaien

                  to jaysay Yellowsky nay kaha k rabb raazi to sabb raazi

                  khush raho
                  aur likhti rahoo:)
                  ji billkul sumera....after all hum insan hain mukamil hooo hi nahi sakteyy kahi na khai koi na koi tukra bacha reh hi jata haii ..phir bhi duniya waloo ki tawqooat ka poora kr sakey na ker sakeyy apney Malik ki tawaqooat pr poora utarnaa ki hameshaa koshish krni chahyeaa :)
                  Thank you

                  Comment


                  • #24
                    Re: Tukroo main Batt Zindagi !

                    hmmmm.
                    bahot acha ha yah be bekul haqeqat ka kareeb ha....
                    nice sharing
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: Tukroo main Batt Zindagi !

                      Originally posted by nomi sialkoti View Post
                      hmmmm.
                      bahot acha ha yah be bekul haqeqat ka kareeb ha....
                      nice sharing
                      haqeeqatain hi itna kuch soochoo main bhar deti hain k phr fursat hi nahi hotiikisi or imagination ki :blush:
                      thankyou

                      Comment

                      Working...
                      X