Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khizaan ka Mausam*^*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khizaan ka Mausam*^*

    Khizaan ka wahi mausam hai jo mujhe bachpan se hi pasand hai,bachpan main aksar jharte patton ko dekh ker main buhat khush hoti thi,phir un per chalna accha lagta tha,un patton ki awaaz ik ajeeb sa sakoon deti thi mere kanon ko...aj jab bachpan ka chotta sa safar khatam ker k main yahan tak pohanchi hon to parking main khari gari main beth ker khizaan k ise mausam ko buhat der tak dekhti rahi or buhat kuch yaad kerti rahi....

    un yadon main khushian nahi udasi thi phir ehsas hoa k road per her gari kitni be-rukhi se chal rahi hai jese in garion mai bethe sab hi log bus apni zaat se hi taulluq rakhte hain,kise dosre ka inhe koi ehsas nahi...koi kitna bhi chakna choor ho log usk tukre samait'ne nahi ate.

    khizaan k ye patte gir jate hain...bachpan mai main sochti thi k is shadeed serdi mai jab patte bhi girr jate hain to kiya in darakhton ko serdi nahi lagti?phir main kafi der tak darakhton ki ammi or abbu k bare mai sochti thi k wo apne bachon ko serdi se kese bachate hain?

    Ab sochon ne kuch pukhtagi pakri to main insaan k bare mai sochti hon jis k dil per sara saal khizaan ka mausam chaya rehta hai or wo serdi mai her lamha kamp'ta rehta hai....

    (31st dec,2005)
    Barish!

  • #2
    Re: Khizaan ka Mausam*^*

    Originally posted by Barish

    Behna I am really very happy keh aap bohat umdah likh sakti ho. Main to aap ko aik nani-muni si bachi samajhta raha hoon jo mashooooom si sochein rakhi hai. Magar nahin ji hamari behna to mashaAllah sey jawan ho chuki hai aur badiiiiiiiii dooooooooor ki soch rakhti hai. Is chhoti si tehreer mein jo gehraee ka Pegham hai woh bohat fulsafiyana hai - nice one behna :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Khizaan ka Mausam*^*

      Originally posted by Masood
      Behna I am really very happy keh aap bohat umdah likh sakti ho. Main to aap ko aik nani-muni si bachi samajhta raha hoon jo mashooooom si sochein rakhi hai. Magar nahin ji hamari behna to mashaAllah sey jawan ho chuki hai aur badiiiiiiiii dooooooooor ki soch rakhti hai. Is chhoti si tehreer mein jo gehraee ka Pegham hai woh bohat fulsafiyana hai - nice one behna :)
      Thx 4 the appreciation bhai!
      me too happy at this appreciation!:)

      Comment

      • #4
        Re: Khizaan ka Mausam*^*

        phir main kafi der tak darakhton ki ammi or abbu k bare mai sochti thi k wo apne bachon ko serdi se kese bachate hain?

        lol Barish .....bohot payyara likha hai
        likhti raho aeysa hi ..... :thmbup:
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #5
          Re: Khizaan ka Mausam*^*

          Originally posted by barg.e.gul

          lol Barish .....bohot payyara likha hai
          likhti raho aeysa hi ..... :thmbup:
          bat buhat funny hai na ye wali:khi:
          per main aisa hi sochti thi....or bhi main bachpan main buhat kuch sochti thi....abhi wo sab yad karon to sochti hon bacche kinnnne mashoom hote hain or dil k kitne saaf unki zehniyat kitni masoom c hoti hai Allah Talla her insan ko kitna masoom peda kerta hai phir hum bare ho jate hain to....:embarasse bigar jate hain

          Thx 4 appreciating sis!:salam:
          KHUSH RAHIYEE ALWAYS!

          Comment

          • #6
            Re: Khizaan ka Mausam*^*

            Asslam-o-Alikum WR WB

            Barish ! aap ki pahli post parhi hy aaj ..... alfazo ka chunow aur jo aap nay manzar byaan kya hay bhot dil ko chuta hay ...... bhot umda umeed hay kay is sey bahter aur bahtreen shakaar dekhnay ko milay ga

            FeaamnAllah
            Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
            Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

            Comment

            • #7
              Re: Khizaan ka Mausam*^*

              Originally posted by Bheegi-Palkain
              Asslam-o-Alikum WR WB

              Barish ! aap ki pahli post parhi hy aaj ..... alfazo ka chunow aur jo aap nay manzar byaan kya hay bhot dil ko chuta hay ...... bhot umda umeed hay kay is sey bahter aur bahtreen shakaar dekhnay ko milay ga

              FeaamnAllah
              Walikum Assalam sis!

              Itni buhat c hosla afzaai ka buhat shukerya sis!
              surely after this gr8 appreciation i'll try 2 write more n more:)

              KHUSH RAHIYYE ALWAYS!

              Comment

              • #8
                Re: Khizaan ka Mausam*^*

                Originally posted by Barish
                Walikum Assalam sis!

                Itni buhat c hosla afzaai ka buhat shukerya sis!
                surely after this gr8 appreciation i'll try 2 write more n more:)

                KHUSH RAHIYYE ALWAYS!
                Assalaam o alekum,

                Baarish yeh sis nahin hain :lol :lol :lol

                aur haan bahoot umdeh tehreer likhi aur share ki bahoot khoob achchaa likhe leti ho yun hi likti raho khush raho :thmbup: :thmbup:
                :tang: RISK IS MY BUSINESS

                DANGER IS MY GAME

                DONT PLAY WITH ME
                BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                Comment

                • #9
                  Re: Khizaan ka Mausam*^*

                  Originally posted by khurram_shaikh
                  Assalaam o alekum,

                  Baarish yeh sis nahin hain :lol :lol :lol

                  aur haan bahoot umdeh tehreer likhi aur share ki bahoot khoob achchaa likhe leti ho yun hi likti raho khush raho :thmbup: :thmbup:
                  Walikum Assalam!

                  ..........:cc: .........yani Bheegi-palkin bhai!:lpop:
                  Thx 4 ur appreciation!:)
                  ap bhi KHUSH RAHIYYE ALWAYS!:)

                  Comment

                  Working...
                  X