Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !

    Originally posted by Raniya Asif View Post
    bht acha hai aquari...maza aya parhne mein .........touch karti hai ap ki wrting really.....nice work.......khush rahein

    Thankyou Raniya..

    bus dear koshish poori hoti haii k dil k jazbatt achey lafzoo main dhaley jayainn :eye:

    Comment


    • #17
      Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !

      Originally posted by sumera View Post
      As salam o alaikum kuri :)

      tu jo nhi to kuch bhi nhi
      halkay phulkay andaaz mien boht gehra ehsaas diya hay.
      aksar aysa hota hay k kuchh wqt guzar jaanay k baad sab kuchh yun routine mien aa jata hay k mohabbat kahin peechay hee reh jaati hay.....to un loogoon ko phir yaad dihaani ki zaroorat parti hay..
      maza aaya parh kar larki....khush raho
      yes exactly dear so aisey bhi ek break milna chahyeaa :wk
      pasand krney ka shukriyaa...:rose

      Comment


      • #18
        Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !

        aaj subah meri aankh wakat k mutabik khul gai aur mujy soch ker hirani hui k os ny mujy jagaya nahi...
        aap story k plot main ghalti ker gai hian...plot theek nahi hy

        Comment


        • #19
          Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !

          Originally posted by Khalil View Post
          aap story k plot main ghalti ker gai hian...plot theek nahi hy

          kuu sir ....?:donno:
          zara explain kr dey tak ainda mainm yeh ghalaiti repeat na karoo :embarasse

          Comment


          • #20
            Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !

            aryy////
            ajan os kee ankh wakt k mutabik khul hee gai hay to pher osy kiun ahsaas huwa hy k os kee bivi ny osy kiun nahi jagaya....???

            wakat k mutabik khulny ka matlab hay k wo pehly bee esi time per apni aankh kholta hay

            Comment


            • #21
              Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !

              Originally posted by Khalil View Post
              aryy////
              ajan os kee ankh wakt k mutabik khul hee gai hay to pher osy kiun ahsaas huwa hy k os kee bivi ny osy kiun nahi jagaya....???

              wakat k mutabik khulny ka matlab hay k wo pehly bee esi time per apni aankh kholta hay

              daily ek hi time pr agr jagaya jaye tu phr adat par jati haii or agr kabhi koi na bhi uthaye tu usi waqt pr ankh khul jati haii

              Comment


              • #22
                Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !

                ha! buht achi lekhi hai ....lekhti rahi .... khush rahein:phool:
                u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                :pr:

                Comment


                • #23
                  Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !

                  thankyou Hala..

                  Comment


                  • #24
                    Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !

                    simply superb :thmbup:
                    bohat mazza aaya aap ki tehrir read kar ke
                    bohat hi pyaara likha hai aap ney.
                    kash ke kuch baato ka ehsaas insaan ko der hone se pehle ho jaya karey.
                    please keep sharing
                    :rose
                    :rose Refreshing_breeze :rose

                    Comment


                    • #25
                      Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !

                      Originally posted by refreshing_breeze View Post
                      simply superb :thmbup:
                      bohat mazza aaya aap ki tehrir read kar ke
                      bohat hi pyaara likha hai aap ney.
                      kash ke kuch baato ka ehsaas insaan ko der hone se pehle ho jaya karey.
                      please keep sharing
                      :rose
                      Thankyou..
                      Bus dear koshish ki thi kuch khobsoorat ahsasat ko qalmband krney kii :blush:
                      Pachtwaey isi liya tu shmail hojaya krtey hian humari zindagiyoo main kunk jub koi cheez huamrey apss hoti hai tu hum us ki qadr nahi krteyy..or jub nahi hoti tu ahsas hota haii k woh kitni qeemti cheez thi :)
                      No need to say please dear...:insha: main koshishian krti rahoogi :wk

                      Comment


                      • #26
                        Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !

                        bhot piyari aur simple tahreer ..... very nice
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !

                          Originally posted by sccorpion81 View Post
                          bhot piyari aur simple tahreer ..... very nice

                          jazbeyy jitney bhi simple hoo un main utni hi gehraii howa krti hai :blush:
                          Pasand krney k liya bauhtttt shukriyaa

                          Comment


                          • #28
                            Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !

                            waysay aquai aap ki batain kutch zayda hi nahi dil ko cho jatin?ab kia keron her tahrer itni jandar hoti hay kay treaf kerni hi perti hay.yar koi moqa to dia kero.tanqeed ka.

                            Comment


                            • #29
                              Re: Tu jo nahi tu Kuch bhi nahi !

                              Originally posted by neha_ahmad View Post
                              waysay aquai aap ki batain kutch zayda hi nahi dil ko cho jatin?ab kia keron her tahrer itni jandar hoti hay kay treaf kerni hi perti hay.yar koi moqa to dia kero.tanqeed ka.
                              :blush:....bus ji koshish poori krti hoo k dil sey niakl kr dil tak poohnch jayee ...
                              App tanqeed karney kikoshsih karoo hum bhi koshish jari rakhain gainn k app ko moqa na dey sakain :phool:

                              Comment

                              Working...
                              X