Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Us K Ikhtiyar Ka Mausam

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

    Originally posted by refreshing_breeze View Post
    bohat khubsoorat tehreer hai aquari dear.
    :thmbup:

    thx dear

    Comment

    • #17
      Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

      buhat khoob
      is khoobsurat tehreer ke liye daad qabool kijye
      kaash haqeeqi zindagi meN bhee khaamosh muhabbat ka sila milta
      kaash sab maasoom diloN ki duaaieN qabool ho jaya kartiiN
      Khush rahiye
      zmufti

      Comment

      • #18
        Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

        Originally posted by zmufti View Post
        buhat khoob
        is khoobsurat tehreer ke liye daad qabool kijye
        kaash haqeeqi zindagi meN bhee khaamosh muhabbat ka sila milta
        kaash sab maasoom diloN ki duaaieN qabool ho jaya kartiiN
        Khush rahiye
        zmufti
        Bauht shukriyaa..
        isi kash pr tu zindagi ki sari hasratain simat ati haiin.:)
        duwaoo k lya shukriyaa :phool:

        Comment

        • #19
          Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

          very nice aquari ge
          kash jasa es ma lekha ha hakekut ma be assa ho jaya,,,,,
          kash,,,,,,,
          but very nice
          sigpic

          Comment

          • #20
            Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

            Originally posted by nomi sialkoti View Post
            very nice aquari ge
            kash jasa es ma lekha ha hakekut ma be assa ho jaya,,,,,
            kash,,,,,,,
            but very nice

            thankyou...hota hai aisa haqqeeqat main bhi hota hia ..bus koi is masoom mohabat ki qadr krney wala mil jaye tu aisa hi hota hai...:)

            Comment

            • #21
              Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

              nahi ge aquari ge asa sochay be na yah duney bahot zalim ha aur aja kul payar ke koi kadar nahi ha sirf pasay ke kadar ha
              sigpic

              Comment

              • #22
                Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

                Originally posted by nomi sialkoti View Post
                nahi ge aquari ge asa sochay be na yah duney bahot zalim ha aur aja kul payar ke koi kadar nahi ha sirf pasay ke kadar ha
                i know duniya bauht zalim hai or kisi aisey pr pyar lutana bhi nahi chahyea jo is ki qadr na karey mager ager koi qadrdan mil jayee tu us ki qadr krni chahyeaa..!
                rahi baat $ ki tu bhai haqeeqatain apni jaga hoti hain or khuwab apni jaga dono ko saath mila kr kaisey chalna hia yeh app pr munhasir haii

                Comment

                • #23
                  Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

                  Originally posted by aquari View Post

                  lakin app kasa kah sakti haa k akis ko app ke kadar nahi agar app ko pata hoo ka jis ko app ka payar ke kadar nahi ha kaya app us per apna payar lutaya ge :mm:(just aik bat kar raha hoon)
                  maray khayal ma payar ma to yah bat us waqat pata chalti ha jub tamam hud par ho chuki hoti haan.....jahan sa wapsi ka rasta nahi hota......
                  esleya mara ab yah khayal ha ka koi be asa nahi hota jo kesi ka payar ke kadar h=karta ha.....
                  sigpic

                  Comment

                  • #24

                    nahi main chaheyy ussey kitna bhi chahoo mager ager mujhey yeh baat maloom hogaii tu main kabhius pr apna pyar nahi lutaoongi or rahi baat k ye tub pata lagta hai jub sub hadain par hojati haii tu haa yeh baat thek hia mager yeh k wapsi mumkin nahi yeh main nahi mantii yeh wapsi k rastey ki taraf qadm baraney ka hosla or himat app k apney ouper haii...app chahoo tu 1 pal lagta hai paltney mainn....bus baat yehi hoti haii k app chahoo ..or jo qadr na karey us k lyaa zindagi rooknaa bekar hai ...!

                    Comment

                    • #25

                      yah sab kahnay ke batay haan karna bahot mushkil ha aur wo be jab payar sa her roze samna ho to kabi dil sa nahi bul pata....
                      and this is true
                      sigpic

                      Comment

                      • #26
                        Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

                        Originally posted by nomi sialkoti View Post
                        yah sab kahnay ke batay haan karna bahot mushkil ha aur wo be jab payar sa her roze samna ho to kabi dil sa nahi bul pata....
                        and this is true

                        nahi ..yeh kehney ki baatain hr giz nahi hain..main hr giz woh kehney ki qayil nahi jis pr khud aml na kya hoo!
                        dil sey bhool pana ya na pana app k paney ouper hia ..mohabat ahsas hai ,jazaba hai soochoo tu bauht gehraa na soochoo tu kuch bhi nahi:)

                        Comment

                        • #27
                          Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

                          ya jo palkon ka kinare hum na bhegoe nahi..
                          wo samjhe k hum kabi roya he nahi...
                          roz poochte hain kaya dakha khwab me...
                          aur hum haan ka barson sa soye he nahi...
                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

                            Originally posted by nomi sialkoti View Post
                            ya jo palkon ka kinare hum na bhegoe nahi..
                            wo samjhe k hum kabi roya he nahi...
                            roz poochte hain kaya dakha khwab me...
                            aur hum haan ka barson sa soye he nahi...
                            dard hoo tu roona zaroori nahi howa krta..roo kr dil ka boojh halka hojata hai pr jo roota nahi woh apney under dugna dard samaitey howey hota hai..
                            neend tu naseeb waloo ka muqadar hoti haiii

                            Comment

                            • #29
                              Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

                              lakin sunna ma to yahi ha ka ronay sa dil ka boje halka ho jata ha chaha wo kush dare ka leya.....
                              aur shayad kush had tak theak be ha...
                              sigpic

                              Comment

                              • #30
                                Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

                                Originally posted by nomi sialkoti View Post
                                lakin sunna ma to yahi ha ka ronay sa dil ka boje halka ho jata ha chaha wo kush dare ka leya.....
                                aur shayad kush had tak theak be ha...
                                suna tu thek hai app ney pr ager gham had sey guzar jaye tu phr roona bhi nahi ata

                                Comment

                                Working...
                                X