Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lafzoo Ki Cho’ut

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Lafzoo Ki Cho’ut







    Last edited by aquari; 20 April 2007, 10:47.

  • #2

    Comment


    • #3

      Comment


      • #4
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          very nice acquiry...aap to lafzon ka istamaal bakhoobi jaan gai hein :)

          plz don't mind app aquari ko acquiry ku likhtey hain :mm:
          ha koshish krleti hoo k apni sooch or feelings ko munasib lafz dey sakoo...:)

          Comment


          • #6
            Bohat khub,sirf unalfaz kay asr ko hi tanqeed ka nishana nahin banaya jo dil per chout pohanchatay hain balkay doosri taraf un lafzoon ka zikr bhi hai jo kisi ko khush fahmi main mubtila kar kay haqaiq say door lay jatay hain.:thmbup: Lajawab tahreer hai.:rose
            Mind Sciences

            Comment


            • #7
              Originally posted by zapk7 View Post
              Bohat khub,sirf unalfaz kay asr ko hi tanqeed ka nishana nahin banaya jo dil per chout pohanchatay hain balkay doosri taraf un lafzoon ka zikr bhi hai jo kisi ko khush fahmi main mubtila kar kay haqaiq say door lay jatay hain.:thmbup: Lajawab tahreer hai.:rose
              haa dear yeh such haii apney ird gird dekhoo karwahat sey bharpoor lafz tu her koi notice kerleta haii or kehney waley ko ilzam dey deta haii .k dekho baat kerney ka tareeqa nahi beshak ghalat or batamezi or te'iz lehjey main baatkrna buri baat hai or bilawaja kisi ko benuqt suna denaa bhi adab-e-guftugoo k khelaf haii ....pr un logo ka kya jo lafzoo k khel main agley ko chout poohncha detey haii apney khoobsoort lafzoo k sehr main jakr letey haii aisey logo ko bhi soochna chahyeaa k is tarhaa kisi ko khuwab nahi dekhney chahyeaa...

              Meri tehreer ko lajawab keh kr app ney ziadti krdi..app mera koi lafz app ko shukriyakerney ka huq nahi ada kr paye gaa....

              Comment


              • #8
                Slow poisoning ..... aap perh sakti hain ....if you have enough time ...

                Khush Raho :rose
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #9
                  boht khoob likha hay dear..... :)
                  khush rahoo :)
                  aur likhti raho

                  Comment


                  • #10
                    AAssalam-0-Alaikom:rose
                    haqeeqatain bayan ki hain......jahan karway lafz keh diye jatay hain woh insaan ko yaqeenan takleef pohnchatay hain....aur jhana meethay lafz khwab dikhanay kay liye kehay jatay hain woh insaan ko bilkul toar daitay hain.....
                    keep it up
                    For New Designers
                    و٠بÙارÙÚ©Ù’ Ù„ÙÙÙ’ ÙÙÙْمÙا Ø£ÙعْطÙÙْتÙ

                    Comment


                    • #11
                      Originally posted by Rida View Post
                      AAssalam-0-Alaikom:rose
                      haqeeqatain bayan ki hain......jahan karway lafz keh diye jatay hain woh insaan ko yaqeenan takleef pohnchatay hain....aur jhana meethay lafz khwab dikhanay kay liye kehay jatay hain woh insaan ko bilkul toar daitay hain.....
                      keep it up
                      W Salam:salam:

                      Ha dear writer k lafz kahi na kahii haqeeqat pr hi base krtey haii..yeh bauht bari haqeeqat haii k lafz ba'zahir bezarar hotey howeyy bhi bauht tababhi macha detey hain.

                      Pasand krney or hosla afzaii ka shukriyaa...

                      ...
                      Last edited by aquari; 21 April 2007, 11:44.

                      Comment


                      • #12
                        Originally posted by sumera View Post
                        boht khoob likha hay dear..... :)
                        khush rahoo :)
                        aur likhti raho

                        thx..

                        Comment


                        • #13
                          Originally posted by yellowsky View Post
                          yahi to rona hai Aquari .... kuch alfaaz ka isteymaal aeysa hi hota hai jaisey aap ney kaha hai aur kuch alfaaz ka isteymaal aik aur andaaz sey bhi hota hai :)

                          once i wrote on Slow poisoning ..... aap perh sakti hain ....if you have enough time ...

                          Khush Raho :rose
                          ha dear pata nahi zindagi main or bhi aisey kitney hi roney hai..
                          ird gird dekhoo tu shayed hr shaks in lafzo ki hi chout kahye howeyy....
                          haa zaroor parhogi app ki tehreer:)
                          Keep smiling
                          And thx for liking :phool:

                          Comment


                          • #14

                            Comment


                            • #15
                              Originally posted by pinkrosejust4u View Post
                              Awesome Mem app ne dunya ko haqeeqat ka aina dikhaya hai...........
                              Lekin mein ek baat zaroor kahun ga app se Chahay kitna hi achay alfaz ka
                              intikhab ker k baat ki jhaey lekin insaan ki zaban se kabhi na kabhi alfaz slip ho
                              jatay hein jin se kisi na kisi ko takleef zaroor hoti hai chahay woh app se
                              Mohabbat hi kyun na kerta ho lekin phr bhe.... Is liye apna Dil bhe barra rakhna
                              chahiye jis mai Maafi ki bhe gunjaish ho

                              ha bilkul maafi ki gunjaish rakhni chahyea kunk insan hi ghaliti krta haii

                              pr agley k maaf krney k zarf ko dekhtey howeyy itnaa bhi nahii apni hadoo ko cross krna chahyea k hr bar app yehi sooch loo k after all us ney tu maaf ker hi dena haii...sooch k kahney main koi harj nahi...pr haa waqai kabhi kabhi be-ikhtyar kuch moo sey nikal hijata haii

                              Comment

                              Working...
                              X