Aik chotti see tehreer.....

.......... Jin masoom logo'n bacho ne is main jaan ganwayi hai, oun ka koi kasoor tha ke nahi, hum nahi jantey. Khuda ne oun ki maut is tarah likhi thi, oun logo ko apne pas is tarah bulana tha, kiu .......... yeh sab ous ki marzi thi. Ab yeh hum per hai hum issey khudh ke liyeh ek sabaq samjhein yaan abhi bhi gaflat main rahein ...........Magar ek baat hai ke paak zaat jis ne humein paida kiya, hum per beshumar rehmatein nazil ki, wo kabhi bereham nahi ho sakta, wo apne bando se behad pyar kerta hai ounhien aziyat kabhi nahi dai sakta. Wo jinhein azmaish main dalta hai ousey himat bhi ataa kerta hai, jisey takleef main dalta hai badley main ous ke gunah bakhsh deta hai ......... yeh sab ous ki marzi per hai ........... humein shikwa kerne ka koi haq nahi hai ................ sirf itna yaqin rakhna chahiyeh ke wo jo jese kerta hai sab ke haq main wahi behter hota hai, kiu ke wo is kul kainat ka rab hai, jo wo janta hai humari naqis aqal kabhi nahi samajh sakti. 

We process personal data about users of our site, through the use of cookies and other technologies, to deliver our services, personalize advertising, and to analyze site activity. We may share certain information about our users with our advertising and analytics partners. For additional details, refer to our Privacy Policy.
By clicking "I AGREE" below, you agree to our Privacy Policy and our personal data processing and cookie practices as described therein. You also acknowledge that this forum may be hosted outside your country and you consent to the collection, storage, and processing of your data in the country where this forum is hosted.
Comment