Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Entiha..........

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Entiha..........

    :)
    Attached Files

  • #2
    Re: Entiha..........

    aap bhi aisa kar saktey hai?
    :rose Refreshing_breeze :rose

    Comment

    • #3
      Re: Entiha..........

      bhla mohabbat mien soochna kaysa..........
      to us banday nay khudkushi kar li...?
      kya mohabbat kahay gi k kufr karoo ya gunah-e-kabeera karoo to kya woh bhi kar liya jaay......?
      sab aysay hee kehty hien mohabbat mien soochna kaysa...right...magar behtr hay agar yeh constructive ho to
      us nay chalaang laga di...aur is tarha larki nay apni mohabbat khooo di......ahh

      Comment

      • #4
        Re: Entiha..........

        Originally posted by sumera View Post

        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #5
          Re: Entiha..........

          Originally posted by refreshing_breeze View Post
          aap bhi aisa kar saktey hai?
          mera damagh to nahi kharab hugia hay.... ?

          Comment

          • #6
            Re: Entiha..........

            Originally posted by sumera View Post
            bhla mohabbat mien soochna kaysa..........
            to us banday nay khudkushi kar li...?
            kya mohabbat kahay gi k kufr karoo ya gunah-e-kabeera karoo to kya woh bhi kar liya jaay......?
            sab aysay hee kehty hien mohabbat mien soochna kaysa...right...magar behtr hay agar yeh constructive ho to
            us nay chalaang laga di...aur is tarha larki nay apni mohabbat khooo di......ahh
            kisi maksad kee khater jaan daina khudh kushi nahi huti...hum jo larty hain medan e jang main kisi kee muhabat main hee larty hian aur qurbani daity hian..aur jis sy muhabat kee jay os ko zahir hay mehboob hee kehty hian aur ager mehboob kee khawahish na pori kee jay to pher muhabat kaisi?
            muhabat main khona aur pana koi mahni nahi rakhnta

            Comment

            • #7
              Re: Entiha..........

              Originally posted by yellowsky View Post
              Kiun gee?

              Comment

              • #8
                Re: Entiha..........

                Originally posted by Khalil View Post
                kisi maksad kee khater jaan daina khudh kushi nahi huti...hum jo larty hain medan e jang main kisi kee muhabat main hee larty hian aur qurbani daity hian..aur jis sy muhabat kee jay os ko zahir hay mehboob hee kehty hian aur ager mehboob kee khawahish na pori kee jay to pher muhabat kaisi?
                muhabat main khona aur pana koi mahni nahi rakhnta
                hmmm right....
                magar kya aap bataien gay k is nay kis maqsad k liay jaan di...?
                sirf yeh jitaaanay k liay k ussay us say itni mohabbat hay......
                aur saari umr k liay larki k liay yeh pachhtaawa choor gya k kaash mien nay us say yeh nah kaha hota....to aaj woh meray saath hota........
                jab meedaan-e-jang mien larty hien to uska proper reason hota hay.....
                aur mera nhi khyaal k is tarah chhalaang laga kar koi shaheedoon mien naam likhwa sakta hay....wht u say?
                yeh jo alfaaz hoty hien na unka istemaal hamaaray haath mien hota hay ...positive side par lay jaien ya negative.....
                jo loog amaliyaat karty hien galat qisam k woh quraan paak ki aayaat bhi istemaal karty hien......magar shaytaani andaaz mien aur ik bazurg sift insaan bhi quraani aayaat istemaal karta hay maslay hal karny k liay.....dono nay istemaal to quraan paak ka kiya magar maqasad different thay....
                aur aysi mohabbat to ik Allah hay jo apnay bandoon say karta hay aur doosri hasti maan ki ho sakti hay......aur koi mien nhi jaanti:donno:

                Comment

                • #9
                  Re: Entiha..........

