Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zara Soochain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zara Soochain

    :embarasse
    Attached Files

  • #2
    Re: Zara Soochain

    main nay bhi ksisi ko kehtay suna tha....aik maaN buht saaray bachooN kw aik saath paal sakti hai..apnay paas rakh sakti hai....lakin Aulad baray hokar aik maaN ko kabhi aik bhai kay ghar kabhi dosray bhai kay ghar rakhti hai...
    yeh baat sach hai keh hamesha kisi baray ka kisi buzurg ka saya rehna chahiye choatoN per....un ka mashwara aur hidayat hamesha faida mand hi sabit hotay hain......yaha per bhi baat makafat-e-amal ki aajati hai...jo aulaad apnay maaN baap say kharab soloak karti hai...in return un ki aulad bhi un say kharab solok hi rawa rakhti hai....tab aisay loag apnay kiye per pachtatay hain.....
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment


    • #3
      Re: Zara Soochain

      janab yeh aik chain hay aur shaid aisy hee chalti rahain..................sab sy pehly jo parents hain unoon ny bee aisa kia huta hay to on kee aolad aisa karti hain...........waisy.......ager hun eurpion system apana lain to es ka hal nikal sakta hay..
      apna kamaoo ty apna khaoo

      Comment


      • #4
        Re: Zara Soochain

        Originally posted by Rida View Post
        main nay bhi ksisi ko kehtay suna tha....aik maaN buht saaray bachooN kw aik saath paal sakti hai..apnay paas rakh sakti hai....lakin Aulad baray hokar aik maaN ko kabhi aik bhai kay ghar kabhi dosray bhai kay ghar rakhti hai...
        yeh baat sach hai keh hamesha kisi baray ka kisi buzurg ka saya rehna chahiye choatoN per....un ka mashwara aur hidayat hamesha faida mand hi sabit hotay hain......yaha per bhi baat makafat-e-amal ki aajati hai...jo aulaad apnay maaN baap say kharab soloak karti hai...in return un ki aulad bhi un say kharab solok hi rawa rakhti hai....tab aisay loag apnay kiye per pachtatay hain.....

        wohi tu baat hai rida aisa main or app soochtey haii pr kash aisa sub sooch sakain :dua

        Comment


        • #5
          Re: Zara Soochain

          Originally posted by Khalil View Post
          janab yeh aik chain hay aur shaid aisy hee chalti rahain..................sab sy pehly jo parents hain unoon ny bee aisa kia huta hay to on kee aolad aisa karti hain...........waisy.......ager hun eurpion system apana lain to es ka hal nikal sakta hay..
          apna kamaoo ty apna khaoo

          haa chain tu hai..pr phir bhi bauht sey parents ney aisa nahi kya hotaa pr aulad aisa un k saath kr rahi hoti hai.....apna kamaoo or apna khaoo pr amal kis age tak kya jaskta hai after all ek umr aatihai k jub mehnat nahi ki jasakti kamaney ki himmat nahi rehtii kya us age main aulad ka farznahi k woh apney borhey waldain ki kifalat kareyy

          Comment


          • #6
            Re: Zara Soochain

            Assalam-o-alaikum
            Aap nay bohat acha point uthaya hai.Waqai baiton ko jawan honay kay baad boorhay walidain ka khas khiyal rakhna chahiyay.
            Dear agar aap mind na karain to aapki tahreer "nasri adab" kay tahat nahin aati,iskay liyay koi aur section maslan "Hamara pegham" ya "Behas-o-mubahisa aur halat-e-hazira" behtar ho saktay hain.
            Umeed hai aap ghour zaroor karain gi.
            Mind Sciences

            Comment


            • #7
              Re: Zara Soochain

              Originally posted by aquari View Post
              :embarasse
              ASALAM_O_ALIKUM,

              app ny bohat acha point uthya hy.....
              najany kyoon ab asa he hota hy....larky shadi ky baad sirf apni wife ky hoo kar reh jaty hain..:a stick: ..aur parents ...aik faltoo cheezz..:hathora afsoos.


              wo kehty hain na ky" bety(son) shadi say pehly tak bety rehty hain...
              bus aj kal ye isi baat per 100% pora utarny ka kam kar rhy hain..:a stick:

              Comment


              • #8
                Re: Zara Soochain

                Originally posted by Khalil View Post
                janab yeh aik chain hay aur shaid aisy hee chalti rahain..................sab sy pehly jo parents hain unoon ny bee aisa kia huta hay to on kee aolad aisa karti hain...........waisy.......ager hun eurpion system apana lain to es ka hal nikal sakta hay..
                apna kamaoo ty apna khaoo
                khalil app ki reply per kar main sirf itna he kahoon gi ky...app ny boongi chori hy...
                aur Eurpion system.... :tasali: ..hamari rawayaat behtareen hain...aur hum behtareen ko chor kar worst ki terf ja rhy hain...:pagal:

