Asslamoalikum
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Zindge ...!!
Collapse
X
-
Re: Zindge ...!!
Kya baat hai janab ..!!! agar main ghalat nahi to yeh aap ka zindagi jeeney ka falsafa hai jis per aap bakhoobi amal kartey hain ... agar haan to bohat khoob kertey hain sahib khoobsurat likha jeetey rahyyeh khush rahyeh :)
-
Re: Zindge ...!!
Assalaam o alekum,
waaah bahoot hi khoob bahoot achchi baatien share ki yaaram aapnien zindagi ke mutalliq shukriyaa humse share kernien kaa khush rahien:tang: RISK IS MY BUSINESS
DANGER IS MY GAME
DONT PLAY WITH ME
BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:
Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe
Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe
Comment
-
Re: Zindge ...!!
Adnan likha to aap ney bohat umdah hai lekin siraf ik baat sey main apni zaati soch key mutabiq thora sa ikhtilaaf karoon ga keh woh yeh keh "[zindagi] jissey aahon ki chabi sey kholi jati hai" - main samajhta hoon keh zindagi himmat aur istaqlal ki chabi sey khulti hain. Aur aahein to us waqt zindagi ka hissah banti hain jab koi bhi darwaza na khola jaa sakey.... :)
Bohat achha likha !tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Zindge ...!!
Bohat sehi likha hai Yaaram waqai mei zindagee mei unhi sei deukh miltay hai jo aap ke bohat qareeb hotay hai.Aaj ka zamaana tu aisa hai ke apnay apnay nahi rahay ghair apnay hogaye hai.... khaas kar bahir mulk mei rehnay walo ko is baat ka ziyada ahsaas hota hai.... Allah hum sub per raham farmaye.Ameen.... :dua
Comment
Comment