Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*

    50
    WASI ANJUM
    18.00%
    9
    Aabehayat
    6.00%
    3
    *Hijab*
    6.00%
    3
    ArAbIaN gIrL
    0.00%
    0
    Sarfraz_qamar
    12.00%
    6
    Shummu
    10.00%
    5
    Ali jee
    22.00%
    11
    uzair143
    26.00%
    13
    sigpic

  • #2
    Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*

    Pehli entry meri taraf se..........

    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*

      AsSaLaM aLaiKUm
      mAiN bHi ApNi aiK aDaD TeHReEr k pAisH kAr rAHi hOn...
      yE pUbLiSh nAhi hUi hAi...mAiNe kHaAs PeGhAm k LiyE LikHa hAi..












      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*










        Comment


        • #5
          Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*

          ma try...

          judai do insano ya pyaar kerne walo k beech jaye to usse judai kehte hain ...ye ik aisi cheez hai jo her ik ki zindagi mein aa jati hai ... aise hi ye meri zindagi mein bhi aye .. jab mein aur wo ik dosre k pyaar mein sari duniya ko bhool chuke the aur kisi k bare mein na sochte the... ik doje mein khoye rehte the... hum pyaar ki baatein kerte the...khabo mein soye rehte the...bahun mein khoye rehte the...hum deewane the....sari duniya se begane the...jab sari duniya soti thi hum pyaar ke sapne sajate the...hamein sab kuch acha lagta tha... is kadar jab hum ik dosare mein kho gaye the...tab ye judaii achanak hamari zindagi mein agae aur hamein ik dosare se
          juda ker diya.... abhi bhi umeed hai k ye judaii jald hi khatam ho jaye gi
          lakin is judaii ne mujhe andar se maar diya hai ... bohat dukh diye hian....
          Allah kare ye judaii kisi aur ki zindagi mein na aye Amin!!....
          Koi Kash Dil Pe Zara Haath Rakh De
          Mere Dil K Tukro Ko Ik Saath Rakh De
          Magar Ye Hain Khawabo Khayalo Ki Baatein
          Kabhi Toot Ker Cheez Koi Jori Hai?

          Comment


          • #6
            Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*

            Iss Maheenna Chonkehh Kissee bhee topic parr likhh sakkttay hainn lihazzaa soochaa hamm bhee try karrttay hainn so its my first try....Mohabbat waghairaa parr likhna aapnneey bass sayy bahirr kee batt haii.....jabkeh ISlamic history is my favourite ,,,so issee hawallay sayy kuchh likhaa hjaii ummeed haii kaamm chall hee jaieyy gaaaa,,,
            Attached Files
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment


            • #7
              Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*

              Assalam-o-alaikum!

              Maine ek afsana likha hai is muqable ke liye..ye meri zindagi ki pehli nacri tehreer hai..mera pehla afsana..isse pehle maine kabhi nahi likha..parhke zaroor bataiyega ke meri pehli koshish kaisi lagi?aur main Wasi Anjum jee ki shukrguzar hoon jo unhone mere afsane ko urdu mein type kiya aur image banayi...:)

              there r 3 parts.....baaqi 2 parts agli postings mein continued hai....

              ye pehla part...
              Attached Files
              Last edited by shummu; 15 April 2008, 18:15.

              Comment


              • #8
                Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*

                cont...
                Attached Files

                Comment


                • #9
                  Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*

                  cont... last part....
                  Attached Files

                  Comment


                  • #10
                    Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*

                    Salaam Wasi Hazir hey Ak masharte suchi khani
                    Not as khani key duno page ase main hey jub
                    app page one ko pharley gaye tu 2nd page
                    kud ba kud badal jai ga
                    Aminated page hey:lpop:

                    Last edited by Ali jee; 21 April 2008, 07:08.

                    Comment


                    • #11
                      Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*

                      as salam alikum
                      main apni story yaha post ker raha ho umeed hi app sab ko pasand aie gi or app k peyare peyare comments zaroor mile ge
                      aaj kal k halat ko made nazar rekhte houe story hai




                      Comment


                      • #12
                        Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*

                        Aap sab nay bohot achi tehreerein likhein hai....parh kar bohot acha laga..:thmbup:

                        voted....:rose
                        sigpic


                        Comment


                        • #13
                          Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*

                          Voted....!!!!

                          Comment


                          • #14
                            Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*

                            2 member ki tahreer read ki buht achi thi... baqi ki read karni ki baad hum be jald vote degi... :)
                            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                            :pr:

                            Comment


                            • #15
                              Re: *~~Muqabila-E-Tehreer April 2008~~*

                              Sabhi ki Tehrerein achi hein
                              Mgar kuch hatt k ..Wasi ki ..Wasi ka apna style hai ..
                              aur phir Sarfarz Qamar Sahib ki..
                              SO iss bar Vote Sarfaraz Qamar Sahib ! k liyay ..!

                              Comment

                              Working...
                              X