Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindge ...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zindge ...!!

    Asslamoalikum
    Attached Files
    Allah

  • #2
    Re: Zindge ...!!

    Kya baat hai janab ..!!! agar main ghalat nahi to yeh aap ka zindagi jeeney ka falsafa hai jis per aap bakhoobi amal kartey hain ... agar haan to bohat khoob kertey hain sahib khoobsurat likha jeetey rahyyeh khush rahyeh :)

    Comment


    • #3
      Re: Zindge ...!!

      Jee thanx koshish karta hooN ke aisi hi zindgee jyee jaye thanx for reply
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Zindge ...!!

        Wah Zaberdast aur aik dum such bhi likha aap nay :)


        khush rahyeah :rose
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment


        • #5
          Re: Zindge ...!!

          Assalaam o alekum,


          waaah bahoot hi khoob bahoot achchi baatien share ki yaaram aapnien zindagi ke mutalliq shukriyaa humse share kernien kaa khush rahien
          :tang: RISK IS MY BUSINESS

          DANGER IS MY GAME

          DONT PLAY WITH ME
          BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

          Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

          Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

          Comment


          • #6
            Re: Zindge ...!!

            Adnan likha to aap ney bohat umdah hai lekin siraf ik baat sey main apni zaati soch key mutabiq thora sa ikhtilaaf karoon ga keh woh yeh keh "[zindagi] jissey aahon ki chabi sey kholi jati hai" - main samajhta hoon keh zindagi himmat aur istaqlal ki chabi sey khulti hain. Aur aahein to us waqt zindagi ka hissah banti hain jab koi bhi darwaza na khola jaa sakey.... :)

            Bohat achha likha !
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #7
              Re: Zindge ...!!

              Masood bhai sahi kaha hai aap ki raye bohat achai hai pasand aayi aap to jante hain ke har chez ke do pehloo hote hain aur han KHURRAM bhai aap ki pasandeedgi ka bhi shukrya
              Allah

              Comment


              • #8
                Re: Zindge ...!!

                Bohat sehi likha hai Yaaram waqai mei zindagee mei unhi sei deukh miltay hai jo aap ke bohat qareeb hotay hai.Aaj ka zamaana tu aisa hai ke apnay apnay nahi rahay ghair apnay hogaye hai.... khaas kar bahir mulk mei rehnay walo ko is baat ka ziyada ahsaas hota hai.... Allah hum sub per raham farmaye.Ameen.... :dua

                Comment


                • #9
                  Re: Zindge ...!!

                  Sahe kaha Junaid - Shukrya
                  Last edited by Yaaram; 6 May 2008, 09:08.
                  Allah

                  Comment


                  • #10
                    Re: Zindge ...!!

                    Walekam-Aslam
                    ji haan...aehmiyat dukh ki nahi balkay dukh denay walay ki hoti hai!
                    acha likha hai aap nay!

                    Comment


                    • #11
                      Re: Zindge ...!!

                      ...................:)

                      Comment


                      • #12
                        Re: Zindge ...!!

                        shukrya
                        Allah

                        Comment

                        Working...
                        X