Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!

    :rose
    Attached Files

  • #2
    Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!

    Bahot khoob janab acha likha hai aap ne
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!

      Bohot Khoob janab

      Comment


      • #4
        Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!

        Assalamualikum ,
        acha likha likin ek do jhol hain agar yeh na hotey toh lajawaab hota .

        Comment


        • #5
          Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!

          baat bahut achi aur khari ki hia aap ne magar afsoos tu yehi hai ke yehi haqeeqat hai

          achi kawish hai apki:)
          likhtey rahin

          Comment


          • #6
            Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!

            Originally posted by WASI ANJUM View Post
            Bahot khoob janab acha likha hai aap ne
            thanks bhai :rose

            Comment


            • #7
              Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!

              Originally posted by azeems View Post
              Bohot Khoob janab
              thanks:rose

              Comment


              • #8
                Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!

                Originally posted by milestone View Post
                Assalamualikum ,
                acha likha likin ek do jhol hain agar yeh na hotey toh lajawaab hota .
                pasand kernay ka shukriaa ...wo kia ha na kay main mustakil nahi likhta ..bus asay hi jo daikha aor mehsoos kia .wohi qalam ki zuban per aa jata ha :rose

                Comment


                • #9
                  Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!

                  Originally posted by Ibtesam View Post
                  baat bahut achi aur khari ki hia aap ne magar afsoos tu yehi hai ke yehi haqeeqat hai

                  achi kawish hai apki:)
                  likhtey rahin
                  jee..ham wohi kom ha jo khud hi goliaan bersaatay hain aor bad main phr dil khol ker imdaadi camp bhi lagatay hain
                  thanks:rose

                  Comment


                  • #10
                    Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!

                    deer de pa zara pori lekhali de...
                    khushala osi. :)
                    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                    :pr:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!

                      well written ! :thmbup:
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #12
                        Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!

                        bohat acha likha hay 3 char bar read kia pher theek say samaj ae

                        Comment


                        • #13
                          Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!

                          Assalam o alaikum wr wb..

                          Bohat umdah tahreer likhi hai aap ne..
                          Khush rahain...


                          میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                          میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                          Comment


                          • #14
                            Re: Merty Huay Khawbon per raqsaan hawas..!

                            Assalaam-O-Alaikum Janab

                            Socha aap kay nick say aap ko mukhatib karoon magar mujhay apni tehreer main tazaad pasand nahin, jo shaks itni achi soch rakhta hoo, dosroon kay liye itna dard mehsoos karta hoo woh shaks qabil-e-mohabbat, qabil-e-tareef aur qabil-e-tehseen ho sakta hay qabil-e-nafrat nahin!

                            Bohat hi umda tareeqay say aap nay apnay khuwaboon ko lafzoon ki shakal day kar iss screen per bikhair dia aur itni mushkil aur gehrayi waali baad bohat hi asaan lafzoon main paish kar di, sach kahain tou bohat kutf aaya aap ki tehreer paRh kar aur aisi news sunn kar afsoos karna tou aik mamool ki baat hogayi....

                            Har din kisi na kisi kay khuwaab tootnay aur pisnay ki baat humari zindagi ka roz marra ka mamool ban gaya hay, balkay ab jab kisi ko khush dekhta hoo yaa khuwab poora hotay huway dekhta hoon tou khushi kay bajayay HAIRAT hoti hay aur baRa hi abnormal lagta hay aisa lagta hay jaisay koi khuwab hi khuwab main hi apnay khuwab poora honnay ki dastaan suna raha hay :)

                            Chalain iss say pehlay kay mera yeh response paRh kar aap bore hojayain main isay yahin end karta hoon iss umeed kay saath kay aap jald hi aik aur khoobsurat si tehreer hum sab say share karain gain jo kay humaray naqis ilm main izaafa aur humari soch kay mayaar ko bulund karnay main humari madadgaar sabit ho.

                            Fi Amaan ALLAH meray Qabil-e-mohabbat dost, Khush Rahyeh
                            sigpic

                            Comment

                            Working...
                            X