Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

woh aik larki...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • woh aik larki...






  • #2
    Re: woh aik larki...

    mujhe ye larki jaani pehchaani si lag rahi hai shayad mein mil chuki hoon is sai :)

    khushamdeed yahan pehlai bhi ye tehreer parhi thi to dil ko choo gai hai ab phir parhi hai to aur achi lagi hai tum wohi jo jo mein soch rahi hoon :)

    khush raho :)

    Comment


    • #3
      Re: woh aik larki...

      Asslam O Alaikum Dr Saab,
      ki haal ney ? MASHALLAH nikhar kafee a gya hey mazeed bhi aye ga aur larki ? nahi nahi ghalat ho gya ethey larki di thaa kuj hor hona chaye da si ki khayal wey ? :D
      Jokes a part,
      Fantastic one ... bohat hee umda likha hey khasoosan ilfaz ka chunaon bohat sada sa bohat acha laga ... yunhi likhti raho share kerti raho jeeti raho khush raho sada abad raho
      Waslam

      Comment


      • #4
        Re: woh aik larki...

        jee Wleocme aur bohat achi tehreer hay bari jandar hay Shukrya humarey sath sahring ka :)
        Allah

        Comment


        • #5
          Re: woh aik larki...

          Maah Nain (is ka matlab kya hai)
          sab sey pehley to Pegham per KhushAmdeed
          acha likha hai :thmbup:
          likhti rahien aur hamarey sath zaroor share karein :-)
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: woh aik larki...

            .umbreen ...bahut khoob likha mager woh larki apni tanhayyo se nikal bhi tu sakti hai ...apne gird hisar se bahir bhi tu aa sakti hai kiun keh abhi tu bahut choti si hai woh larki:)

            Comment


            • #7
              Re: woh aik larki...

              :) Buhat khoobsurat :rose



              jeeti rahyeah khush rahyeah sada abad rahyeah :rose
              Zindagi Thak Gaye ..!!

              Comment


              • #8
                Re: woh aik larki...

                Originally posted by barg.e.gul
                Maah Nain (is ka matlab kya hai)
                sab sey pehley to Pegham per KhushAmdeed
                acha likha hai :thmbup:
                likhti rahien aur hamarey sath zaroor share karein :-)
                :) Maah Nain ka matlab hey chand si aankhon wali
                aur apni iss cute si dost ko ye naam main ney dia hey :rose




                Comment


                • #9
                  Re: woh aik larki...

                  Originally posted by ~*Maah Nain*~




                  Ambreen mujhey aik bhi img nazar nahi aa raha hey tum isko upload kar k laga do :rose mujhey parhna hey .




                  Comment


                  • #10
                    Re: woh aik larki...

                    image nahi arey hain

                    Comment


                    • #11
                      Re: woh aik larki...

                      Ambreen bohat hi khoobsurat likha hey

                      bey hadh shandar parh kar bohat acha laga tumhari y tehreer ahr tehreer sey mukhtalif hey :)

                      aur iss main jo larki hey wo bhi .

                      khush raho hameysha .




                      Comment


                      • #12
                        Re: woh aik larki...

                        khooooooob.... bohat hi khoob.... ik lafz khoob tareef ke liye bohat hi nakafi hai .. magar kya keren ke jazbaat-o-mehsoosaat ke izhar ka aur koi zariya bhi to nahi .. bohat hi munfarid tehreer likh dali .. khud ka gherao bari bareeki se kiya aur bohat khush asloobi se beyan kiya....Dr.sahiba ... nasar ke maidaan main abb to aap khas maqam rakhti hein .. her baar kuch naya likhna aur phir na sirf likhna bulkay umdah likhna... waqai mayar ki alamat hai .. aur aap ka naam hi abb tehreer ki khoobi beyaan ker jata hai ... Bohat khushi huyee aap ko apnay darmiyaa'n pa ker.. aap ki mazeed tehreero'n ke muntazir hein.. abb tak ka Behad Shukria.. :rose

                        wafa aur dua ke saath
                        withlove :rose

                        .......JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.......

                        Comment


                        • #13
                          Re: woh aik larki...

                          Khoobsoorat ... tehreer bhi aur lerki bhi .. :)

                          :rose
                          Last edited by Zindagi; 15 September 2005, 16:47.
                          To free us from the expectations of others, to give us back to ourselves--there lies the great, singular power of self-respect.
                          Joan Didion

                          Comment


                          • #14
                            Re: woh aik larki...

                            Originally posted by muskaan
                            mujhe ye larki jaani pehchaani si lag rahi hai shayad mein mil chuki hoon is sai :)

                            khushamdeed yahan pehlai bhi ye tehreer parhi thi to dil ko choo gai hai ab phir parhi hai to aur achi lagi hai tum wohi jo jo mein soch rahi hoon :)

                            khush raho :)
                            Muskaan :rose

                            khushamdeed aur ap ki mohabat bhari daad ka bouhat shukriya.. :)

                            khush rahain :rose

                            Comment


                            • #15
                              Re: woh aik larki...

                              Originally posted by WorThless
                              Asslam O Alaikum Dr Saab,
                              ki haal ney ? MASHALLAH nikhar kafee a gya hey mazeed bhi aye ga aur larki ? nahi nahi ghalat ho gya ethey larki di thaa kuj hor hona chaye da si ki khayal wey ? :D
                              Jokes a part,
                              Fantastic one ... bohat hee umda likha hey khasoosan ilfaz ka chunaon bohat sada sa bohat acha laga ... yunhi likhti raho share kerti raho jeeti raho khush raho sada abad raho
                              Waslam
                              walikum salam awais sahib
                              ap nay bouhat tareef kar di...main nay tou bas yonhi sa likha hai :)

                              duaon aur naik tamanaon ka shukriya :rose

                              khush rahain :rose

                              Comment

                              Working...
                              X