Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
*~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*
Collapse
This topic is closed.
X
X
-
Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*
ma try...
judai do insano ya pyaar kerne walo k beech jaye to usse judai kehte hain ...ye ik aisi cheez hai jo her ik ki zindagi mein aa jati hai ... aise hi ye meri zindagi mein bhi aye .. jab mein aur wo ik dosre k pyaar mein sari duniya ko bhool chuke the aur kisi k bare mein na sochte the... ik doje mein khoye rehte the... hum pyaar ki baatein kerte the...khabo mein soye rehte the...bahun mein khoye rehte the...hum deewane the....sari duniya se begane the...jab sari duniya soti thi hum pyaar ke sapne sajate the...hamein sab kuch acha lagta tha... is kadar jab hum ik dosare mein kho gaye the...tab ye judaii achanak hamari zindagi mein agae aur hamein ik dosare se
juda ker diya.... abhi bhi umeed hai k ye judaii jald hi khatam ho jaye gi
lakin is judaii ne mujhe andar se maar diya hai ... bohat dukh diye hian....
Allah kare ye judaii kisi aur ki zindagi mein na aye Amin!!....Koi Kash Dil Pe Zara Haath Rakh De
Mere Dil K Tukro Ko Ik Saath Rakh De
Magar Ye Hain Khawabo Khayalo Ki Baatein
Kabhi Toot Ker Cheez Koi Jori Hai?
Comment
-
Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*
Iss Maheenna Chonkehh Kissee bhee topic parr likhh sakkttay hainn lihazzaa soochaa hamm bhee try karrttay hainn so its my first try....Mohabbat waghairaa parr likhna aapnneey bass sayy bahirr kee batt haii.....jabkeh ISlamic history is my favourite ,,,so issee hawallay sayy kuchh likhaa hjaii ummeed haii kaamm chall hee jaieyy gaaaa,,,"Can you imagine what I would do if I could do all I can? "
Comment
-
Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*
Assalam-o-alaikum!
Maine ek afsana likha hai is muqable ke liye..ye meri zindagi ki pehli nacri tehreer hai..mera pehla afsana..isse pehle maine kabhi nahi likha..parhke zaroor bataiyega ke meri pehli koshish kaisi lagi?aur main Wasi Anjum jee ki shukrguzar hoon jo unhone mere afsane ko urdu mein type kiya aur image banayi...:)
there r 3 parts.....baaqi 2 parts agli postings mein continued hai....
ye pehla part...Last edited by shummu; 15 April 2008, 18:15.
Comment
-
-
Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*
2 member ki tahreer read ki buht achi thi... baqi ki read karni ki baad hum be jald vote degi... :)u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."
:pr:
Comment
Comment