Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

.:: Nafas aur Kutta ::.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • .:: Nafas aur Kutta ::.

    AsalamOalaikum !
    Mein apni ek Tehreer share kar raha hoon .
    Attached Files
    Last edited by GumShuda; 9 January 2008, 14:44.
    Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
    Sadly, common sense is not very common..!!

  • #2
    Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

    Last Page.
    Attached Files
    Last edited by GumShuda; 9 January 2008, 14:46.
    Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
    Sadly, common sense is not very common..!!

    Comment


    • #3
      Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

      bohat acha likha hai is mazmoon ki aik aik baat dil pr asar andaz hoti
      mahsoos hoi. :rose ye insaan ka nafs hi hai jo uska sab say bara dushman
      hai. aam toar per hamaray haan kuttay ki misaal buray or tanz k maaino
      main di jaati hai, laikin daikha jaaiy to kutta boht si achi khobyon ka
      maalik hai jo insaan k liye sabaq aamooz hain,...aap nay
      theek likha k kuttay ki misaal per agar ham nafs ko sudhar lain to ye
      dunya jannat ban jaaiy...boht acha likha hai,. yonhe likhty rahain. :rose
      sada khush rahain :ff:

      Comment


      • #4
        Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

        bahut sach
        aur
        bahut khub

        Comment


        • #5
          Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

          Originally posted by Pehli``Barish View Post
          bohat acha likha hai is mazmoon ki aik aik baat dil pr asar andaz hoti

          mahsoos hoi. :rose ye insaan ka nafs hi hai jo uska sab say bara dushman
          hai. aam toar per hamaray haan kuttay ki misaal buray or tanz k maaino
          main di jaati hai, laikin daikha jaaiy to kutta boht si achi khobyon ka
          maalik hai jo insaan k liye sabaq aamooz hain,...aap nay
          theek likha k kuttay ki misaal per agar ham nafs ko sudhar lain to ye
          dunya jannat ban jaaiy...boht acha likha hai,. yonhe likhty rahain. :rose

          sada khush rahain :ff:
          Bohat Bohat shukaria .
          Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
          Sadly, common sense is not very common..!!

          Comment


          • #6
            Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

            Originally posted by Pakiza View Post
            bahut sach
            aur
            bahut khub
            Bohat shukariya
            Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
            Sadly, common sense is not very common..!!

            Comment


            • #7
              Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

              Originally posted by GumShuda View Post
              AsalamOalaikum !
              Mein apni ek Tehreer share kar raha hoon .
              Originally posted by GumShuda View Post
              Last Page.
              Buhat khoob likha....! aap nay buhat achi baat kahi aap nay ....!aur kafi impressive hai ..Insan apnay hee nafs ka ghulam hai ....aur khud sab jantay howay heejawaz ,,reasons dhoondhta hai ...aur phir oss k dil per ek siyah dhabalag jaata hai ...aur ...phir oss ki soach mein kabhi ojalay ki kiran nahi aati ..!Buhat hee achi baat! Thanx for sharing! ....:rose

              Comment


              • #8
                Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

                Walekam-Aslam, very very well written. As Pehli``Barish ji said ke is Tehreer ka aik aik lafz dil per asar andaaz hota hua mehsoos hua. I am definetly agree with her! Aur especially, aap ne jis taran say Nafas ko describe kiya hai, kutey ki misal say, it's hundred percent True. Bohat he asar-angaiz aur mufeed Thereer likhi hai aap ne. Parh ker bohat he acha laga:) Aur jaisa ke aap ne likha ke hum apney Nafas per qaboo paa saktey hein,bilkul sach kaha hai aap ne, we can, bus zaroorat hai tou is amal ki ke, hum apney Malik ko sahi maano mein Pehchan lein:) Keep writing, and sharing with us!

                Comment


                • #9
                  Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

                  Originally posted by Gul View Post
                  Buhat khoob likha....! aap nay buhat achi baat kahi aap nay ....!aur kafi impressive hai ..Insan apnay hee nafs ka ghulam hai ....aur khud sab jantay howay heejawaz ,,reasons dhoondhta hai ...aur phir oss k dil per ek siyah dhabalag jaata hai ...aur ...phir oss ki soach mein kabhi ojalay ki kiran nahi aati ..!Buhat hee achi baat! Thanx for sharing! ....:rose
                  Pasand karnay ka bohat shukaria
                  Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                  Sadly, common sense is not very common..!!

