:embarasse
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Zara Soochain
Collapse
X
-
Re: Zara Soochain
main nay bhi ksisi ko kehtay suna tha....aik maaN buht saaray bachooN kw aik saath paal sakti hai..apnay paas rakh sakti hai....lakin Aulad baray hokar aik maaN ko kabhi aik bhai kay ghar kabhi dosray bhai kay ghar rakhti hai...
yeh baat sach hai keh hamesha kisi baray ka kisi buzurg ka saya rehna chahiye choatoN per....un ka mashwara aur hidayat hamesha faida mand hi sabit hotay hain......yaha per bhi baat makafat-e-amal ki aajati hai...jo aulaad apnay maaN baap say kharab soloak karti hai...in return un ki aulad bhi un say kharab solok hi rawa rakhti hai....tab aisay loag apnay kiye per pachtatay hain.....
-
Re: Zara Soochain
janab yeh aik chain hay aur shaid aisy hee chalti rahain..................sab sy pehly jo parents hain unoon ny bee aisa kia huta hay to on kee aolad aisa karti hain...........waisy.......ager hun eurpion system apana lain to es ka hal nikal sakta hay..
apna kamaoo ty apna khaoo
Comment
-
Re: Zara Soochain
Originally posted by Rida View Postmain nay bhi ksisi ko kehtay suna tha....aik maaN buht saaray bachooN kw aik saath paal sakti hai..apnay paas rakh sakti hai....lakin Aulad baray hokar aik maaN ko kabhi aik bhai kay ghar kabhi dosray bhai kay ghar rakhti hai...
yeh baat sach hai keh hamesha kisi baray ka kisi buzurg ka saya rehna chahiye choatoN per....un ka mashwara aur hidayat hamesha faida mand hi sabit hotay hain......yaha per bhi baat makafat-e-amal ki aajati hai...jo aulaad apnay maaN baap say kharab soloak karti hai...in return un ki aulad bhi un say kharab solok hi rawa rakhti hai....tab aisay loag apnay kiye per pachtatay hain.....
wohi tu baat hai rida aisa main or app soochtey haii pr kash aisa sub sooch sakain :dua
Comment
-
Re: Zara Soochain
Originally posted by Khalil View Postjanab yeh aik chain hay aur shaid aisy hee chalti rahain..................sab sy pehly jo parents hain unoon ny bee aisa kia huta hay to on kee aolad aisa karti hain...........waisy.......ager hun eurpion system apana lain to es ka hal nikal sakta hay..
apna kamaoo ty apna khaoo
haa chain tu hai..pr phir bhi bauht sey parents ney aisa nahi kya hotaa pr aulad aisa un k saath kr rahi hoti hai.....apna kamaoo or apna khaoo pr amal kis age tak kya jaskta hai after all ek umr aatihai k jub mehnat nahi ki jasakti kamaney ki himmat nahi rehtii kya us age main aulad ka farznahi k woh apney borhey waldain ki kifalat kareyy
Comment
-
Re: Zara Soochain
Assalam-o-alaikum
Aap nay bohat acha point uthaya hai.Waqai baiton ko jawan honay kay baad boorhay walidain ka khas khiyal rakhna chahiyay.
Dear agar aap mind na karain to aapki tahreer "nasri adab" kay tahat nahin aati,iskay liyay koi aur section maslan "Hamara pegham" ya "Behas-o-mubahisa aur halat-e-hazira" behtar ho saktay hain.
Umeed hai aap ghour zaroor karain gi.
Comment
-
Re: Zara Soochain
Originally posted by aquari View Post:embarasse
app ny bohat acha point uthya hy.....
najany kyoon ab asa he hota hy....larky shadi ky baad sirf apni wife ky hoo kar reh jaty hain..:a stick: ..aur parents ...aik faltoo cheezz..:hathora afsoos.
wo kehty hain na ky" bety(son) shadi say pehly tak bety rehty hain...
bus aj kal ye isi baat per 100% pora utarny ka kam kar rhy hain..:a stick:
Comment
-
Re: Zara Soochain
Originally posted by Khalil View Postjanab yeh aik chain hay aur shaid aisy hee chalti rahain..................sab sy pehly jo parents hain unoon ny bee aisa kia huta hay to on kee aolad aisa karti hain...........waisy.......ager hun eurpion system apana lain to es ka hal nikal sakta hay..
apna kamaoo ty apna khaoo
aur Eurpion system.... :tasali: ..hamari rawayaat behtareen hain...aur hum behtareen ko chor kar worst ki terf ja rhy hain...:pagal:
"door ky dhool sohaany"..
pahaar(mountains) door say he sohny lagty hain..
pata nhi kyoon hum hameesha dosaroon ki galat cheez he follow karty hain..:( :hathora
aur unki achaaiyan hamein choo kar bhe nhi guzartein...
aur haan dosari baat....
kya hum parents ki na-fermani kar ky ye soch lein ky...unhoon ny bhe apny parents ky sath asa he kiya tha...is liy inky sath bhe asa he hona tha??:tauba
kya hamara zati fail(amal) koi maaini nhi rekhta??
baki khalil Aquari ny app ko jawab dy diya hy...i m agreed with her...:thmbup:
Comment
-
Re: Zara Soochain
Originally posted by miss sng View PostASALAM_O_ALIKUM,
app ny bohat acha point uthya hy.....
najany kyoon ab asa he hota hy....larky shadi ky baad sirf apni wife ky hoo kar reh jaty hain..:a stick: ..aur parents ...aik faltoo cheezz..:hathora afsoos.
wo kehty hain na ky" bety(son) shadi say pehly tak bety rehty hain...
bus aj kal ye isi baat per 100% pora utarny ka kam kar rhy hain..:a stick:
Allah hum sub ko waldeen ki khidmatki taufeeq deyy
ameen:dua
Comment
-
Re: Zara Soochain
Originally posted by zapk7 View PostAssalam-o-alaikum
Aap nay bohat acha point uthaya hai.Waqai baiton ko jawan honay kay baad boorhay walidain ka khas khiyal rakhna chahiyay.
Dear agar aap mind na karain to aapki tahreer "nasri adab" kay tahat nahin aati,iskay liyay koi aur section maslan "Hamara pegham" ya "Behas-o-mubahisa aur halat-e-hazira" behtar ho saktay hain.
Umeed hai aap ghour zaroor karain gi.
pasand krney ka shukriyaa
Comment
-
Re: Zara Soochain
hah,....saheh baat......shayad iska ik reason yeh bhi hay k aagay barhnay ki door mien hum khud ko bhi bhoolay baythy hien......har rishta har sooch even k har khushi ko peechay chhor k bas aagay barh rahay hien...andhi door....aur hum jaanty hien k is door ki koi akheer hay nah hee koi manzil...phir bhi bhatak rahay hien.......aur din badin apni asal say door hotay jaa rahay hien....:(
Comment
-
Re: Zara Soochain
Originally posted by nomi sialkoti View Posthmmmm
waka he app na theak kaha aquari ge....
pata nahi loge asa keyu sochtay haan aur appp na jo mesal de ha bahot achi ha..agar wo kesi ko samaj ma ay jaya to shayad koi be apnay waldan ko booge na samjay
very nice sharing
kash k waqai loog samjh jayain :embarasse