                "door ky dhool sohaany"..
                pahaar(mountains) door say he sohny lagty hain..

                pata nhi kyoon hum hameesha dosaroon ki galat cheez he follow karty hain..:( :hathora
                aur unki achaaiyan hamein choo kar bhe nhi guzartein...

                aur haan dosari baat....
                kya hum parents ki na-fermani kar ky ye soch lein ky...unhoon ny bhe apny parents ky sath asa he kiya tha...is liy inky sath bhe asa he hona tha??:tauba

                kya hamara zati fail(amal) koi maaini nhi rekhta??


                baki khalil Aquari ny app ko jawab dy diya hy...i m agreed with her...:thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: Zara Soochain

                  Originally posted by miss sng View Post
                  ASALAM_O_ALIKUM,

                  app ny bohat acha point uthya hy.....
                  najany kyoon ab asa he hota hy....larky shadi ky baad sirf apni wife ky hoo kar reh jaty hain..:a stick: ..aur parents ...aik faltoo cheezz..:hathora afsoos.


                  wo kehty hain na ky" bety(son) shadi say pehly tak bety rehty hain...
                  bus aj kal ye isi baat per 100% pora utarny ka kam kar rhy hain..:a stick:
                  yes dear afsoos hi tu hota hia mujhey yeh sub dekh kr..isi liyaa ek choti si baat k zariya samjhney ki koshish ki haii k .....ager yeh betey apni aulad ka khrach utahtey hai. tu waldain ka ku nahi ....ager kisi ki 2auladain hai or teesri bhi hojayee tu kya woh us ka kharch nahi uthata, manage nahi krtaa tu phir parents ku nahi
                  Allah hum sub ko waldeen ki khidmatki taufeeq deyy
                  ameen:dua

                  Comment


                  • #10
                    Re: Zara Soochain

                    Originally posted by zapk7 View Post
                    Assalam-o-alaikum
                    Aap nay bohat acha point uthaya hai.Waqai baiton ko jawan honay kay baad boorhay walidain ka khas khiyal rakhna chahiyay.
                    Dear agar aap mind na karain to aapki tahreer "nasri adab" kay tahat nahin aati,iskay liyay koi aur section maslan "Hamara pegham" ya "Behas-o-mubahisa aur halat-e-hazira" behtar ho saktay hain.
                    Umeed hai aap ghour zaroor karain gi.
                    hmm section isi liya yeh chuna k yeh kisi ko dekh kr merey mind main ek baat ai or mainey ussey lafzoo ka paira'han dey diya..ager koi mod issey change krdeta haii tu its ok.....

                    pasand krney ka shukriyaa

                    Comment


                    • #11
                      Re: Zara Soochain

                      hah,....saheh baat......shayad iska ik reason yeh bhi hay k aagay barhnay ki door mien hum khud ko bhi bhoolay baythy hien......har rishta har sooch even k har khushi ko peechay chhor k bas aagay barh rahay hien...andhi door....aur hum jaanty hien k is door ki koi akheer hay nah hee koi manzil...phir bhi bhatak rahay hien.......aur din badin apni asal say door hotay jaa rahay hien....:(

                      Comment


                      • #12
                        Re: Zara Soochain

                        hmmmm
                        waka he app na theak kaha aquari ge....
                        pata nahi loge asa keyu sochtay haan aur appp na jo mesal de ha bahot achi ha..agar wo kesi ko samaj ma ay jaya to shayad koi be apnay waldan ko booge na samjay
                        very nice sharing
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: Zara Soochain

                          Originally posted by nomi sialkoti View Post
                          hmmmm
                          waka he app na theak kaha aquari ge....
                          pata nahi loge asa keyu sochtay haan aur appp na jo mesal de ha bahot achi ha..agar wo kesi ko samaj ma ay jaya to shayad koi be apnay waldan ko booge na samjay
                          very nice sharing
                          ek chooti si misal k zariya mainey kuch samjhanye ki koshish tu ki hai..
                          kash k waqai loog samjh jayain :embarasse

                          Comment


                          • #14
                            Re: Zara Soochain

                            Originally posted by Khalil View Post
                            janab yeh aik chain hay aur shaid aisy hee chalti rahain..................sab sy pehly jo parents hain unoon ny bee aisa kia huta hay to on kee aolad aisa karti hain...........waisy.......ager hun eurpion system apana lain to es ka hal nikal sakta hay..
                            apna kamaoo ty apna khaoo
                            lekin apna kamane ki bhi aek age hoti he.jab parnets sari umer apne bachon ka khyal rakhte hen to old age me olad ka bhi farz he un ka khyal rakhe

                            Comment

                            Working...
                            X