Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Titli aur haqeeqat!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Titli aur haqeeqat!

    iss titli ko mey bohot poor rang ban'ana chahti thi, meyra khayal hai key aap ko iss key rang kuch unsual lag rahey hein? mey ney hi baat ka aghaz kiya.
    meyrey sawal pey unhoN ney meyri taraf deykha aur ab bhi un key chehrey pey wahi aik makhsoos smile thi. "nahi, iss key rang unusual sahih magar bohot khoobsurat heiN, aur in rangoN aur iss titli key peechey jo kahani chupi hai wo mey jan'na chahun gi"

    matti?

    sirf matti hi to hoti hai jiss ko ye bila shuba apna keh sakti hein, aik aurat ki sirf Qabr apni hoti hai...........

    Qab'r?

    haan qab'r, mey chahti hun uss tasweer mey aap issey zaroor noma'yaN kareiN..... aik aurat ki apni koi shanakht, apna koi ghar nahi hota hai, pehley wo baap key ghar mey rehti hai phir shauhar key aur phir apney beytey key .... aik aurat ki sirf Qab'r apni hoti hai..............

    pata nahi in khatoon ney kab apni baat ki aur wo kab wahan sey gayeiN, kab barish shuru hui mujhey ilm bhi na ho saka..... aur na jaaney kab un khatoon ki bateiN suntey mey ney apna hath bohot sakhti sey tasweer mey bani rang barangi titli pey rakha tha.............. shayad mey iss ko iss ki haqeeqat bataney sey dar gai thi ......

    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Titli aur haqeeqat!

    awesome bloo..
    haa kuch haqeeqatain hum jan boojh kr nahi mantey or apney app ko ek fantacy main rakhtey hain..ek achi ummid k taht zinda rehtey hain....
    woh baqool shair
    "shab-e-firaq tu kisi soorat kat'ti hi nahi
    khayal-e-yaar main aao faraz soo jayain"
    aisey hi hum bhii bauht sarii talkhiyoo ko bhulney k lyaa ek ummid ,ek khuwab sa bana letey hain ,himmat or hosla ko jaga deker woh khouf mita letey hain jo hota tu haqeeqat haii bus hum hi us ko haqeeqat ban kr apney oupr nahi chaney detey..!
    app ki tehrrer achi lagii..likhti rahyea jo thori bauht tehhrerri nuqta-e-nazar sey ghaltiya hai woh tu seniors hi batayaingeyy...:)

    Comment

    • #3
      Re: Titli aur haqeeqat!

      Originally posted by aquari View Post

      • #4
        Re: Titli aur haqeeqat!

        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment

        Working...
        X