Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Us K Ikhtiyar Ka Mausam

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Us K Ikhtiyar Ka Mausam







    Meri hr subha ka aghaz us sey hota hai ..woh merey shab-o-roozz sey waqif haii main ussey na bhi bataoo pr us ko maloom hota hai k kis waqt main kaha thaa ,main us sey jjhoot bhi nahi keh paata ..main poori duniya k saath ankho ,main ankhain dal kr na sirf baat kerleta hoo bulk apni baat dalellain deker,zidd or hatdharmi sey manwa bhi leta hoo pr us masoom si larki jisey main aksar kanch ki guriya kehta ho us k samney bebus hojata hoo,woh jub k mujhey koi daleel nahi detii main us k an-kahey lafzoo sey hi har man lya krta hoo.

  • #2
    Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

    :clap:

    Comment


    • #3
      Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

      Originally posted by musaddaq View Post
      :clap:


      thankyou....

      Comment


      • #4
        Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

        kia aisa hota hai?
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment


        • #5
          Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

          Originally posted by Rida View Post
          kia aisa hota hai?

          ha dear kabhi kabhi kisi ki masoom mohabbat aisi hi tabdeeliya ley ati hai humarey under

          Comment


          • #6
            Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

            aur is kay bad kia hota hai :)
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment


            • #7
              Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

              bauaht accha likha hai aap ne dear... hum naser nahi parhte.. nazmo se ishq hai hume... khair... per is ka unwaan bauhat accha tha... be ikhtyaar dil kiya ke chyalo parhte hain... bauaht acchi tahreer hai Mashallah.... :)
              aisi muhabbat se naseeb badal jaate hain...:thmbup:
              khush rahiye..
              wasalam..

              Comment


              • #8
                Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

                Originally posted by Rida View Post
                aur is kay bad kia hota hai :)

                phir ...masom si mohabbat bharpoor tareeqey sey hum pr ghalib aker humain ek acha insan banadeti hai or kabhi kabhi yehi mohbaat ishq ki hadoo ko choo leti hai

                Comment


                • #9
                  Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

                  Originally posted by ummid View Post
                  bauaht accha likha hai aap ne dear... hum naser nahi parhte.. nazmo se ishq hai hume... khair... per is ka unwaan bauhat accha tha... be ikhtyaar dil kiya ke chyalo parhte hain... bauaht acchi tahreer hai Mashallah.... :)
                  aisi muhabbat se naseeb badal jaate hain...:thmbup:
                  khush rahiye..
                  wasalam..

                  shukriya ummid..
                  ha ager waqai kisi bauht achey insan sey mohabbat hojayee tu ahista ahista hum main majoud bauht hi buri adaatain khatum hojati hain...:)

                  Comment


                  • #10
                    Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

                    Nice

                    Comment


                    • #11
                      Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

                      thankyou :)

                      Comment


                      • #12
                        Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

                        boht khoob:thmbup:
                        aur achhi sooch paysh ki hay
                        mohabbat mien itni taaqat hoti hay k woh khamoshi say bhi apna aap manwa lay:)
                        agar kisi say mohabbat ho jaay to uski khushi he apni khushi hoti hay aur uska gam hee apna gam hota hay......apna aap to kehin peechay boht peechay reh jaata hay.........aur phir jab mehboob itna khoobsoorat aur saada dil ho to soonay peh sohaaga ho jaata hay.....loog yun he to nhi mitt jaatay mohabbat mien..... :)
                        Last edited by *Duaa*; 23 April 2007, 22:31.

                        Comment


                        • #13
                          Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

                          Originally posted by sumera View Post
                          boht khoob:thmbup:
                          aur achhi sooch paysh ki hay
                          mohabbat mien itni taaqat hoti hay k woh khamoshi say bhi apna aap manwa lay:)
                          agar kisi say mohabbat ho jaay to uski khushi he apni khushi hoti hay aur uska gam hee apna gam hota hay......apna aap to kehin peechay boht peechay reh jaata hay.........aur phir jab mehboob itna khoobsoorat aur saada dil ho to soonay peh sohaaga ho jaata hay.....loog yun he to nhi mitt jaatay mohabbat mien..... :)

                          haa mohabbat saddgi main bhi kashish rakhti haii ..ilteja main bhi hukum ki si taqat rakhti hai...bus mil jaye koi aisaa jo zindagi ko zindagi banadain..phir us pal mait bhi ajuyee tu koi shiqwa nahi rehta....:salam:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

                            Originally posted by aquari View Post
                            haa mohabbat saddgi main bhi kashish rakhti haii ..ilteja main bhi hukum ki si taqat rakhti hai...bus mil jaye koi aisaa jo zindagi ko zindagi banadain..phir us pal mait bhi ajuyee tu koi shiqwa nahi rehta....:salam:
                            I agree...100%:)

                            Comment


                            • #15
                              Re: Us K Ikhtiyar Ka Mausam

                              bohat khubsoorat tehreer hai aquari dear.
                              :thmbup:
                              :rose Refreshing_breeze :rose

                              Comment

                              Working...
                              X