Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

woh aik larki...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: woh aik larki...

    Originally posted by YAARAM
    jee Wleocme aur bohat achi tehreer hay bari jandar hay Shukrya humarey sath sahring ka :)

    bouhat mamnon hon ap nay welcome kya aur tareef k qabil b samjha..

    khush rahain :rose

    Comment


    • #17
      Re: woh aik larki...

      Originally posted by barg.e.gul
      Maah Nain (is ka matlab kya hai)
      sab sey pehley to Pegham per KhushAmdeed
      acha likha hai :thmbup:
      likhti rahien aur hamarey sath zaroor share karein :-)
      maah naain ka matlab ap ko kanwal nay bata diya hai :)

      yea khobsorat naam mairi is behtareen doust nay mujay diya...thanks kanwal once again :rose
      ap nay mairi tehreer ko parha aur pasand kya bouhat shukriya :rose

      Comment


      • #18
        Re: woh aik larki...

        Originally posted by Ambreen
        .umbreen ...bahut khoob likha mager woh larki apni tanhayyo se nikal bhi tu sakti hai ...apne gird hisar se bahir bhi tu aa sakti hai kiun keh abhi tu bahut choti si hai woh larki:)
        bouhat shukriya ap nay tehreer ko pasand kya.. :rose

        jahan tak tanhai say bahir anay ki baat hai...tanhai buri alamat tou nahin..jab tak woh ap ko ya kisi ko noqsan na pounchay...woh tanhai jo makro o fareb ka chehra ho , han ous say zaror bachna chahiyay.. :rose

        khush rahain

        Comment


        • #19
          Re: woh aik larki...

          Originally posted by ~khawahish~
          :) Buhat khoobsurat :rose



          jeeti rahyeah khush rahyeah sada abad rahyeah :rose
          bouhat shukriya tehreer ko pasand karnay ka aur itni khobsorat duaon ka :rose

          Comment


          • #20
            Re: woh aik larki...

            Originally posted by kanwal
            Ambreen bohat hi khoobsurat likha hey

            bey hadh shandar parh kar bohat acha laga tumhari y tehreer ahr tehreer sey mukhtalif hey :)

            aur iss main jo larki hey wo bhi .

            khush raho hameysha .
            kanwal :rose :rose

            bouhat shukriya tum nay mairi is tehreer ko bhi itni mohabat aur daad say nawaza :phool:

            yonhi mohabaton aur duaon main yaad rakhna........ :rose :rose

            khush raho ameeeen... :rose

            Comment


            • #21
              Re: woh aik larki...

              Originally posted by withlove
              khooooooob.... bohat hi khoob.... ik lafz khoob tareef ke liye bohat hi nakafi hai .. magar kya keren ke jazbaat-o-mehsoosaat ke izhar ka aur koi zariya bhi to nahi .. bohat hi munfarid tehreer likh dali .. khud ka gherao bari bareeki se kiya aur bohat khush asloobi se beyan kiya....Dr.sahiba ... nasar ke maidaan main abb to aap khas maqam rakhti hein .. her baar kuch naya likhna aur phir na sirf likhna bulkay umdah likhna... waqai mayar ki alamat hai .. aur aap ka naam hi abb tehreer ki khoobi beyaan ker jata hai ... Bohat khushi huyee aap ko apnay darmiyaa'n pa ker.. aap ki mazeed tehreero'n ke muntazir hein.. abb tak ka Behad Shukria.. :rose

              wafa aur dua ke saath
              withlove :rose
              farrukh....bayhad khushi hoti hai ....jab ap jessay tehreer shanas shakhsiyaat itni daad dain...go k kuch mubalga arai b hoti ho gi...magar kuch sach honay ki tasli detay houvay hum khush ho jatay hain :)
              bouhat shukriya itni hosla afzai ka :rose :rose

              khush rahain :rose

              Comment


              • #22
                Re: woh aik larki...

                Originally posted by Zindagi
                Khoobsoorat ... tehreer bhi aur lerki bhi .. :)

                :rose
                bohat shukriya paaendedgi ka :)
                khush rtahain :rose

                Comment


                • #23
                  Re: woh aik larki...

                  bohot payyara matlab hai Maah Nain ka :)
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  Working...
                  X