:dua
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Tukroo main Batt Zindagi !
Collapse
X
-
Re: Tukroo main Batt Zindagi !
bohat pyaara likha hai aur 100% haqeeqat ke nazdeek hai.
acha laga parh ke
aise hi share karti rahiye
very nice
:rose
apni zaat ko bhool kar aisi tukroo mein batti hui zindagi jee kar bhi bohat saare loogo ko hum se shikayat hoti hai .
kya karey aise loogo ka? :mm::rose Refreshing_breeze :rose
-
Re: Tukroo main Batt Zindagi !
Originally posted by refreshing_breeze View Postbohat pyaara likha hai aur 100% haqeeqat ke nazdeek hai.
acha laga parh ke
aise hi share karti rahiye
very nice
:rose
apni zaat ko bhool kar aisi tukroo mein batti hui zindagi jee kar bhi bohat saare loogo ko hum se shikayat hoti hai .
kya karey aise loogo ka? :mm:
khuwab apni jaga mager haqqeqat seyzada dair ankhain band nahi krni chahyeaa..:blush:
jabhi tu mainey kaha na dear ek hissa ka huq ada krtey howy hum kahi na kahi kisi doosrey ki haqtalfi kr hi jatey hain..or rahi baat logo ki shikayatain..tu loog kabhi mutmainnahi hosakteyy kosish zaroor karoo pr aisa mumkin nahi k duniya main sub app sey khush hoo kahi na kahi kisi na kisi ko app sey shikyat hogi ager shiqwa jayez hai tu us ko sahi krney ki koshish zaroor krni chahyeaa :)
Comment
-
Re: Tukroo main Batt Zindagi !
Assalaam-0-Alaikom:rose
main nay kahin perha tha dunya mka mushkil tareen kaam hota hai apni zaat say apnay ird gord tamam loagooN ko khush rakhna......jo keh loag aksar nahin karpatay....
kahin na kahin kuch gar bar rehti hai...
lakin haan yeh sach kaha jo hissa khaliq kay liye hai woh usi kay liye rehay ga...aur rehna chahiye...
likhti raho....khush rahoo:phool:
Comment
-
Re: Tukroo main Batt Zindagi !
Originally posted by Aabgina View PostAssalaam-0-Alaikom:rose
main nay kahin perha tha dunya mka mushkil tareen kaam hota hai apni zaat say apnay ird gord tamam loagooN ko khush rakhna......jo keh loag aksar nahin karpatay....
kahin na kahin kuch gar bar rehti hai...
lakin haan yeh sach kaha jo hissa khaliq kay liye hai woh usi kay liye rehay ga...aur rehna chahiye...
likhti raho....khush rahoo:phool:
W salam :salam:
haa bilkul yeh kaisey mumkin hai k sub hum sey khush rahey after all hum perrfect tu nahi..mainey ek jaga parha tha k duwa krni chahyea k "Mere parwardigar mujhey itna acha kr dey k main tujhey pasand ajao ":dua
hum zindagi bhar ird gird k logo ko khush krtey rehtey hai..yeh bhi zaroori amr hai kunk humara mazhar haqooq-ul-ibad ka bhi hukum deta hai mager us hissey ko bhool jatey hai jo humarey Khaliq k liya hai..bus koshish krtey rahoo k us ko na bhoolo kabhi :)
Hamesha khush rahoo..
pasand krney k liya shukriyaa..:phool:
Comment
-
Re: Tukroo main Batt Zindagi !
wah aquari jani.. ap k khobsorat tehrery qalam phar kar bahot acha laga
bas aap jaisy qalamnegar tehreroo k entezar karty hai
umed hai ayenda be ap k ache ache tehrer pharny ka muqa mely
khush rahein... :rose
u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."
:pr:
Comment
-
Re: Tukroo main Batt Zindagi !
Originally posted by *Hala* View Postwah aquari jani.. ap k khobsorat tehrery qalam phar kar bahot acha laga
bas aap jaisy qalamnegar tehreroo k entezar karty hai
umed hai ayenda be ap k ache ache tehrer pharny ka muqa mely
khush rahein... :rose
:blush: Allah hala ji itniiiiiiiiii tareef
Thankyou so much bus dear koshish krti rehtihoo k kabhi khuwab dekha doo kisi ko tu kabhi haqeeqat ka aaina....:eye:
Comment
-
Re: Tukroo main Batt Zindagi !
:salam: BOHT KHOB AQUARI JI AAP KI HER TEHREER HAQEQAT PER MABNI HOTI HAI ... AAP NAI THEEK FARMAYA IS DUNYA MAI HER FARD KI ZINDAGI TUKRO MAI BATTI HAI CHAHA WOH MARD HO YA AURAT ....BOHT UMDAH ....WAITING FOR MORE :rose
Comment
-
Re: Tukroo main Batt Zindagi !
Originally posted by Shaheeen View Post:salam: BOHT KHOB AQUARI JI AAP KI HER TEHREER HAQEQAT PER MABNI HOTI HAI ... AAP NAI THEEK FARMAYA IS DUNYA MAI HER FARD KI ZINDAGI TUKRO MAI BATTI HAI CHAHA WOH MARD HO YA AURAT ....BOHT UMDAH ....WAITING FOR MORE :rose
thankyou..
zindagi bhi tu haqeqat hi haii bus isi ko likh deti hoo
:insha: jald :)
Comment
-
Re: Tukroo main Batt Zindagi !
aquari bht acha likha ap ne waqi....hum kabhi kabhi apne ap ko b bhol jate hai.....aur hum mein se khuch log aise b hain jo apne zat k hoson k khiyal nhn b karta aur ek hi riste ko nebahte rehte hain......ap ki tehrir responsibility ka ehsaas delati hai...aur bht khubsurat baat ki ap ne k Khaliq ka hissa bata howa nhn hota......
nice sharing......sigpic
Comment
-
Re: Tukroo main Batt Zindagi !
Originally posted by Raniya Asif View Postaquari bht acha likha ap ne waqi....hum kabhi kabhi apne ap ko b bhol jate hai.....aur hum mein se khuch log aise b hain jo apne zat k hoson k khiyal nhn b karta aur ek hi riste ko nebahte rehte hain......ap ki tehrir responsibility ka ehsaas delati hai...aur bht khubsurat baat ki ap ne k Khaliq ka hissa bata howa nhn hota......
nice sharing......
Thankyou :salam:
ha dear bauht sey loog maieny dekhey hai k woh sirf ek rishta k peechey baqi sub ko ignore jerdetey hainn or kabhi yeh bhi nahi soochtey k kuch hissa dosro ka bhi haii...
Responsbility ka ahsas jitni jald hojayee us ko nibhana shorow krdena chahyeaa :blush:
Khaliq ka hissa hi tu woh wahid hissa haii jo mangta kuch bhi nahi mager hum main majoud haii us main kuch hissa dalney k liyaa kahi kisi or hisa ki nafi bhi nahi krni partii :dua
Comment
Comment