                  Comment


                  • #10
                    Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

                    Originally posted by Sadia View Post
                    Walekam-Aslam, very very well written. As Pehli``Barish ji said ke is Tehreer ka aik aik lafz dil per asar andaaz hota hua mehsoos hua. I am definetly agree with her! Aur especially, aap ne jis taran say Nafas ko describe kiya hai, kutey ki misal say, it's hundred percent True. Bohat he asar-angaiz aur mufeed Thereer likhi hai aap ne. Parh ker bohat he acha laga:) Aur jaisa ke aap ne likha ke hum apney Nafas per qaboo paa saktey hein,bilkul sach kaha hai aap ne, we can, bus zaroorat hai tou is amal ki ke, hum apney Malik ko sahi maano mein Pehchan lein:) Keep writing, and sharing with us!
                    Bohat shukaria , meray paas itnay zada alfaaz nai hain keh ap sab ka shukaria ada kar sakoon .

                    Ap sab ka ek baar phir shukaria keh ap ne itni pasand ki meri tehreer.
                    Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                    Sadly, common sense is not very common..!!

                    Comment


                    • #11
                      Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

                      :clap: Bohat umdah


                      NAfs ki ghulaami hee Insan ko buraeey ki taraf mayal karty hay is terha k phir usey tamneez hee nahin rehty kisi kisam ki bhi ...aur phir khud ko mutmaen kernay k liey insaan lame excuses deta hay ........Bohat umdah sharing hay ..Likhtay rahiey :)Aur share kertay rahieey :rose
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

                        Bohat khoob - acha likha hay - insaan ka sab se bara dushman hi yahi hay - :)
                        Allah

                        Comment


                        • #13
                          Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

                          what is NAFAS..
                          kia aap bata skty hain taka asaani rahy smjny main
                          thanks

                          Comment


                          • #14
                            Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            :clap: Bohat umdah


                            NAfs ki ghulaami hee Insan ko buraeey ki taraf mayal karty hay is terha k phir usey tamneez hee nahin rehty kisi kisam ki bhi ...aur phir khud ko mutmaen kernay k liey insaan lame excuses deta hay ........Bohat umdah sharing hay ..Likhtay rahiey :)Aur share kertay rahieey :rose
                            shukaran

                            Originally posted by Yaaram
                            Bohat khoob - acha likha hay - insaan ka sab se bara dushman hi yahi hay - :)
                            thanks :)
                            Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                            Sadly, common sense is not very common..!!

                            Comment


                            • #15
                              Re: .:: Nafas aur Kutta ::.

                              Originally posted by Khalil View Post
                              what is NAFAS..
                              kia aap bata skty hain taka asaani rahy smjny main
                              thanks
                              Mein pehlay, Hazrat Wasif Ali Wasif sahab ki baat ko quote karoon ga :) .

                              Asal mein Yeh(Nafas) Rooh aur Mada Ka imtezaaj hay. Yeh jo imtezaaj hay khud hi Nafas hay. Jis tarah Hum Lafaz " Insaan" Likhtay hain wo Na Khali Rooh hay aur na Khali Mada'h hay. Rooh aur Mada'h jab ek Pekar mein ikathay hotay hain tu wo Insaan Kehlata hai.
                              Mein zayada detail mein nahi jaon ga Nafas per Hazrat Wasif Ali Wasif sahab ki tehreer share karoon ga inshAllah in detail.
                              Jehan tak meri naqas aqal kahti hai ya mein ne jo parha tha Hazrat Wasif sahab ki book " Guftgo" mein os se yehi nateja akhaz kia kah , Nafas kisi kaam kay karnay ki khuwahish hay ya osko karnay ka naam hai.
                              Baqi baad mein inshAllah.
                              Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                              Sadly, common sense is not very common..!!

                              Comment

                              Working...
                              X