:blush:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !
Collapse
X
-
Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !
Originally posted by aquari View Post:blush:
Aquari ji boht khobsurat article aap nai likha hai bilkul haqeqat par mabni hia .
well aksar males mai yeh probz hia ..aap kai article sai yeh faida hoa kai ek bar dubara yaad dihani hogaye ......really aap kai article mai woh cheez hai jo boht kam articles mai paye jati hai .kai ek lamha kalia insaan tehreer kai sath chalna lag jata hai ...excellent waiting for more such nice sharingz.kafi kuch sekhna ko mila . Thanks
take care
ALlah hafiz :salam:
Comment
-
-
Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !
Assalaam-0-Alaikom:rose
:clap::clap::clap:
right....aisay hi lagta hai jab humara koi piyara.....hum say dour ho ..ya us ki taraf say andaishooN mein mubtila ho jaiN...
mujhay yeh jumla bay-had fascinate karta hai "tu jo nahin tu kuch bhi nahin"....:eye:
ahan aik ghalti pakar li main nay.........bukhaar ki hiddat ho gi naaa...na keh tamazat.......mujhay tu aisay hi khyal hai....
baqi buht acha laga......:phool:
Last edited by *Rida*; 18 May 2007, 08:43.
Comment
-
Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !
Originally posted by Shaheeen View PostAssalam u alaikum
Aquari ji boht khobsurat article aap nai likha hai bilkul haqeqat par mabni hia .
well aksar males mai yeh probz hia ..aap kai article sai yeh faida hoa kai ek bar dubara yaad dihani hogaye ......really aap kai article mai woh cheez hai jo boht kam articles mai paye jati hai .kai ek lamha kalia insaan tehreer kai sath chalna lag jata hai ...excellent waiting for more such nice sharingz.kafi kuch sekhna ko mila . Thanks
take care
ALlah hafiz :salam:
Thnakyou for liking
Karoongi mazeed share isi trha ki pr kuch arsey bad..itney bhi khuwab achey nahi hoteyy :eye:
Comment
-
Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !
Originally posted by Aabgina View PostAssalaam-0-Alaikom:rose
:clap::clap::clap:
right....aisay hi lagta hai jab humara koi piyara.....hum say dour ho ..ya us ki taraf say andaishooN mein mubtila ho jaiN...
mujhay yeh jumla bay-had fascinate karta hai "tu jo nahin tu kuch bhi nahin"....:eye:
ahan aik ghalti pakar li main nay.........bukhaar ki hiddat ho gi naaa...na keh tamazat.......mujhay tu aisay hi khyal hai....
baqi buht acha laga......:phool:
APP KI tanqeed sir ankhoo pr dear ..pr mainey tamazat prha thaa chaloo ainda mazeed check kr k likhoo gii :wk
Ji haa is chand lafzoo k jumla main inteha ki geharii haii...kuch bhi na kaha or keh bhi gayey wala hissab haii :)
Khush raheya sada muskurati raheyaa..:phool:
Or meri tehreer k andaz ko pasand krney ka shukriyaa...
Comment
-
Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !
As salam o alaikum kuri :)
tu jo nhi to kuch bhi nhi
halkay phulkay andaaz mien boht gehra ehsaas diya hay.
aksar aysa hota hay k kuchh wqt guzar jaanay k baad sab kuchh yun routine mien aa jata hay k mohabbat kahin peechay hee reh jaati hay.....to un loogoon ko phir yaad dihaani ki zaroorat parti hay..
maza aaya parh kar larki....khush raho
Comment
Comment