Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

.:: Nafas aur Kutta ::.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

    Originally posted by GumShuda View Post
    Mein pehlay, Hazrat Wasif Ali Wasif sahab ki baat ko quote karoon ga :) .

    Mein zayada detail mein nahi jaon ga Nafas per Hazrat Wasif Ali Wasif sahab ki tehreer share karoon ga inshAllah in detail.
    Jehan tak meri naqas aqal kahti hai ya mein ne jo parha tha Hazrat Wasif sahab ki book " Guftgo" mein os se yehi nateja akhaz kia kah , Nafas kisi kaam kay karnay ki khuwahish hay ya osko karnay ka naam hai.
    Baqi baad mein inshAllah.
    my dear wasif ali wasif sahib ko khudh b pata nahi tha k nafas kia hay unoo ny apni baat ko gool ker dia hay main ny un kee sab books parhi hain srf yeh janny k liy k un k nazdeek nafas kia hay...
    lakin wo es ko theek mahnoo main define nahi kar pay,,,

    main ny aap ka point of view pocha tha kiun k mujy yad parhta hay k aap ny nafas aur kutty kee jang cher dee thee.
    to plz ap apny view batain...
    ager koi baat buri lagi ho to dont mind plz
    elam k liy aisy swalat aty rehty hain

    Comment

    • #17
      Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

      Originally posted by Khalil View Post

      Bhai , mera nai khayal kah humain koi haq pohnchata hai yeh kahna keh Wasif sahab ko pata tha ya nai lolz , yeh alag baat unki baat apki samajh mei nai aye apni apni samajh ki baat hai :d

      mera point of view simple sa hai , Insaan ki zaati Khuwahishein , jazbaat aur unka amal hi nafas hai :).

      lolz es mein aisi koi baat nai keh mind kia jaiii... wo misaal suni ho gi ap ne kah....Jis beri per Jitnay zayada Bair lagtay hain os Beri ko utnay zayada pathar bi lagtay hain :D
      aur mera khayal hai apne tehreer sahi se parhi nahi wo nafas aur kuttay ki jang nahi thi , insaan aur nafas ki jang thi kuttay ko ek misaal kay taur per lia gaya tha :D
      Last edited by GumShuda; 14 January 2008, 10:17.
      Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
      Sadly, common sense is not very common..!!

      Comment

      • #18
        Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

        JazakAllah..janab-e-Ahsan.. zameer ko jhanjhorti aur dilon per asar kerti.. ap ki yeh tehreer besh'baha hai .. dhairo'n daad aap ki adbi khidmaat ki nazr.. qabool kijiye.. Nawazish.. :rose

        wafa aur dua ke saath
        withlove
        :rose

        .......JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.......

        Comment

        • #19
          Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

          Originally posted by withlove View Post
          JazakAllah..janab-e-Ahsan.. zameer ko jhanjhorti aur dilon per asar kerti.. ap ki yeh tehreer besh'baha hai .. dhairo'n daad aap ki adbi khidmaat ki nazr.. qabool kijiye.. Nawazish.. :rose

          wafa aur dua ke saath
          withlove :rose
          Bohat shukaria apki mohabbat hai bhai jo itni sari daad dai dali ,
          aur dua n wafa ka bi bohat shukaria yeh apka payar hai ..
          Allah apko bi khush rakhain Dua..
          Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
          Sadly, common sense is not very common..!!

          Comment

          • #20
            Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

            Originally posted by GumShuda View Post
            Bhai , mera nai khayal kah humain koi haq pohnchata hai yeh kahna keh Wasif sahab ko pata tha ya nai lolz , yeh alag baat unki baat apki samajh mei nai aye apni apni samajh ki baat hai :d

            mera point of view simple sa hai , Insaan ki zaati Khuwahishein , jazbaat aur unka amal hi nafas hai :).

            lolz es mein aisi koi baat nai keh mind kia jaiii... wo misaal suni ho gi ap ne kah....Jis beri per Jitnay zayada Bair lagtay hain os Beri ko utnay zayada pathar bi lagtay hain :D
            aur mera khayal hai apne tehreer sahi se parhi nahi wo nafas aur kuttay ki jang nahi thi , insaan aur nafas ki jang thi kuttay ko ek misaal kay taur per lia gaya tha :D
            bro esi liy to hum yehi hain k kisi per tankeed nahi ker sakty
            ager wafis ali wasif per kahen gy to un k liy aur hamary liy new rasty open hungy
            khair beri per pather to parhain gy.....
            lakin beri pher b nahi kehti k osy pather parr rahy hain think it.

            Comment

            • #21
              Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

              Bohat khoob acha likha ha

              Comment

              • #22
                Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

                Originally posted by Rai View Post
                Bohat khoob acha likha ha
                bohat shukaria jani
                Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                Sadly, common sense is not very common..!!

                Comment

                • #23
                  Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

                  bohat achi sharing hy.......................
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #24
                    Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

                    Buhat alla.. i agree.. great defined///:jazak:

                    Comment

                    Working...
                    X