                  Originally posted by Khalil View Post
                  :)
                  khalil bhai chhalaang lagana tho thheek hai laikin sanbhal kar keh insaan ko bohoth neechey girna bhi nahi chaahiye kiunkeh khud kushi haram hai

                  Comment

                  • #10
                    Re: Entiha..........

                    mohabbat main soochna kaisa!..............haa mohabatmain soocha nahi jata pr yeh bhi depend krta hai k hum kon si mohabat ki baat kr raheyhian..ager yeh mohabbat apney mazhab sey hai tu bilkul nahi soochna chahyea,Ager gher waloo sey hai tub bhi ek hadtak soochna nahi chahyea laikiin agr baat yahan ishq-e-mijazi ki horahi hai tuu mohabbat ka tauluq dil sey hai jub k zindagi dimagh sey guzari jati haii...kisi k liya jazbat rakhna ya mohabbat krna ghalat nahi pr kabhi bhi haqeeqat sey ankh band nahi krni chahyeaa ..mohabbat main sahi kaha app ney k panaa ya khona koi meaning nahi rakhta mager koi miley bhi tu us ishq k qabil k jis pr duniya luta di jayee

                    Comment

                    • #11

                      maksad...........aik mehboob jo huta hay bus os kee zuban sy jo bee kalma nikla hu wo hurf e akhar huta hay aur pher muhabat karny wala os per amal kerta hay sochta nahi k akher kia huga ...
                      ager ap ko samaj na aye to main ap ko Hazrat Musa alyslam aur
                      Mehmood aur ayaz ka wakia suna doon to ap ko samaj ajay gee

                      Comment

                      • #12
                        Re: Entiha..........

                        Originally posted by sensible View Post
                        khalil bhai chhalaang lagana tho thheek hai laikin sanbhal kar keh insaan ko bohoth neechey girna bhi nahi chaahiye kiunkeh khud kushi haram hai
                        aur jo looag kisi kee yaad main rozana marty hian jo k ap kee shaid poetry main bee hay kia wo haram nahi?

                        Kia Hazrat Abrahim alyslam ko nahi pata tha k wo jal jain gy aag main dalny sy?

                        Comment

                        • #13
                          Re: Entiha..........

                          Originally posted by aquari View Post
                          mohabbat main soochna kaisa!..............haa mohabatmain soocha nahi jata pr yeh bhi depend krta hai k hum kon si mohabat ki baat kr raheyhian..ager yeh mohabbat apney mazhab sey hai tu bilkul nahi soochna chahyea,Ager gher waloo sey hai tub bhi ek hadtak soochna nahi chahyea laikiin agr baat yahan ishq-e-mijazi ki horahi hai tuu mohabbat ka tauluq dil sey hai jub k zindagi dimagh sey guzari jati haii...kisi k liya jazbat rakhna ya mohabbat krna ghalat nahi pr kabhi bhi haqeeqat sey ankh band nahi krni chahyeaa ..mohabbat main sahi kaha app ney k panaa ya khona koi meaning nahi rakhta mager koi miley bhi tu us ishq k qabil k jis pr duniya luta di jayee
                          :tauba
                          abi tak aap logon ko pata hee nahi k hakeeke aur majazi ishak aik hee chez ka naam hay.......................think it dear,

                          Comment

                          • #14
                            Re: Entiha..........

                            Originally posted by Khalil View Post
                            aur jo looag kisi kee yaad main rozana marty hian jo k ap kee shaid poetry main bee hay kia wo haram nahi?

                            Kia Hazrat Abrahim alyslam ko nahi pata tha k wo jal jain gy aag main dalny sy?
                            yaar khalil bhaai aik tho aap bohoth jaldi naaraaz ho jaatey hain,yaqeen maaniye merey kehney ka matlub bilkul woh nahi jo aap samajh rahai hain.:khi:
                            Last edited by Mujahid Khan; 15 May 2007, 19:38.

                            Comment

                            • #15
                              Re: Entiha..........

                              Originally posted by Khalil View Post
                              aur jo looag kisi kee yaad main rozana marty hian jo k ap kee shaid poetry main bee hay kia wo haram nahi?

                              Kia Hazrat Abrahim alyslam ko nahi pata tha k wo jal jain gy aag main dalny sy?
                              aur shaayad logon key samajhney ka mutlab bhi woh nahi jo aap samjha rahia hain:wk
                              Last edited by Mujahid Khan; 15 May 2007, 19:41.

                              Comment

                              Working...
                              X