Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Lafzoo Ki Cho’ut
Collapse
X
-
-
Bohat khub,sirf unalfaz kay asr ko hi tanqeed ka nishana nahin banaya jo dil per chout pohanchatay hain balkay doosri taraf un lafzoon ka zikr bhi hai jo kisi ko khush fahmi main mubtila kar kay haqaiq say door lay jatay hain.:thmbup: Lajawab tahreer hai.:rose
Comment
-
Originally posted by zapk7 View PostBohat khub,sirf unalfaz kay asr ko hi tanqeed ka nishana nahin banaya jo dil per chout pohanchatay hain balkay doosri taraf un lafzoon ka zikr bhi hai jo kisi ko khush fahmi main mubtila kar kay haqaiq say door lay jatay hain.:thmbup: Lajawab tahreer hai.:rose
Meri tehreer ko lajawab keh kr app ney ziadti krdi..app mera koi lafz app ko shukriyakerney ka huq nahi ada kr paye gaa....
Comment
-
" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
AAssalam-0-Alaikom:rose
haqeeqatain bayan ki hain......jahan karway lafz keh diye jatay hain woh insaan ko yaqeenan takleef pohnchatay hain....aur jhana meethay lafz khwab dikhanay kay liye kehay jatay hain woh insaan ko bilkul toar daitay hain.....
keep it up
Comment
-
Originally posted by Rida View PostAAssalam-0-Alaikom:rose
haqeeqatain bayan ki hain......jahan karway lafz keh diye jatay hain woh insaan ko yaqeenan takleef pohnchatay hain....aur jhana meethay lafz khwab dikhanay kay liye kehay jatay hain woh insaan ko bilkul toar daitay hain.....
keep it up
Ha dear writer k lafz kahi na kahii haqeeqat pr hi base krtey haii..yeh bauht bari haqeeqat haii k lafz ba'zahir bezarar hotey howeyy bhi bauht tababhi macha detey hain.
Pasand krney or hosla afzaii ka shukriyaa...
...Last edited by aquari; 21 April 2007, 11:44.
Comment
-
Originally posted by yellowsky View Postyahi to rona hai Aquari .... kuch alfaaz ka isteymaal aeysa hi hota hai jaisey aap ney kaha hai aur kuch alfaaz ka isteymaal aik aur andaaz sey bhi hota hai :)
once i wrote on Slow poisoning ..... aap perh sakti hain ....if you have enough time ...
Khush Raho :rose
ird gird dekhoo tu shayed hr shaks in lafzo ki hi chout kahye howeyy....
haa zaroor parhogi app ki tehreer:)
Keep smiling
And thx for liking :phool:
Comment
-
Originally posted by pinkrosejust4u View PostAwesome Mem app ne dunya ko haqeeqat ka aina dikhaya hai...........
Lekin mein ek baat zaroor kahun ga app se Chahay kitna hi achay alfaz ka
intikhab ker k baat ki jhaey lekin insaan ki zaban se kabhi na kabhi alfaz slip ho
jatay hein jin se kisi na kisi ko takleef zaroor hoti hai chahay woh app se
Mohabbat hi kyun na kerta ho lekin phr bhe.... Is liye apna Dil bhe barra rakhna
chahiye jis mai Maafi ki bhe gunjaish ho
ha bilkul maafi ki gunjaish rakhni chahyea kunk insan hi ghaliti krta haii
pr agley k maaf krney k zarf ko dekhtey howeyy itnaa bhi nahii apni hadoo ko cross krna chahyea k hr bar app yehi sooch loo k after all us ney tu maaf ker hi dena haii...sooch k kahney main koi harj nahi...pr haa waqai kabhi kabhi be-ikhtyar kuch moo sey nikal hijata haii
Comment
Comment