Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mah July ka mauzoo--Khawab!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mah July ka mauzoo--Khawab!

    Asalam Alaikum Respected Members,


    Pegham writer's sec. mey hum aap ko khush amdeed kehtey hein,
    Aap ki tehreer Pegham key Senior writer (Zmufti )check karein gi , agar us mey kuch kami beyshi hui to wo theek ker dein gey iss tarhan ahista ahista inshAllah ham sab ki tehreer mey aik nikhaar a jaye ga :thmbup:



    July key Maheeney key liye hamara topic hai



    Khawab




    Last date for submitting your entry: 30th July 2007



    Hamein aap ki Tehreer ka inteyzaar rahey ga inshAllah :rose
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Attached Files
    Last edited by Z.; 6 July 2007, 12:09.
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3

      Comment


      • #4
        khawaab nagar to hamaysha hee ideal duniya hooti hay aur aap nay sayr bhi khoob achhay andaaz mien karaai:thmbup: aur haqeeqi duniya to har aanay waalay din mien bad say badtar hoti jaa rahi hay....:(
        acha likha aap nay.....like it..
        khush rahiay and keep writing

        Comment


        • #5

          Comment


          • #6
            Attached Files

            Comment


            • #7
              khawaab ki achhi tashreeh hay and i think apki is tehreer mien zyada rujhaan khaboon k ta'ayun aur unki pehchaan par hay.......is it..?

              :)tehreer parh kar achha laga

              khush rahiay and keep writing:)

              Comment


              • #8
                As salam o alaikum
                :blush:
                mien haazir hoon apni tehreer k saath...abhi new to nhi likh saki magar zaraa puraani likhi hui tehreer hee share kar rahi hoon k islaah to hoo jaay gi:)

                aur mera boht dil chaha k is k saath koi shair ,qita ya chhoti si nazm bhi add karoon....magar mujhay koi mili nhi......
                so agar kisi ko koi suitable lagay to plz mujh say share kar deejiay ga:)...shukriya
                Attached Files

                Comment


                • #9
                  Originally posted by *Duaa* View Post
                  khawaab ki achhi tashreeh hay and i think apki is tehreer mien zyada rujhaan khaboon k ta'ayun aur unki pehchaan par hay.......is it..?

                  :)tehreer parh kar achha laga

                  khush rahiay and keep writing:)
                  yes dear ...
                  tu yeh such hi tu haii app dekhoo aksar larkiyaa ya larkey khuwab dekhtey hain k woh famous film actors ban jayain kya hota hai aisey khuwaboo kaa! woh loog apni zindagiya hi tu kharab krtey hai or kabhi kabhi tu gumrahi k rastoo pr chal partey hian..or isi trha kuch un logo k bhi khuwab hotey hian k woh zindagi main kamyabi payain or woh paa letey hain..tu tayun tu krna hai naa k humjo dekh rahey hian ya jis k lyaa koshish kr rahey hian woh sahi haii ya ghalat :)

                  Comment


                  • #10
                    Originally posted by aquari View Post
                    mera Khuwab :eye:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Attached Files
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        boht khoob Saima jee
                        amal say zindgi banti hay........
                        nice sharing
                        khush rahiay hamaysha:)

                        Comment


                        • #13
                          Assalam-0-Alaikom:rose
                          my entry :blush:


                          Click image for larger version

Name:	khwabbb.gif
Views:	1
Size:	103.7 KB
ID:	2374922
                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment


                          • #14
                            yeh main nay Dua kay kehnay per likhi thi...tu Dua ka hi naam bhi shamil kar lia is mein ...:D:
                            For New Designers
                            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                            Comment


                            • #15

                              Comment

                              Working...
                              X