:rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!
Collapse
X
-
Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!
Originally posted by WASI ANJUM View PostBahot khoob janab acha likha hai aap ne
Comment
-
Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!
Originally posted by azeems View PostBohot Khoob janab
Comment
-
Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!
Originally posted by milestone View PostAssalamualikum ,
acha likha likin ek do jhol hain agar yeh na hotey toh lajawaab hota .
Comment
-
Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!
Originally posted by Ibtesam View Postbaat bahut achi aur khari ki hia aap ne magar afsoos tu yehi hai ke yehi haqeeqat hai
achi kawish hai apki:)
likhtey rahin
thanks:rose
Comment
-
Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!
Assalaam-O-Alaikum Janab
Socha aap kay nick say aap ko mukhatib karoon magar mujhay apni tehreer main tazaad pasand nahin, jo shaks itni achi soch rakhta hoo, dosroon kay liye itna dard mehsoos karta hoo woh shaks qabil-e-mohabbat, qabil-e-tareef aur qabil-e-tehseen ho sakta hay qabil-e-nafrat nahin!
Bohat hi umda tareeqay say aap nay apnay khuwaboon ko lafzoon ki shakal day kar iss screen per bikhair dia aur itni mushkil aur gehrayi waali baad bohat hi asaan lafzoon main paish kar di, sach kahain tou bohat kutf aaya aap ki tehreer paRh kar aur aisi news sunn kar afsoos karna tou aik mamool ki baat hogayi....
Har din kisi na kisi kay khuwaab tootnay aur pisnay ki baat humari zindagi ka roz marra ka mamool ban gaya hay, balkay ab jab kisi ko khush dekhta hoo yaa khuwab poora hotay huway dekhta hoon tou khushi kay bajayay HAIRAT hoti hay aur baRa hi abnormal lagta hay aisa lagta hay jaisay koi khuwab hi khuwab main hi apnay khuwab poora honnay ki dastaan suna raha hay :)
Chalain iss say pehlay kay mera yeh response paRh kar aap bore hojayain main isay yahin end karta hoon iss umeed kay saath kay aap jald hi aik aur khoobsurat si tehreer hum sab say share karain gain jo kay humaray naqis ilm main izaafa aur humari soch kay mayaar ko bulund karnay main humari madadgaar sabit ho.
Fi Amaan ALLAH meray Qabil-e-mohabbat dost, Khush Rahyehsigpic
Comment
Comment